support and resistance

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Forex market mai analysis krtay waqat ap ko support aur resistance level maloom krna bohat zaroori hai. aur bhr support aur resistance level ko maloom krta hai tou wo forex market mai zada profit earn kr sakta hai.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Bikul bhi nahin karni chaye mery khayal main jab bhi kisi sector ka major support or resistance break out hota hai us k bad market mian bohat he un certainty hoti hai market koye bhi bari move kar sakti hai tou mery khayal main aisy time par void he karna chaye aik small stop loss k sath ap risk ly sakty ho lakin long term nahin sirf short term k liye
      • #18 Collapse

        Support or resistance kay bary main knowledge hona boht zaruri hota hai q k ye important hain lekin is py trade karna boht risky hota hai is liye ahtiyat zaroori hai
        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
        • #19 Collapse

          support and resistance forex may bohat hi aham mokam hain.jis say apko pata chalta hain k market kis taraf janay lagi hain.es liya support and resistance par apko traing zaror karni chahiy.lakin es may apko pata hu k vaild support and resistance kis jagah hain.

          اب آن لائن

          Working...
          X