kya forex hamri economy ko strong kr skta hy

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #121 Collapse

    jee han proper sekhay huye forex Traders Kisi bhi Mulk ki Economy Strong karnay main Buhaat madaadgaar Sabit hotay hain Rahi baat hamari economical Condition ki tou Aap behtar Tarah Say forex Trading ko sekh Kar is Say Apni Zaroriyaat E zindagi ba asaani pori Kar Saktay hain
    Mind Is like A Parachute - It Is Useful only IF Open
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #122 Collapse

      good question dear its true that forex business can improve our economy because dollars(strong currency) are converting into pak rupees(weak currency) which ultimately boosts up our economy so we need to promote forex as much as we can.
      • #123 Collapse

        ji han ji forex aesa bsuienss hajiss mey marketing aur learning krte han aur aap econmicly har information iss se hasil ker skate han iss se hmari economic bi strong ho sakti ha aur good earning bi ho sakti ha
         
        • #124 Collapse

          kiun nai agar hum zayada sy zayada trade karty rahien or phr profit b hasil karty rahien tw koi waja nai ap ki economic ko strong na kary. Ap ko chahiay kay zayada mehnat sy kaam karien
          • #125 Collapse

            ji bilkul economy strong ho sakti hai kyun kay jab kisi country mein unemployment rate kam ho jaye ho aur har koi earn kar raha ho to economy khud ba khud strong ho jati hai and i think forex is best oppurtunity for everyone..
            • #126 Collapse

              ji hamri economy is se stong ho sakti hai khu kay hum. agar hum is pe sahi kam karay ur dosro ko bhi is kam kay baray mein bataye. takay dosro ka bhi fa-e-da ho jaye. ur is se unempolyment mein bhi kabi a sakti hai. hum jo pasay kama saktay hein is se hum apni economy kay liye bhi kam kar saktay hein.
              • #127 Collapse

                jee bilkul forex hamari economy ko easily control kar sakta hay que ke ye ek profitable smart online business he jis se ham profit earn kar ke apne mulk me zyda paisa la saktay hen or apna standard of living bhi high kar saktay hen par is ke liye zruri hay ke ham hard work karen forex se earning ke liye
                • #128 Collapse

                  ji ha bil kul forex hamari economy ko mazboot karsakta hay kyu ke ye online kam hay our is kam ko har koi kersakta hay is say logo ko jobs milenge our log forex per kam kerke pasay kamasakte hay our is pasay say apni zaroriat pori ker sakte hay.
                     
                  • #129 Collapse

                    forex hamari economy ko bilkul strong kersakta hay.agar ham forex trading ko seek kar profit kamaigay to essay hamay bi profit milayga or hamari country ki eonoy bi strong ho jaigi kio k jab dollar hamaray mulk aingay to hamara mulk taraqee krayga.
                    • #130 Collapse

                      yes bilkul forex aapki life n aap k all life style ko changed kar sakta hai aur es ko boht easy and secured b kar sakta hai es k liye zarori hai k aap forex main master hu ager aap master nhe hay to aapko kbi b kisi b time forex say big loss hu sakta hai jo k aap k liye n business k liye best nhe hai
                       
                      • #131 Collapse

                        g han dear economy ka inhasar forex trading par hi hay khu kay es ki me currency aur gold kay rates hote hain jin ko istemal me la kar ap trading karte hain aur zayada se zayada profit banane ki koshish karte hain.
                         
                        • #132 Collapse

                          Bilkul jab ek marketplace mein strong work force working kr rahi ho aur wo profitable earning kr rahay hon to us country ki economy b up hoti hay aur jo trading kr raha hota individually ya partnership usko b benefit milta hay profitable earning ki soorat main.
                          • #133 Collapse

                            g main Forex k baray main itna knowledge nahe rakhta k Forex se humari economy strong ho sakti hai ya nahe.al bata Forex se bahut se zarorat mand log faida hasal kar rahay hain.
                            • #134 Collapse

                              app ko pehly is main app ko forex k demo account par practice kanra hogee or is k bhad app ko forex main ek acha experience ban jayee jiss si app ko profit banani main asaani hogee lakin iss k liya kafi seekhnay k baad kam main aana chahiya ta k apko baad main koi masla na ho. q k forex pe aam guftagu ko bhi money me convert kr skte hn jo k hmare lie boht fida mand he. or trading se hm apne lie sarmaea bna skte hn
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #135 Collapse

                                g Bilkul ye hamari economy ko strong kar sakta hia lekin ye depend to trader per karta hia kah wo kitna experience rakta hia es business main qk ye business without experience k nahi chalta

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X