Remember success ka graph khabi b straight line ni hota !

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #31 Collapse

    Currency pairs her waqt movement karte hain aur aik pair agar up ho to dusra down hota hai. aur straight line graph bara hi mushkil hai. Up and down movement chalti jati hai aur is tarah hum is market se pips utha sakte hian aur kafi successful bhi ho sakte hain.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #32 Collapse

      Jeee bro men apki baat se agree karta hun business is business aur iska name bi isliye ye rakha giya he kyoun ke ismen loss aur profit sath sath chalta rehta he .... profit agar hota he tou koi baat nai loss bi hojai tou koi masla nai but pori investment ka nai just thora sa
      • #33 Collapse

        koi bhe asa best or successful trader nhe hoga jo loss ko face na karta ho..kyn k forex trading ma hum successful he jub hotay hn jub hum loss ko face karty hn. or us sa learning karty hn. is busienss ma successful honay k lye hamian boht hard working ki zarorat hoti ha. or sabar k sath working karni cahye.
        :cool::cool::cool:
        • #34 Collapse

          dears forex trading main loss koi bari bat nahi hai successfull hone ke liye loss bhi zaroori hote hain is se aap ko nye hosla milta hai or aap or bhi zyada mehnat ker kr kamiyab ho skte ho.
          Islamic Books Blogging Tips
          • #35 Collapse

            jee janab , bilkul theek kaha apny kay forex trading business main success ka graph kabhi bhi seedha nahi hota matlab hamesha profit hi profit nahi hota rehta balkay forex trading business main profit kay sath sath loss bhi hota rehta hai .
            • #36 Collapse

              اصل پيغام ارسال کردہ از: bilal05 پيغام ديکھيے
              Business karne say pehaly ap ye bat mind mai rakhen k success k liye loss aik must cheez hai .. success k graph mai hamesha ups and down ate hain .. hume har difficulty ko tackle karna chahiye nd mistakes say learn karna chahiye
              G bilkul success ka graph kabhi stright line nai mai hota, yeah bilkul Pakistan ki cricket team ki bating line ki tarhan hay jiska graph kabhi stright uper ki taraf nai hota balkay hamasiha kabhi nechay aur kabhi uper htoa rahta hay. Bilkul Pakistan ki cricket team ki tarhan jabh app b yahan forex mai apni ghaltion say sekhain gay to hi app agay jain gay warna yahan hi fail ho jain gay.
              • #37 Collapse

                g han agar zindagi me change ho raha hai to aap ko pata chalta hai k yaha pay aap kaam karnay k lye ae aur yaha pay aur kaam karnay k lye acha sar experience hona chahye.
                • #38 Collapse

                  jee haan main Samajhtaa hon forex bhi Ek physcological buisness hai,market main jaisay utaar Charhao ataay hain Waisay he Buisness main Bhi utaar charhao atay rehtaay hain,Forex Main Shoro main har Acha Trader Apna Account ek baar zaroor blow karwataa hai... laikin ye us par depend Kartaa hai k Apni ghalti say Sekhtaa bhi hai ya nahi,forex Main Kamyabi k liye hameshaa Apni Ghaltioyn say Sabak hasil karnaa Chahi
                   
                  • #39 Collapse

                    ye highly volatile or highly risky business hai iss liye forex trading mein profit kee sath sath app koo loss koo bhi apnee mind mein rakhana chaiyee kee loss app koo bear karna parta hai
                    • #40 Collapse

                      balkul yha to hamain pta hona chahian k kamyabi her bar aik jaisy nahe rahty kab kamyabi or kabi nakamy hoty rahty hai. lakin un tamam cheezo ka bawjood ap ki apny kam se interest kam honey na pay. q k agr hum steady toor per chalty rahay gy to ham aik na aik din zroor kamyab ho gy .
                      • #41 Collapse

                        success graph to same hona rare chance he albta ye possible he k long term duration tk average profit ka trend ya graph round about same rhy. however as there is always place at top similarly down jany k chances b utny he hoty he
                        • #42 Collapse

                          bilkul and i completely agree with you. some people think that the road to success is always very simple n smooth but its not, you have to make efforts. especially in forex trading. you have to polish your skills and make best decisions in the situation using ur knowledge and experience
                          • #43 Collapse

                            ji han bhai jan bohat he umdah baat kahi hai ji aap ne me aap se agree karta hon successful hone ke lye bohat sari mehnat lagan ki zarurat hoti hai hum ko is lye jitna ho sake deeply mehnat karen or agey barhne ki koshish karen .
                            • #44 Collapse

                              Ji blkl sahi kaha ap ne.... her business main risk hota hai...usi trha trading main bhi risk hota hai...aur hamen yad rakhna chahiye hamesha k zarori nahi her step pe hamen sucvess hi mile business main ups n downs hote rehte hain...so hamen ye bat mind main rakh k trading karni chahiye ... aur confidently apne kam pe focus karna chahiye...
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #45 Collapse

                                Business is part of your life and as you get many ups and downs in your life, same is the case with profitability and even losses. And your success or failure defines the person you are at the end of the day
                                 

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X