Margin call??
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #166 Collapse

    Margin call bohat dangerous hai. hum margin call ko aviod krna chaheay. mery khayal say jab hum ko regular margin call ay tou es ka multab hai k hum es market mai success full trading nahi kr rhay hai. hum ko aur learning ki zaroorat hai.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #167 Collapse

      margin call jab aati hai jab aap ka margin bohat kam reh gia ho yaani 30 percent aor aisa tab hota hai jab aap apne capital k hisaab se bari lot size ya ziada trdes open kar lete hain is liye lot size ko kam hi rakhna chaye
      • #168 Collapse

        Mery bhai margin cal tb ati hai jub apka account balnace bilkul end py ponch jay aor account wash ka khtra ho is leay margin cal sy bachny ky ley achi trading krni chye aor proper knowldge aor experince ky bad live trading start krni chye.
        Acha kaam achy daam
        • #169 Collapse

          hamain is say avoid kar k hi trade karni ho gi ta k earn kar saky aur margin call us waqt hi ati hai jab hum loss kar rahy hoty hain hamain market main hard work kar k hi trade karni ho gi ta k earn kar skay it is gud job
          • #170 Collapse

            bhai marging cal us time ati ha jab humara account wash hony ka kreeb ho es ka mtlab yehi hua kay hum ne koi order aysa lgaya hota ha kay jo humary against chala jata ha aur es trah jab humary account ma balance kam ho jata ha to us wqat humy margin cal ati ha es kay lye sab se acha treeqa yehi ha kay humesha stop loss zror use kry aur account se bari lot use na kry.
            • #171 Collapse

              Marjin cal dear har broker ki differ karti hay marjin tab he cal ati hay kay jab aap ka account wasg ya aap ki enquiry it free marjin same ho mean jab free marjin negative main ho or aap ka completely wash out honay wala ho to tab he aap ko margin call a sakto hai us say illawa nahi
              • #172 Collapse

                hamain margin call tab hi ati hai jab loss ho raha hota hai aur is main loss say avoid kar k hi trade karni ho gi ta k achi trade karny main koi mushkil na ho skay aur profit hasil kar k hi hum sucess ho skay gay
                • #173 Collapse

                  is forex main trade karny k liye greed ko avoid kar k hi trade karni ho gi ta k loss kam ho saky aur zaida loss hony par hi ati hai aur hamain knowldge hasil kar k hi trade karni ho gi ta k achi trad kar k earn ho
                  • #174 Collapse

                    jub ik trader ko teek say manage nahi kr saqty hain to is tara say khud ko losses say hum nay safe krna hai ik account say margin call ka ana is say humy kafi zada tuff time hota hai jis ki vaja say is main kaam ko krna hum k liay mumkin nahi hota hai
                    I LOVE PAK FORUM
                    • #175 Collapse

                      margin call ka samna humay tabhi karna parta hay jab hum apny trading account ko theak say manage nahi karen gay so humay chahiey keh trading account ko manage karen esi msain safety hoti hay
                      • #176 Collapse

                        jub ik traders say mistake is tara say ho jati hai jis say ye account ka sara capital loss ki trf jata hai or is main ik time is tara ka ata hai kay sara balance khatum ho jata hai or humy is main margin call say trade stop ho jati hai loss main
                        • #177 Collapse

                          is main margin ko avoid kar k hi trade karni ho gi ta k loss kam ho saky aur experience hasil kar k hi hum market main profit hasil karein gay aur knowldge ho ga tab hi hum market main sucess hon gay
                          • #178 Collapse

                            mujy is kay bary main ziada maloom naih ay humain trade main agr kam karna hay success hasil karna hay to hard work kar kay achy say ana ho gat akay market mainn loss km ho sakay demo ko use karna ho ga
                            • #179 Collapse

                              اصل پيغام ارسال کردہ از: fantastic پيغام ديکھيے
                              mujy is kay bary main ziada maloom naih ay humain trade main agr kam karna hay success hasil karna hay to hard work kar kay achy say ana ho gat akay market mainn loss km ho sakay demo ko use karna ho ga
                              ge bhai margin call trader ko us wqt ate he jb trader ka account wash hone ke qareeb hota he aur margin ka ziada istemal krna trader ke lie risky hota he es lie trader ko chahe keh woh forex trading mein margin ka istemal km kre aur apne trading mein chote size ke trade lots ka istemal kre to trader ko margin call nhe ae ge aur trader acha profit apne trading se hasil kr ske ga
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #180 Collapse

                                Margin Call Kabhi Aati Hai Jab aap Hoga trading kar rahi ho over display ke kaam karne wala kabhi bhi kamyabi Ki Tarah. Margin Call se aap. Bale Oscar Ishq hota hai aur aapka account watchman ki 3. Kala aapko Aati Hai. Isliye best hai kya aap overtrading mat karo Taki aap ko Maar Jhankar Na Aaye.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X