big amount

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    big amount
    1000 usd amount forex account mai ziada raqam nhi hai jahan tak mera expirince hai ager app kiy pass itne raqam hai too mera mashwara yeh ho ga app lalch nhi kero aor 0.01 lot size hi use kero. app kabhi loss nhi kero gy yani asani say recover able account hai. 1000 usd
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    han yeh tu ha be shak ap k account ma bohat zeada amount ha lakin ap ko thori sy thori lot size k sath trade karna chahye ku k agr ap ko profit na ho loss b kam ho ga ap ka account wash nahi ho ga...!
    • #3 Collapse

      1000 dollers bohat zeada raqam ha bhai har koi itny paisy invest nahi kar sakta ap cahy 100$ sy apna work start karo even 20$ sy bas hamry pas experience hona chaye jis ki base par ham ny earning karni ha..!!
      • #4 Collapse

        gee haan bhai forex trading mein jitne big amount hote he utna he trading mein profit acha earn hota he aur trading mein hmein small lot size se kam krna hota he aur hmein apne trading mein experience ho aur trading mein money management ho aur risk management ho to hmein boht earning forex se ho jate he
         
        • #5 Collapse

          G forex trading mein ye tu buht ziada investment hy aur forex trading mein agr profit ziada hy tu loss bhi ziada hi kiok forex trading aik riski business bhi hy aur agr ziada investment karni hy tu forex trading mein profit bhi ziada hona cahaiye aur is k liye risk Lena parta hy aur agr ziada investment karni hy tu profit bhi ziada hona cahaiye aur ye sab experience aur knowledge se hi hota hy
          • #6 Collapse

            yeh tarika bilkul b ghalt hai agar ap 1000 dollar invest krty hain tu 1 lot lagani chahiyeh jis sy ap ko faida b hu 0.01 sy na itna profit hota or na loss tu es lot ka faida hi nai na hi mehnat krny ka es leyeh 1000 dollar capital hu tu1.00 lazmi uze krnichahiyeh
             
            • #7 Collapse

              1000 usd forex trading main koi mainy7 nahi rakhty agar aap bary lot sy kaam karo . agar aap lalach na kro or choti lot sy kaam kro to aap ko faida bhi ho ga or ap ka account bhi saf rahy ga or loss nahi hoga
              • #8 Collapse

                1000 usd kafi acha capital hai or maira pass hota tu mai 0.01 tu kabi na lagata 0.01 ki trade tu mai 1,2 dollar per b laga lu hum chahiyeh k kam sy kam 0.40, 0.50 ki trade lazmi lagy tub hi acciunt wash hu ga jab 2000 point move hu
                 
                • #9 Collapse

                  gee haan bhai hm ko apne trading ke lie boht ache investment ke zarort hote he aur jb hm apne trading mein sahih investment se kam krte hien hm ko apne trading mein acha profit hota he aur hmein lazme he keh hm apne investment bhe ache krein aur apne trading mein learning bhe ache krein
                   
                  • #10 Collapse

                    big amount ap ki yrading me boht helpful hain q k ap k pass jitna bonus ziada ho ga ap utna ziada profit bna sakty hain but market ko daikhty hoe aisa na ho k ap trad bra lagain or loss b bara ho..
                    • #11 Collapse

                      Bro big amount se trading krna bohat asan hota ha is ma ap ko account k wash hone ka dhar nai hota ha is waja se ap is ma achi trading kr sakte hein hume is ma practice ki bohat zahrorat hoti ha hume is ma hardworking k sath kam krna chaiye
                      • #12 Collapse

                        $1000 aik bohot achi equity ha, is par daily $5-10 profit kamaya ja sakta ha. Aksar traders kay pas equity to sufficient hoti ha lekin wo proper lot size ka intikhab nahi kartay, jjis ki waja se market mein un kay against big movement se un ka account hi empty ho jata ha. Hamesha apnay account kay mutabiq lot size choose karain.
                        • #13 Collapse

                          Aap k pas lazmi nahi k 1000$hi hun aise tu new commer kam nahi kar saken gay mere khiyal se aghar aap ne kam karna hai 100$hi kafi hai aapko chahiay k apni tred ka volume apne blanc k mutabiq rakh k kam karen ta k aap kamyabi hasil kar skaen aapko loss se bachne k lia mehnat uar knowledge ki zarorat hai blanc se ziada eham hai
                          • #14 Collapse

                            trading karny k ley big amount hi zarori nahi hota hay agar app ka expernice acha ho ga to small account par b app acha profit earn kar sakty hey
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              AssalamoAlaikum wa rehmatullahi wabarakatuh! Dear respected members of Pakistan forex forum ap ki ittlah k liye arz hy k 1000$ trade k liye 1st real aur live account ki practice k liye kafi hain.. Is pay ap .1 ki lot siZE wuth proper money management laga sakty hain so that you can be remain in the market for long run. Magar aga ap money management ko violate karen gy to phir ap pachtayin gy

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X