Remember success ka graph khabi b straight line ni hota !

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #76 Collapse

    forex bhi Ek physiological business hai,market main jaisay utaar Charhao ataay hain apne success ka graph humesha up and down hota rehta hai jis se apki knowledge or experience ka pata chahlta hai
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #77 Collapse

      اصل پيغام ارسال کردہ از: nadiarubbab پيغام ديکھيے
      Aslam O Alaikum to all dear forex mein ho ya or koi business ups and down life ka hisa hain hum agar success chahtey hain to zindagi mein yeah sab kuch bardasht karna ana chahiye
      sahi baat hai humain loss hi sahi se sikha ta hai ke hum profit kese earn kar sakte hain or loss ko face karne se hi humain sahi trading samaj main aaye gi es se pehle hum success nahi ho sakte hain
      • #78 Collapse

        forex trading main hamen ye cheez mind main rakhni cahye kay ham forex trading main sirf aur sifr profit earn nai kartay hain bal kay forex trading main hamen loss bhe hota hai forex trading main har trader achi earning kay lye trading main hard work karta hai aur wo trading main ak na ak din zror kamyab hota hai
        • #79 Collapse

          g han app ne bilkul thek kaha ha aur humen chahiye k ham forex k buisness mein in tamam chezon ko achi tara sy sab sy pehle learn karen aur phir uske mutabiq he kam karen to phir hamen acha trend mil sake ga
          • #80 Collapse

            g bhai jaan waisay graph per he sab market depend karta hai maine yaha per dekha hai ziyada tar loag forex per indicators ki he help say profit gain karne mai help karte hai and ye sab mai samjta hu ye humari daily basis per learning per he depend karta hai
            • #81 Collapse

              Success ka graph to pta nai hy lkn trading ma ap ki trade ka graph kbi b straight nai ho ga kbi ap ko loss ho ga ar kbi ap ko faida ho ga profit ar loss ma phsa ho ga ar ap ko ziada ziada chye to mehnat kro ar hosla rkho q ky faida eak dam se nai hota tym lgta hy
              • #82 Collapse

                je han forex aik business hai aur business main loss bhi hota hai aur profit bhi to profit k sath sath hamain loss ko bhi consider krna chahiay aur uski jagha rakhni chahiay
                • #83 Collapse

                  g hai agar apki soch hai kay ap atay hi is buinsess mei kamiyab ho jiay gay tu aisa biljkul bi nai hota hia kyu kay is buinsess mei kamiyabi aik bohta hi baray waqfay klay bad hi milti hain
                  • #84 Collapse

                    Forex trading dosto aik bohat risky work ha is leya hamain is main mahnat saykam karna chheya or is main apna experience use karna chheya or is main hamain kbi khod ko relax nhe karna chheya . kyon kayis mainhamain success bareymoshkil saymilteyha .
                    • #85 Collapse

                      G han ap ne sahi kaha profit or loss dono hi is business ka hisa ha jb tm hmen loss nahi hoga tb tk hmen khuch sekhny ko nahi mily ga is liye hmen loss bhi ho tu sabr se kam laina chahey..
                      • #86 Collapse

                        Yes success graph is not a straight line thre are bound to be a little bit of failure or loss here and there but at the end of the day you success with be at the top of your failure. there is no shortcut to success in forex and that is why you must work hard in learning
                        • #87 Collapse

                          g bilkul is main to koi shakk ni hy k ap ko aik acha trder bany k lye achi khasi hard working bhi kerni ho gi ur forex markit main behtreen earning k lye ap ko kafi mushkilat ka bhi samna kerna perta hy q k kamyabi bri mehnat sy ati hy
                          • #88 Collapse

                            Dear ,
                            success mai loss bohot important hai mistake k bagair apko kabi bhi experience complete nh mil sakti hai /...Forex Main Shoro main har Acha Trader Apna Account ek baar zaroor blow karwataa hai... laikin ye us par depend Kartaa hai k Apni ghalti say Sekhtaa bhi hai ya nahi,forex Main Kamyabi k liye hameshaa Apni Ghaltioyn say Sabak hasil karnaa Chahiyee
                            • #89 Collapse

                              han ye aik taraf nahi jata hai balkey is main bahut sari tabdeeli ati hai aur is main bahut sara utar aur charaho ata rahta hai is graph main.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #90 Collapse

                                dear friend sahi kaha apne success ka graph humesha up and down hota rehta hai jis se apki knowledge or experience ka pata chahlta hai or success mai loss bohot important hai mistake k bagair apko kabi bhi experience complete nh mil sakti hai to ham achi earning kar sagtay hain.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X