kya koi bata ga

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    kya koi bata ga
    kya koi bata sakta hy please Stop loss kyo use kya jata hy and loss kiss kisem ka hota hy???
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    forex trading me stop loss ki bhot importance hoti hai kyoun k jab koi trader stop loss ko use karta hai to wo loss se kafi had tak bach skhta hai jab hum trade k lye market me enter hoty han to whan option hota hai jis me hum stop loss ko set kar skhty han or ziada nuksan hone se bhe hum bach skhty han
    • #3 Collapse

      stop loss ko forex trading mein losses ko control karne aur profits ko stable karne k liay use kia jata hae magar my dear friend new traders ko stop loss use nahi karna chahiay.......
      • #4 Collapse

        forex trading mein stop loss apko hamesha use karna chahiye aur apko chahiye ke ap is mien stop loss ke baghair koi bhi trade nahi lagayen aur apne andar trading skills ko develop karen.
        • #5 Collapse

          stop loss aur take profit dono as values hain hamy in k bagair trade nahi karna chahye ku k stop loss wo value ha jo ham set karty hain us sy hamy eik had tak loss hota ha hamara sara account wash nahi ho jata balky jab us value ko touch karta ha tu khud hi trade off ho jati ha..!!
          • #6 Collapse

            Bro agar ap 24 hours market Ko watch nai kr sakte ho aur apni trade ko ap 24 hours nai dkh skte ho aur ap xhahte ho k agar ap ki trade minus main jaye to utna he loss ho jitna ap chahte ho us se zaida loss na ho ap ko to ap stop loss laga do agar ap ki trade minus main jate hah to ap ko utna hr loss hoga jitna k ap ne mere khayal main stop loss set kia howa hoga is agar ap achy trader banna chhahte ho to ap ko chahie k ap stop loss zaror lagao
            • #7 Collapse

              gee bhai forex trading mein stop loss ka use krna hmein losses ane se bachata he hm jab stop loss laga kr order ko manage kr lete hien to hamre trading ache hote he aur apne trading ko bhtr kr lete hein aur ziada loss ka khtra nhe hota he aur stop loss sirf aik he hota he es ke qismein nhe hote hein
              • #8 Collapse

                stop loss ko hum is liye use krte hain k agar hum apni trade ko lagatar nai dkh sakt hain aur hum chahte haon k agar kisi wajah se humare trade minus main chale jaye to agar hum chate hain k account wash an ho to ap ek point pai stop loss laga do utne he loss hoga ap ko bus
                • #9 Collapse

                  Jab aap lots lagatey hain to is key sath stop loss ka bhi option hota hy aur aap aik khas target set kr key is ka order laga saktey hain. Jab aap ka order yahan puhanchta hy to lots automatically close ho jati hain aur aap ziada loss sey bach jatey hain. Yeh aik best option hy aur hamain zaroor use krna chaheye.
                  • #10 Collapse

                    Jee forex trading main yeh stop loss bohat hee achi option hay ise ko zaroore use karna chayie ise kay istemal sey ap ka account kabi behi wash out nahin hoga stop loss means ap kehtay kay main itna loss bear karsakta hoon maslam $5 ya $10 aur ise kay hisaab sey ap aik price set kar daitey hain kay ise sey price nichay ager buy order laga hay aur ise price sey oper ager sell order laga howa hay tu ap set kartey hain aur jab wo stop loss price hit hoti hay ap ki trade automatically close ho jati hay chayey ap computer kay samney hoon na hoon.
                    • #11 Collapse

                      Forex aik bohat hi risky business hai stop loss ka maqsad yeh hota hai ke hum apne loss ko minimize kar sakte hai aur forex mai zyada tar log sirf take profit hi lagate hai stop loss ko khali chor dete hai jis ke waja se unhe bohat bara loss hota hai aur kabi kabar to account bhi wash out ho jata hai lihaza humhe stop loss ka istamal zaror karna chaiye.
                      • #12 Collapse

                        stop-loss jaiasa ke name se pata chal jata hai ap ki trades ko khalat entry ya anaylsis ki wajah se losses se save rakhna i mean jitna ap ne loss set kia hai utna hojana or stop-loss ap ki investment ko save rakhta hai
                        • #13 Collapse

                          foxex ma stop loss ki bht importance ha is sa hm kafi had tk loss sy bach sktian hn.or market ko check kr k dobra anylsis kr k new order place kr sktian hn.or is thra hm loss sy bach sktian hn.hiam stop loss zorar fix krna chahea.
                          • #14 Collapse

                            dear ase hy ka hum stop loss is liye use kart han ka hum ko zide loss na ho jab be hum koi new trade lagt han tu hum ko s se sath stop loss lagt han ka hum serf itn loss he face kar sakt han is se zide nahi us se ya ho gy ka hum ko serf itan he loss ho gy jitn hum na rah hy is se zide nahi ho gy
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Forex trading mein apko stop loss lazmi use krna chahiye aur stop loss kam se kam rakhein taqe apko recover krny mein bhi asani ho trade ko khud hi treat krein taqe trade ka hunar apko aa jaye aur loss na ho

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X