Margin what ?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #76 Collapse

    Dear es business mai boht c aysii chezain hain jin ko ap ko smjhna ho ga jaise jaise ap smjho gy ap ko osii hisaab se reward b mile ga lehaza ap ko aage bhar k in cheezon ko seekhna hy ta k ap ko loss na ho jaye...
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #77 Collapse

      Margen apky balance ki woh limit hoti hai ky agar apko continue loss ho raha hai aur apka balance apky margen ko touch ker gia hai tou ap isky bahd kisi bhi pair main new trade open nehi ker sakty just apko wait kerna hota hai ky apka balance kuch increased ho jaey ya apka account totally washed ho jaey
      • #78 Collapse

        jab b hum trade place karty hain to humain achi earning hasil ho sakti hay magr humain aik limit mil sakti hay humain market main achy say kam karn aho ga tab loss km ho ga
        • #79 Collapse

          Mery khayal say ap forex market mai jo bhe invest krty ho tou wo ap ka margin hota hai. ap es ko money management ky rules ko follow kro gy tou ap margin ka kam ya zada honay ko under stand kr sakty ho.
          • #80 Collapse

            Jab bhe ap trade open kerty hian to us say phely ap ka balance margin sab equal hoty han par trade k bad pechy bach jany wala balance margin hota hai jes pay mazeed trades laga sagty hain
            • #81 Collapse

              Mery bhai apko insta gorex trading ki techniques ka pta hona chye sqra account summary ka pta hon chue accouaccount manage krna ana chye margin apka trade lgany ka option hai ya nhi aor free margin apky account ki state ky pka bkaya balance kitna reh gia hai.
              Acha kaam achy daam
              • #82 Collapse

                Ues dear ap ap ki bat thek ha margin hume account ki information deti ha jb hume zada lose ho rha ho hume is ma hardworking k sath kam krna chaiye ye hamre liye bohat acha business ha hum is ma bohat kuch kma sakte hen hume experience ur knowledge ki zahrorat hoti ha
                • #83 Collapse

                  hamain analyse kar k hi trade karni ho gi ta k earn kar saky aur experience hasil kar k hi trade karni ho gi ta k loss kam ho skay aur knowldge hasil kar k hi hum achi trade karny k kabil ho sakty hain aur earn ho gi
                  • #84 Collapse

                    Margin ka matlab hota hay kay aap ne kitnay margin ki lot purchase ki hay or aap ne jo lot purchase ki hay ahar aap ko pata hay agar lot bari purchase karo to margin bhe zada likha hua ata jis say pata lagta hay kay aap kay pass mazeed free marjin nahi raha or aap mazeed trade nahi laga saktay
                    • #85 Collapse

                      ye loss hony par hi call ati hai ya zaida profit hasil karny par hamain trade karny k liye hard work karni ho gi ta k achi trade karny main koi mushkil na ho skay aur market main plane kar k hi trade ho gi
                      • #86 Collapse

                        ye ak boht hi achi trade hai is main trade karny k liye hard work karni ho gi ta k achi trade karny main asani ho saky aur margin call zaida loss hony par hi ati hai aur hamain plane kar k hi trade karni ho gi
                        • #87 Collapse

                          jub ik trade main hum nay money ko invest kia hota hai to ye trade ka loss main run krny say ik limit is tara ki hoti hai jis main ye account ka sara balance khatm ho jata hai or ye trade auto main loss kay zada hony ki vaja say close ho jati hai
                          I LOVE PAK FORUM
                          • #88 Collapse

                            agar hum theak say account ko manage nahi karen gay to humay esmain margin call ka samana karna parta hay so humay theak say account ko manage karna chahiey tabbhi safe trading mumkin hay
                            • #89 Collapse

                              kis tara say khud ko loss say safe krna hai kafi zada isi tara say planning say krna humy moka daita hai yehi ik traders ki try hai jin ki vaja say kafi zada money ko is say earn krna mumkin hota hai nahi to greed say money nahi milti hai
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #90 Collapse

                                hamain market main trade karny k liye is ki movement ko dekhna ho ga ta k loss kam ho saky aur greed ko avoid kar k hi hum market main achi trde karny k kabil ho skaty hain aur profit hasil kar skaty hai

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X