Usd ki news kis kis currency ko pershan karti hai

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Usd ki news kis kis currency ko pershan karti hai
    jab usd ki news ati hai to jtni b currency jo jin ka kam usd k saat hota hai ye un sab ko pershan kati hai jasy k euro ki news aai to siraf euro ki currency ko faraq parta hai per jab usd ki news aati hai to sari curreny hil jati hein
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    jahan tak mjhy is k bare main elam hai usd ke news sab se zeyada khatarnak hai or is ke wjha se taqreeban sab par he asar parta hai or jin chezo pa sab se zeyada asar hota hai wo hain oil or gold main note kia hai usd ke news par in dono ke market min bohat up and down ata hai
    • #3 Collapse

      Usd aik major currency hai aur jub usd ke news ati hai to takreeban tamam currency effect hoti hai jis ka pair usd ke sath attach ho aur sub se zyada euro ke sath effect karti hai aur jub koi news achi ati hai Usd ki to euro aese hi down bhi hoti hai.
      • #4 Collapse

        USD jis pair main bhi ho ga, woh is ko pareshan karey ga. Agar USD strong ho raha hy to up ho jaye ga aur agar weak ho raha hy to down ho jaye ga. Hamain kisi aik pair main hi trading krni chaheye takeh us pair ki movement ko samjh sakain aur is sey kafi faida bhi hota hy keh loss kam sey kam hota hy.
        • #5 Collapse

          G han sir forex me news best hoty ha liken forex me jo eur usd k market ha ye kafi best ha q k is me aam trader ko kafi experience bi ho jaty ha our is me ap kafi achy earning bi kar sakty ha our is me koi bi news kisi bi market ko kuch bi nahe kehta ha q k forex me jis me bi ap trading karty ha us k apna is me market hota ha.
          • #6 Collapse

            Usd as a major currency sabhi other currencies ko effect karti ha, jab news ati ha to usd kay sath walay saray pairs effect hotay hain, metals and oil ki price mein bhi bohot volatility ati ha.
            • #7 Collapse

              dear mujhy is baray mai koye khas jankari nahi hai q k mai yahan poar new hun or mai ap ye kahun gi k ap hamesha gold waghera me trade karen q k ye aik achi trade sabit ho sakti hai
              • #8 Collapse

                gee bhai usd main currency ka is ka asr sb currencies per prta he to usd ke bare mein update rha krein aur es ke support aur resistance ke level ko smjh krein us ke bad kise currency mein trade krein ge to sahih trading mein income mile ge to apne trading mein bhtr work usd ke upadte se kr skte hien
                • #9 Collapse

                  jis currency pair ma usd ho gai wo sab usd ki price say effective hon gai or usd ki price barnhana or kam hona per unki price b kam ziada ho gi
                  • #10 Collapse

                    dear forex mai har pair dosre pair se mukhtalif hota hy yeon keh lain har pair dosre k ulta move karta h agar aik cheez uper jaye gii tu dosrii neeche jaye gii es liye ap ko news aur data ko b follow karna hota hy ta k ap ko jaise jaise acha faida ho jaye aap apnii life ko b set karo aur acha earn karte jao...
                    • #11 Collapse

                      usd aik strong currency hai or is ka effect her pair main hota jahan usd shamal hota hai mazeed gold to sab se zyda effect hota hai is lai ap gold main trading main zyda careful hona chahaiy tha.
                      • #12 Collapse

                        dear yeh pair bany howey hota js b currency ka pair usd k sth hu ga os ki move news k time bht tez ho go es sy bachny ka aik hal yeh hai ap usd k news k time or pair per trading kry jaisy gbpjpy eurojpy eurogbp bht sy pair hai ap ki jo marzi hu kr skty
                        • #13 Collapse

                          Pareshani wali koiii baat nai ha news pe trade karo hi naii bhai technicals pe trade karo and news ho to trades band karke khamoshi se beth jao ku k faida koi naii hota in sab chexon ka losss bht bara bhi hojata ha aksar so mere khyaal se nai karni chaiye trade
                          • #14 Collapse

                            USD jis pair main bhi ho ga, woh is ko pareshan karey ga.... Agar USD strong ho raha hy to up ho jaye ga aur agar weak ho raha hy to down ho jaye ga. Hamain kisi aik pair main hi trading krni chaheye takeh us pair ki movement ko samjh sakain aur is sey kafi faida bhi hota hy keh loss kam sey kam hota hy. :cool:
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              news k bary mujhey kuch nahi pta hai ye aik good buiness hai is ko bahut ziyada learn kiajta hai phir ap ko kuch hasil hota hai is ko ap office ein bhi kr sakty hain ye aika cha buiness hai
                               

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X