kya ap forex trading se 1000$ per month kama saktay hien

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #376 Collapse

    I do not think the perfect system but we can enhance mm system with nice if we could run it all the likely end of the month still has residual profit from the loss because no trader who did not experience the loss already set in stone
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #377 Collapse

      bhai is kay liye aap ka balance be 10,000 $ hona chayie tub he apa is sa 10,000 per month kama kama skaty hain is field sa
      • #378 Collapse

        Hanji kama sakty hain lakkin us k liye app ko is business me kafi acha experince chahye hota ha or is business me kafi achi mehnat karni hogi tb hi app is business me itna kama sakyn gyn or is business se apna career bna sakyn gyn asy
        • #379 Collapse

          ye tab mumkin hai jab ap ki pradctice hogi aur ap k pas wafir miqdar main knowledge hoga tab ye kama saktey hain asani k sath
          • #380 Collapse

            Hello friends Assalam o Alaikum MASHALLAH bhai ap ka tu phr kafi ziada experience h ju aap itni earning kr laity ho or 1000 $ earn kr skty hain par is k leay bht experience or knowledge ki zaroorat hoti h
            • #381 Collapse

              yes brother in my ways i think that you can earn 1000$ pr month through forex trading if you work hard but it is somehow difficult
              • #382 Collapse

                yeh sab ap k capital or ap k experince per depend kerta h k ap k pass ketna cpital h or ap ketna experince h ager yeh dono yeh zyada meqdar mien hien to ap 1000% earn ker sakty ho
                 
                • #383 Collapse

                  Forex trading main 1000$ tak aap kamma saktay hain laikin iss ka daromadar aap kay capital yani balance pay hoata hay agar aap kay balance main ziada rakam hay to aap risk lay kay trading kar saktay hain ur kamma saktay hain
                  • #384 Collapse

                    Jnb ye to wohi kar sakte hain jolinka bohaat ziada expeeerinc ho mera to abhi bilkul nhi hai or soch rha ho k kia kro
                    • #385 Collapse

                      Forex main bonus kaya hota ha
                      • #386 Collapse

                        ji haan janba agar ao k sath forex business ki sahi se knowledge andis k barey main sahi se exoeince ho tehn ao isian kmayb ho skaty hiana nd achaa earn kar skaty hian dakky
                        • #387 Collapse

                          Dear all asslamu allikum wa rehmatullahi wa baraktihi janntt halalhu wa dozkh harama hu dear all paksitan forex forum members bhai ne asa swal kia hai kay dil khush ho gay hai.. bhai agar ap ko experience hai aur ap ka account kam as kam 5000 $ ka hai to ap per month 1000 $ easy earn kr sktay ho..........
                          • #388 Collapse

                            Dear mera khayal say ya kafi mushkil hai lkn easa ho bhi sakta hai agr koi acha trading yaha trading kr raha ho tu uska liya koi problem ni hai aur wo asani say 1000 kama sakta hai isliya ya possible hai........
                            • #389 Collapse

                              je baan saktay hain par bonus walay acount mein kosis kary 200 doller he porfit withdraw ho saktay haan agar real mein kahay gae tu achi kashi money get karsaktay hain aur es mein daily market ku view kary
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #390 Collapse

                                brother ap 1000 dollar aik month main kamanay ki baat kartay hain main nay tu aik din main itnay paisay kamaye howay hain is market say bat sirf itni hai kai yeh depend karta hai kai ap kitni equity say is market main enter hotay hain aur kitnay risk laitay hain trading kartay howay.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X