Robot ka istmal ap ko kis had tak loss dy takta hai

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Robot ka istmal ap ko kis had tak loss dy takta hai
    robot un logon ko faida deta hai jin ka 1000$ ya is se zeyada ka account hota hai jo new user hein ya phir jin ka 50$ ya 100$ ka account hai un ko chahy k wo robot ka istmal na karein wo khud mehnat karein ta k jahan per robot kam chor jay wahan per un ka apna damag kam kary is se ap account wash b ho sakta hai
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Bhai ma ap ko yah kaho ga ky agr robot trade krta ha to us ko sense ni hoti ha wo ap ko loss dy sakta ha ku ky us ko market ky bary ma kuch ni pata chalta ha
    • #3 Collapse

      ma rebot sy trading karny k haq ma nahi hon mujy lagta ha ham khud kary apni scence sy tu is forex trading k karobar ma bohat maza ata ha market ko deakhty huy ham apni currency pairs cell ya buy karty hain aur profit hasil karty hain..
      • #4 Collapse

        Robot basically aik apne parameter ke hisab se bana hua hota hai aur muje apni trading ke upar bharoso hai mai kabhi bhi robot ka istemal nahi karta ho kyuke muje maloom hai ke robot muje loss hi dega is liye ap sub bhi manual trading kare aur market ko samajne ke bad bhi apni trade ko execute kare.
        • #5 Collapse

          brother jahan tak mera khyal hah forex trading main ap robot use nai kar sakte hoa ur wo bhe khas tor pai trading account pai kyun k agar ap aisa karo gay to ap ka account insat wale band kar dain gay kyun k bonus account pai robot trading allow nai
          • #6 Collapse

            Main to to abhi tak robot ka use nahi kia aur main manual trading par yaqeen rakhta hoon. Main dosron ko bhi yehi recommend krta hoon keh woh robot ka use na karain aur apni mehnat sey forex ko seekhain aur phir trading krain. Yeh aik everlasting business hy aur aap ko forever benefit dey sakta hy.
            • #7 Collapse

              G han sir forex me robot bi best hota ha q k forex me ap ko tab he earning hoty ha jab ap is me apni he trading karty ha chahe ap is me jis tara bi trading kary q k forex me ap trader tab he ban sakty ha jab ap ko forex me experience hota ha our forex me experience is he hasil hota ha joab forex me kud he ttrading karty ha.
              • #8 Collapse

                Nahi bhai, mein ap ki baat se agree nahi karta, robots ka agar faida hota bhi ha to wo arzi hota ha, ultimately robots se ap ko loss hi hoga becasue wo timely market se update nahi rehtay.
                • #9 Collapse

                  gee bhai forex trading mein robort ka mein ne kabhe istmaal nhe kia he aur mere khyal mein robot se kam krna acha trade mein faida nhe deta he jitna keh khod apne trading mein work krein ge to faida hota he to bhtr kam krne ke lie ache trading manual kr ke experience mein izafa krein
                  • #10 Collapse

                    dear mai tu robot trading ko pasand nhn karta mai manual trading karna pasand karta hy es liye daikh sun smjh k kam karo tu ap ko boht acha fadia ho skta hy es liye daikh sun k smjh k karo aur ap apnii life ko enjoy karo es liye ap ko faida hasil karo es liye daikh sun k smjh k kam karo ta k ap acha faida hiasl karo es liyue ap sahii kam karo ....
                    • #11 Collapse

                      Bahi Jan forex trading mein rebot ka istemal apko bahot zaida loss de skta hai is lye mein ny tu rebot ko kabhi use hi nhi kia hai humein khud ki trade krni chahiye aur rebot ko kabhi istemal na krein
                      • #12 Collapse

                        robot trading high equity mai kerta hai isleye koish karo ke app robot se dor rahe kuin ke woh jo hai woh high equity walon ke liye hai. koish karo ke app manually trade karo market mai.
                        • #13 Collapse

                          AssalamoAlaikum wa rehmatullahi bro robot trading pe taqeen mat karo q k ye apko rulaye ga is lye agr ap ny auto trading e karny to ap instaforex ki pamm trading kar lain ya phir zulu trade system use kar lain ya phir e totororo social trading kar lain q k un me apap apny ap ko zada safe rakh sakty hainhain.
                          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                          • #14 Collapse

                            dear asal mai baat ye hai k robort jo bhi hota hai aus mai aik tarha ki strategy hoti hai jis par wo kaam karta hai agar aus mai lot bari use ki ho to aus mai ho sakta hai k ap ka 1000 dollor wala account bhi wash ho jaye ais liay hum ko ais mai robort ki setting check kar leni chaye.

                            اب آن لائن

                            Working...
                            X