I have a Question

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    I have a Question
    I have a Question?...Kya Indicators, Support and Ressistant Levels ko Read kartay hain??? agar nahin to Indicators ki base per kesay Trade ki ja sakti hai? phir to Trading main in ka zikar hi nahin hona chahiye. Sirf Over bought/Over sold Levels batanay se kya hoga jab qareeb hi koi Support/Ressistance Level ho
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    indicators forex trading mein mukhtalif calculations ki base per kam karte hein magar in mein abhi indicator per depend karta hae k woh kis base pr kam kar raha hae......
    • #3 Collapse

      bilkul jo b indicators hamary samny ata ha us wo resistance inner ares wagra ko toucch karta ha hamy signals tu milty hain lakin ham tab yeh signals follow karny b any cahye pher hi ham kamyab hon gy..
      • #4 Collapse

        bilkl karty hain hamari learning ka supprot resistance b bohat ahmyat ka hamil ha forex trading ma har step ko clear karna bohat zarori ha is ko b clear karna bohat zarorai ha...
        • #5 Collapse

          gee bhai forex trading mein in sb chezon ko smjhna he aur hmein jb in indicators ke smjh a jae ge to ham support aur resitance level ko smjh skein ge aur apne trading mein sahih kam tab hota he jb trader support aur resitacnt ko smjh kar kam krta he aur apne trading mein signals ko smjh kar kam krta he
           
          • #6 Collapse

            اصل پيغام ارسال کردہ از: Shahzad46 پيغام ديکھيے
            I have a Question?...Kya Indicators, Support and Ressistant Levels ko Read kartay hain??? agar nahin to Indicators ki base per kesay Trade ki ja sakti hai? phir to Trading main in ka zikar hi nahin hona chahiye. Sirf Over bought/Over sold Levels batanay se kya hoga jab qareeb hi koi Support/Ressistance Level ho
            ham trading k liye support aur rsisstance ko easily read kar sakty hein lekin hamein trading k douraan indicators se ziyada fayida hasil nahi hota hai kiun k indicators market k ups and downs k douraan kafi late trend karty hein jis ki wajah se hamari strategy disturb ho sakti hai
            • #7 Collapse

              dear apne bhot he acha sawal kia hai indicators basicaly forex trading ka tools ha jis ki base per humay markets ko samjne mai kafi had tak asani hoti hai and ziyada tar loag news and indicators dono ko watch karne k baad he trade ko open karte hai kiu k is tarha say humay next markets movement k bare mai idia hojata hai
              • #8 Collapse

                gee bhai hm ko apne forex trading mein jo indicators istemal mein lane hote hien un se apne market ke trend ko smjh skte hien aur jb hm ko apne trading ke in tools mein sahih experience hota he to hm asane se apne trading market ke support aur resistance ko smjh kr apne trading mein acha kam krte hien
                 
                • #9 Collapse

                  Indicators ko zaroor use krna chaheye lekan in par depend nahi krna chaheye. Yeh indicators kabhi to aap ko benefits detay hain lekan kabhi kabhi yeh wrong bhi ho jatey hain aur is sey aap ko loss bhi ho jata hy. Hamain indicators ko just market key trend ko predict krney key leye use krna chaheye aur is key sath sath khud bhi market ko judge krna chaheey.
                  • #10 Collapse

                    Jee han indictors hame. Treding main kafi helpout karte hai. Hamen I dicators ko lazmi follow karna chahiay iss main hamen kafi madad milti hai aapko indicators ki madad se iss main trends ka pata chalta hai uar appko ap I tred open karne main b madad mikti hai k kis janib tred lagi jay kis currency pear pe kam kia jay
                    • #11 Collapse

                      ji indicator k uper depend krta hai k wo support aur resitance ko foole krta hai k nhi lazmi tu nhi k saray indcataor aik jaisy hu aur suppport aur ristenxce ko bhi follw krta hai supoor aur ristence ki buhat value hai jis ka edge hai.
                      • #12 Collapse

                        market ko analysis karna or Support and Resistant Levels maloom karna without indicators k impossible hay indicators k base par hi ham achi taha market ko analysis kar sakty hey.
                        • #13 Collapse

                          Jee han hamen indctors ki madad se kafi help milti hai hamen in ko lzmi follow karna chahiay hamne chahiay k ham iss main mehnat karen iss k indicators ko read karna sekhen iss se hamen bohat gaida hasil jo ga ham iss se help lai sakte hain k iss time pe hamen kon c tred lagani chahiay uar sell karen ya buy karen
                          • #14 Collapse

                            Forex market mai right entry open krnay ky lye ap ko forex market mai indicators ko apply krnahai. Es ky sath ap ko support aur resistance level bhe maloom krna hai. Es ky bad ap es market mai sell ya buy ki entry open kr sakty ho. Es tarah ap ka profit zada aur loss kam ho gy. Kyu k es tarah ap ak achi strategy ban sakty ho.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              yes dear in sab tools ko use kr k bohat he acha work kiya ja sakta ha experience people in tools ko follow krty hein or in he k madad sy bohat he achi trading kr k profit earn krty hein is liye ye best tools hoty hein trading ko jannany k liye or acha work krny k liye

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X