kya forex hamri economy ko strong kr skta hy

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #2296 Collapse

    Haan kisee had tuk yei hmari economy ko be aasar karta hai, lykin pak mein trader ke kamee ke reasons sey iss kaa impact kafee hi low hai, lykin koe wale koch years mein iss mein kaafi izafaa hao jaey gaa jiss ke reasons sey economy kaa direct impact iss pr parry gaa so umeed for the acha.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #2297 Collapse

      je Forex tradings aek bahot hi good aur best business hi jiss mein aap laog easily kama sakate hao mager is ki leay aap ko learn ke zaraoort hao gi phir hi app ic k laaiq hao gye kee munafa gain kr sakao.
      • #2298 Collapse

        ge haan forex hamari economy ko mazboot kar sakta hai lakin is mein humain bahut zaiyada mehnat hi zaroorat hai kyun k baghair mehnat k tou apko duniya mein kuch bhi hasil nahin kar sake. agar mehnat nahin karin gae tou paisay bhi nahin milain gae. jab paisa aye ga tou economy mazboot ho ge.
        • #2299 Collapse

          Ge han trading hmary mulk ki economy ko strong kar sakti hai but humain bhi zmadari ka mzahera karna pady ga aur hum trading kar kay jo earning karty hain wo hum pakistan mein laty hain to hmain us pe makammal imandari se tax ada karna chahiay ta ke hum apny mulk ko mazboot aur naqab e taskheer bna sakain.
          • #2300 Collapse

            Yes brother it can agr har bnda smjh k sath forex start kry to country ma jb logo ko roz gar mily ga to ye hamari country ki economy ko strong kr skta hai or log khushhal ho skty hain but is ma learning ki of effort ki zurrut prti hai jo k har koi nai krta
            • #2301 Collapse

              bro Forex tradings hmari aamdan ko mazboot kr sakty hai, kayon kaa yaa aik aasan works hai, jiss pr hm kaam kr kaa achee kama skta hein aur roz ba roz taraqee kr skta hein.
              • #2302 Collapse

                Haan gee is kam ko kr ky hmari ecnaomice kafi best hao jaey gy aor saath saath haaem ko ess ky barey elaem bhee dayaa jaa rha ha, ess sy aik insaan ki zindagi changes hao skty ha, woh aik karobaree banda bn skta ha, mer raye se gee.
                • #2303 Collapse

                  agar hum sub trader mil kay aik achi startegy kay sath trade karay tu ap achi taraha say check kar sakaty hai kay m sub traders apni country ki economy ko bohat hi acah kar sakaty hai aik kamiyab trade bi kars akty hai
                  • #2304 Collapse

                    Assalamualikum, Han bhai forex k zarye bhi hamari economy behter ho sakti hai lekin masla yeh hai koi forex men koi bhi pkr per invest nahi krta kiun k hamari currency forex men nazar hi nahi ati lekin ek din ayega jab forex men hamari bhi currency ka pear ajayga Allah Hafiz
                    • #2305 Collapse

                      yes hum forex trading business se apni economy ko strong kar sakte hain forex trading business main hum big success hasil kar k iss se apni life ko aik khushal life bhi bana sakte hain aur apni life ko enjoy kar sakte hain.
                      • #2306 Collapse

                        Bilkul forex se humari economy strongg ho sakti ha and is ka aik faida aur bhi ha kay employment ziyada ho jay gi. Agar Pakistani trader successfully trading kar raha ha to wo foreign currency pakistan mein lay ga, jis se mulk ko faida hoga and us ki apni employment bhi hogi.
                        • #2307 Collapse

                          Dear forex cahli hi economy ka bas pay agher ap ki cuntery ki economy strong hy to as ki currency trdaing market main add ho gi aur apapni currency pay bai trade kar sako gay lakn agher ap ki economy low hy to ap ki currency ka rate bai km ho ga
                          • #2308 Collapse

                            Belkolbaghar ham.iss main mehnat karte hain khub tu apko iss se apni economic sata ko mazboot karne main bohat madad milti hai aap ko chahiay k iss main khub mehnat se kam karen ta k aap iss main kamyabi hasil kar saken uar apne aapko maoashi tor pe mazboot kar skaen iss main apki mehnat kabhi b zaia nahi jati hai
                            • #2309 Collapse

                              g han forex hamari economical condition per asar andaz ho sakti ha is k liye logon ko forex trading ko samajna hoga or is k proper way me institutes or publicaly logo ko aware karna ho tab hi forex ka impact economy pe hoga
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #2310 Collapse

                                g han ap jab forex men trading kerty hein tu is se hmari economy strong hoti hai or is men logon k pas zada pesa ata hai or is se hmara country trakki ker skaty hein is liy apko chaiye k ap forex men zada se zada acha kam kerny ki try kerty rahin
                                Success is the Best Revenge

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X