news

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    news
    kia koi mje bta skta hai k news kese read krty hein say?
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    ap tv wagra deakho jo indicators ya signals dyny wali website hain ap un ko follow karo wo har currency pairs k bary ma batay hain jis sy hamy pata chalta ha kon sa currency pair upr ya nechy ana wala ha..!
    • #3 Collapse

      gee bhai forex trading mein hmein news ko read krna hota he aur hemein in ko read krne mein koi mushkl pesh nhe ate he aur hmein chahe hota he keh apne trading mein market ke trend ko dekha krein aur apne trading mein ache trah se news ham online dekh skte hien aur in news se hmein market ke movement ka pta chl jata he
      • #4 Collapse

        Forex trading ky leay marketka analysis aor trend janna chye is sy loss ky chanves kam ho jaty hai forex trading ma.news apko fundamental analysis ma.help krti hain economic calendar sy apko sari news mil jati hain.
        Acha kaam achy daam
        • #5 Collapse

          dear news ko read kar k app ko ye idea mil sakta hay k app ne kes pair ko buy karna hay or kes pair ko sell karna hay, news se hamy yahi information mil sakti hay.
          • #6 Collapse

            Dear ma ap ko btata hun k sab is ma news ko kse fallow kr sakte hein sab se achi web ha news k liye investing.com hum bohat asani se is ma news ko fallow kr sakte hein hume is ma hardworking k sath kam krna chaiye
            • #7 Collapse

              Ap investing.com par ja kar economic calendar open karain, ap kay samnay aik list aye gi, us mein events kay name, un kay consensus, previous and actual diye gaye hongy. Ap na apnay knowledge and strategies ko use kartay huay news kay forecast ka pata karna hota ha.
              • #8 Collapse

                Dear ap kas trah read ki bat kar ray hy agher ap nay ya dakna ka news kas time pay hy to wo ap kasi bai website say chak kar sakty hy aur agher ap ya dakna chaty hy aaj news ka effect kay ho ga us ka lay humr pass knowledge hona zarori hy aur ya news investing.com ya aur site say dak sakty hy
                • #9 Collapse

                  bohot si websites hain jahan per forex ki news k baray main hota hai hum ko news se kafi faida hota hai agar hum iss ko daily read karen sunein forex trading main risk bohot hai but hum apne risk ko minimize kar k success hasil kar sakte hain.
                  • #10 Collapse

                    dear news k lai ap ko b economic site ko use kar skty hai jahan se apko live news or us ka effect ka pta chal sakta hai. main news k malomat k lai investing.com ko use karta ho per is k alawa b kia site hai jahan se ham news ko study kar skty hai. per basic cheeze hai news per trading ko samjhna taky ham loss se save rah sakain.
                    • #11 Collapse

                      New iss business main intahai ehmiyat ki hamil hain apko news se issbkarobar ko mange karne main madad milti hai apko kamyab hone k lia statistical fundamental new analysis sab k bare main agahi hona zarori hota hai aap ko news ki madad se apni treds ko sahi simat lagane main madad milti hai apko iss trah se loss b nahi hota hai kun k aap apni tred ko news k mutabiq mange karte hain
                      • #12 Collapse

                        AssalamoAlaikum wa rehmatullahi wabarakatuh! Dear respected members of Pakistan forex forum main apko btata hun k news ko kesy read kia jata hy ao sab se pehly Pakistan ka time seet karna hy forex factory ki website pe us k bad ap news calender ko dekhain ap jy Pakistani time k mitabiq ap jo nesws ka btaya jya ga. Ap us ko apny Mobil pe b alarm lga sakty hain. Us calendar se dekh k
                        • #13 Collapse

                          news aik bohot important indicator hai esko hmaisha follow krna chaye news ka indicator sb se neche paya jata hai jaha apka trade ka option waha pe news asal ma future ki analysis krta hai misal ke tor pe pehle november ma aik news i thi k bitcoin december ma 10000 ko cross kre ga. aur 29 Nov ko bitcoin ki price 11000 tak gaye thi istrah jis trader ne es news ko follow krte hoye bitcoin pe invest ki unko kafi profit hoa
                          • #14 Collapse

                            News 3 tarha ki hoti hain, subse pehle High impact news than medium impact news and in the last low impact news. You should see the result when news are released and if there is a good change in the result you should trade according to it.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              forex new or forex technical analyse ye donu mil ker forex trading ko run ker rahy hein forex men technical analyse waly zada earning ker rhy hei or un ko forex trading men zada se zda experience or zada earning kerny ka zada tajurba hai

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X