kya forex hamri economy ko strong kr skta hy
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #2056 Collapse

    yes forex trading aik bohat hi acha or behtreen karobar hi jis main ap log asani se earning ker skate ho magar iss ke lye ap ko learning ki zaroort ho gi then hi ap iss kabal ho gye ke profit hasil ker sako
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #2057 Collapse

      mert khyal am forex aik best business haies ma koi kam karny ki muskil nhi hai ye aik easy buiness hai es ma koi kamkarny ki limit nhi hai es ma lakho log kam karty hai or acha earn karty hai
      • #2058 Collapse

        dear forex ko agar government sector pe start kiya jaye tu why not ye boht ache se chal skta hy ap ko chahiye k seekh aur smjh k es mai kam karo ta k ap ko acha faida ho...
        • #2059 Collapse

          hamri fhydd business me aik new trader hun or mujhy kuch din hi huy he is forex trading business
          ko start kiy huy is liy me to abi trading or is hony waly profit ya loss k bary me kuch dhyd
          • #2060 Collapse

            yes, forex hmari encoming ko strong krta hy , es se hum ghar bethy araaam se earn kr sakte hain , jab marzi chahen kaam kren otherwise araam kren :)
            ♡Gābāŗ♡
            • #2061 Collapse

              g haan bhai jaan ye bhair ki exchange hai is main jitne zayada logg kaam kareen gy utna paisa zayada aye ga jis sy economy per bhat zayada faraq parta haui jitna ho saky aise kaam karne chahye
              • #2062 Collapse

                aoa apnay bht acha sawal kai hai aur is main hum kafi information gain ho jai giii .....han g forex humari economy ko strong karta hai aur is se humare economy ko bht faida hota hai
                • #2063 Collapse

                  forex k learning k liye sb sy best website babypips.com hai. is website py ham ko forex trading kai bohat zayada learning things mil sakti hain aur ham apny forex trading k knowledge ko bohat zayada barha sakty hain.
                  • #2064 Collapse

                    yes dear qn nhn kr skta dear agr a apni personel ecoenomy ke bat kr rha ho to zror kr skta ha but yeh bat hakeeket ha ka pakistan ke economy ko jub tk nawaz jaisa nwaza hova log chlayn ga tb tk yeh koi mzboti ke umeed nhn dila skta
                    • #2065 Collapse

                      I think hamarey jaisey traders apni economy ko strong nahi kar saktey hain kiyoun key economy ko strong karney mien bhot sarey factors hotey hain or ap just apni economy ko buy karney sey is mien isko string nahi bana saktey hain kiyoun key hamari amount kuch bhi nahi hoti hai is muqabley mien.
                      • #2066 Collapse

                        g but hme is k lie ziaada se ziada mhant ki or lgao ki zrorat hoti he jb tk hm mahant se or lagan se kam nh krte to ye sub namumkin he agr hard work ho ge to muskil nh
                         
                        • #2067 Collapse

                          Brother forex ek acha business hay hum agar is business ko serious le len aur achi tarha se sekh kar usi mutabiq trade karte rahe to hamari economy strong ho sakti hay .
                          • #2068 Collapse

                            g bilkuk forex hmari economy strong kr sakta hy kue ke agr hm forex ko join krty hy tu yaha hm begar kisi investment ke trading ka plateform mil jata hy. agr hm forex ko join krty hy or is par mehnat kr ke earning krty hy tu ye hmari economy ko strong krne me helpful ho ga.
                            • #2069 Collapse

                              Forex main foreign currency use hoi hy jan hum forex main profit kama tay hain aor wo foreign currency ki shape main humaray Pakistani bans main aata hy to in say humray pas foreign currency kay zakhayir ziada ho jatay hain jis say humari economy up ho jati hy aor country ko faida hota hy.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #2070 Collapse

                                This approach will allow you to leave the ranks of the cowardly and weakening and join the ranks of aggressive and bold "bull" or "bear".To begin with the first board - think it is necessary - if you this. A lot of work, the mind always in overdrive, nerves on edge, forces at the end. The market does not manage, comment and analysis - a false ..

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X