time in pak

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    time in pak
    yar koi muje bata sakta hai k jub forex market monday ko start hoti hai to pakistan us wakt kya time hota hai?or ye jub closse hoti hai to friday ko pakstan kya time hota hai?
    or ha 3 swal ye k ye
    Sydney 4:27am local
    Tokyo 3:27am local
    Japanese Bank Holiday
    London 7:27pm local
    UK Bank Holiday
    New York 2:27pm local?
    ye kya time hai jo jo yaha time hai wo wo pakistan kya ho ga time?
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    bhai jis tarha dosry mulko ma raat k 12 ka time hota jata ha us hisab sy market b open hoti jati ha pakistan ma market taqreeban 2 bajy tak open ho jati ha ap aram k sath us waqt trade kar sakty hain...
    • #3 Collapse

      gee bhai forex trading mein har wqt kam kia jata he aur 24 hour trading chlte rhte he aur dosre jo session hote hien market ke to woh mein nhe explain kr skte keh pakistan time aur dosre time kia hote hein kion keh kabhe dihan nhe dia he aur time to sb alg alg hote hien aur diference in mein zaror hota he
      • #4 Collapse

        dear pakistan k 2 bajy forex k market start hoty hian jo kuch commuidty ki market ha wo taqreban 3 bajy rat ko pakstan k sarra hoti hia ye monday katimeha paskkitan ka iss hisbs a market open hoti ha
        • #5 Collapse

          Forex market Monday ko about 2 AM bajay start ho jati hy aur isi tarah Saturday ko about 2 AM close hoti hy. Yeh 24 hours open rehti hy aur aap 5 days main kisi bhi waqt market main enter ho saktey hain aur profit bana saktey hain. Lekan saheeh time wohi hy jab market aap ko favourable lagay.
          • #6 Collapse

            Forex market Monday ko about 2 AM bajay start ho jati hy aur isi tarah Saturday ko about 2 AM bajay close ho jati hy. Hamain ziada der tak trading nahi krni chaheye aur trades ko close kr dena chaheye aur phir Monday ko new analysis key sath open krna chaheye. Friday ko market kafi risky hoti hy aur small risk sey trading krni chaheye.
            • #7 Collapse

              trader aik software ha oc ku download ker lay tu oc man sessions dikhai jaty han jis session ka start honaa hota ha. oc ka time pora chal reha hota ha end tuk google man search ker oc ku downlaod ker lyn
              • #8 Collapse

                Pakistan lucky country hai forex market mai q k is country k time k mutabik pakistani traders 4 sessions ko easily dekh sktay hai or agr in sessions ki opening mai koi breakout honay ki umeed ho to usay catch kr sktay hai or us say profit or loss earn kr sktay hai.
                • #9 Collapse

                  dear forex mai ap kam kar skte ho aur jab jab ap ko faida ho ap acha earn b kar skte ho aur apnii life ko b set kar skte ho es mai seekh k aursmjh k kam kar skte ho... aur aage chal kar mazeed acha faida b hasil kar skte ho soo ap ko mehnat ka acha phal b mil skta hy...
                  • #10 Collapse

                    Bahi Jan forex trading ke lye Pakistan mein aghr koi bes time hai tu woh rat ka time hai aghr ap rat ke waqt trade kreinngay tu apko profit hi ho is lye night time trade krein aur acha profit eran krein
                    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                    • #11 Collapse

                      Re: time in pak

                      Dosto forex per jub ap trade karty ho to apko time ko be madenazar rakna hoga keyon ke agar hammare suba 9 am hai to kuch momalik may aur koi time hoga time sy ap isterhan sy madad laisakty hain ke jub jis mulq may trader zeyada hon to ap ko is ke time ka be pata hona chahye is terhan ap achy trade karsakty hain pakistan may best time for forex trading ke liye suba 9 sy raat 9 best time hota hai

                      اب آن لائن

                      Working...
                      X