forex trading

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    forex trading
    Assalam o Alaikum!Muje forex trading ke mutalliq zayada nahi pata hai isi liye mai ap logon se puch raha hun ke kya forex trading islamic sharia ke mutabiq halal hai ya haraam hai?agar yeh halal hai tou Iss hawale se quran ya hadees ya kisi authentic scholar ka reference bhi de dain.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    ji dear friend bilkul halal ha ham mehnat k sath pasiy banty hain agr hamy profit hota ha tu loss b hota ha yeh eik karobar ha agr ham negtive think kary gy u is sy hamy kuch hasil nahi ga be positive..!!
    • #3 Collapse

      gee haan bhai forex trading islam main halal he aur es mein kam kar skte hien jahan tk keh mein ne suna howa he aur ziada agr ap chahte hein to kese se mazeed tafseele bat kr lein woh ap ko bta dein ge mere knoweldge ke mutbq to forex trading halal business he
      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
      • #4 Collapse

        Forex trading Islam mein bilkul halal hai apko isko aik saaf business kehna chahiye aur is ka hisab apko market yah store PR ja or dekh skty hain peachy se log kitny ka mal laty hain aagy kitny ka frokht krty hain

        اب آن لائن

        Working...
        X