kya forex hamri economy ko strong kr skta hy

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1351 Collapse

    Ji ha forex hamare economy ko zaror maj bok kar ta hai par agar ham mhenat se kam kare to ham forex par acha profit bana sakte hai aur forex par ham profit earn kar ke ham apne ghar ko asaan kar sakte hai
       
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #1352 Collapse

      Yes forex can strong our economy easily because this is a good earning business and through this business our economy can easily grow up.This is a good and trusted online trading business therefore there are many people want to come and success theirself in this business.
      • #1353 Collapse

        G han yeh hamari economy strong kar sakta ha , Q k hamary mullk main reserves ki zarurat ha , aur jisagr trading say hamary reserves main izaffa hota ha to hamary economy main izzafa ho sakta ha, er un forunately hamara problem yehi ha k hamary mulk main na to ziada business ha aur na hi reserves hain jis ki wajha say hamari economy ziada strong nai ha...
        • #1354 Collapse

          ji han forex se hum apni economy ko strong kar sakte hain forex aik best business hai is business jesa mujhe abhi koi business nahi lagta hai yeh best business hai meri nazar me
          • #1355 Collapse

            han jaisa k apko maloom hoga k hamaray mulk ki econmy bohot weak ha aisay main forex trading business agar hamaray mulk main earning ka zariya banega to definatly hamaray mulk ki economy strong hoge aur hamara country mazeed sucess hasil karega,,
            • #1356 Collapse

              boss ye to hum py depend karta hai agr hm forex mei mehnat or emaandari se kaam karen gy to ye hmri ecnomically stronger bna sakta hai is se hm apni life proper tariky se guzar sakty hai.
              • #1357 Collapse

                G han bilkul Forex hamari economy ko bilkul strong kar sakta hy, kyu k hamari country main waise hi jobs ki bht problems hain or Forex ek aisa online business hy jis sy har koi ghar beth kar bhi earn kar sakta hy jis sy wo khudh bhi strong hoga or economy bhi.
                 
                • #1358 Collapse

                  اصل پيغام ارسال کردہ از: MOHDAMIN پيغام ديکھيے
                  Firex trading can turn economies. With more and more people venturing into it, its power to influence even Pakistani economy grows by day
                  asa;am bhai jaan g han ye humari economi koo strong ker skta hy jab har bandy koo rozgar mily ga aur koi berozgar nahee rahe ga too lazmi baat hy log khus hal hoo jain gy aur country tarqee kere ga jis dono ka fiada hoo ga
                  • #1359 Collapse

                    Well mera ni khayal k forex ka hamari economy pr zayda farq prta hai ya phr forex hamare economy ko string kr skta hai ya ni. But mai yeh zarur kahunga k forex aik trader ke life ko zarur behtr bna skta hai aur uske economic condition b string kr skta hai
                    • #1360 Collapse

                      Forex trading hamari economic ko bohat ziada strong kar sakta hai.Ap is me ziada say ziada earning kare gay tu ap ki country me dollars ae gay jis say ap ki country ki economy ko bohat help milay gi.Or sath sath hum sab ko os me faida ho ga.
                      • #1361 Collapse

                        ji this is a good question k kya forex humari economy strong ker sakhta hy ji bilkul ker sakhta q k humara mulk economy ky lyhaz sy week hy.graduate log boht hy jin ko job nhi milti hy wo log gher bethy apny ly earning ka zaeriya gain ker sakhty hy apny ly bhi faida hoga aur humari country ki economy bhi berhy gi.
                        • #1362 Collapse

                          mujhe is baat ki smajh nahi ai hai ke forex ki waja se app ki economy kaisy strong ho sakti hai is main ziada tar looser s hain phir app ke country main pesa kahan se ay ga matlab ke bahir jata hai
                          • #1363 Collapse

                            fprex ahmari economy ko mazbook ar sakt hai lekin us ke liye um ko proper mehnat ki zarpaoata hai phir hi hum is mainkamyaab ho sakte hainis mian humko proper hard work ki zaroarta hia our hum is main phir hi kmayaab ho sakte hy:cool::cool::cool:
                             
                            • #1364 Collapse

                              economy ko mazbook ar sakt hai lekin us ke liye um ko proper mehnat ki zarpaoata hai phir hi hum is mainkamyaab ho sakte hainis mian humko proper hard work ki zaroarta hia our hum is main phir hi kmayaab ho sakt
                               
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #1365 Collapse

                                je han karsakta hai par us k liye ap ku doller pakistan mein withdraw karwana chaiye tab he mukin hai agar nahi tu pakistan bank account se rupees par withdraw be ho sakti hain
                                 

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X