Remember success ka graph khabi b straight line ni hota !
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    dosto app agr aek kamyaab trader banna chahte ho to app ko ye baat hamesha yaad rakhni pre gi ke app jo trade kr rahe ho us me trading graph sirf oper nhe jae ga balke neeche bhi jata he or balance bhi rehta he or acha trader loss hone per bhi confident ho ye us ki nishani he
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      jee haan main Samajhtaa hon forex bhi Ek physcological buisness hai,market main jaisay utaar Charhao ataay hain Waisay he Buisness main Bhi utaar charhao atay rehtaay hain,Forex Main Shoro main har Acha Trader Apna Account ek baar zaroor blow karwataa hai... laikin ye us par depend Kartaa hai k Apni ghalti say Sekhtaa bhi hai ya nahi,forex Main Kamyabi k liye hameshaa Apni Ghaltioyn say Sabak hasil karnaa Chahiyee unhain t
         
      • #18 Collapse

        hmm ga hna bilkul theel kha ha aap na ka success ka graph kabhi bhi straight nhi hta ha aap ko business ma zroori nhi ha ka hmasha ki trha kamyabi hi ho ya ohir agar aik dfa loss ho gya to agli dfa profit hi ho ga balka hmara lia to business ma to hma hmasha difficulties aati hi rhti hn in ko achi trha sa sooch samjh ka tackle karna sahi bat ha .
        • #19 Collapse

          ji han bilkul success ka graph hamesha ooper nhi jata life m bhi ups nd down atay rehtay hen so then in business also loss and profit is apart of business
          • #20 Collapse

            dear aap ki baat bilkul theek hy kih ham jab tak forex atrdeing mee ya kisi bhi busines mee loss nahien karty haien to hamien experience nahien hoo ga ios liy kih jab ham loss karty ahien to ham is sy sabq hasil karty ahien or hamien cahhiey kih ham ko jis wajah sy loss hwa hy koshish karni cahhiey kih ham doobara woh ghalti na dohraine
            • #21 Collapse

              g bilkul mein apki bat se agree hun k forex business mein kabhi bi graph straight line hota , humesha corrections karte huye up and dowm hote huye aage barhta hai is lye agar humen loss hota hai tou jaldi se trade close nai karen aur chart analyse karen.
              • #22 Collapse

                success k graph mai hamesha ups and down ate hain .. hume har difficulty ko tackle karna chahiye nd mistakes say learn karna chahiye Forex Main Shoro main har Acha Trader Apna Account ek baar zaroor blow karwataa hai... laikin ye us par depend Kartaa hai k Apni ghalti say Sekhtaa bhi hai ya nahi
                • #23 Collapse

                  yes boss your raight humain koi bhi business karny se pehly ye baat mind main rakhni chai hy k humain loss to hoga hi kun k loss k bagaerr business adhura hy or loss humari hi mistak sudharny k liye hota hy magar koi samjta hy or koi chor deta hy magar humain haar nahi mani chai hy or loss se sekhna chai hy .........
                  • #24 Collapse

                    G bilkul Forex trading me success hasil karne kay liye humein chahiye kay hum apni mistakes ko positive sense me lein or un mistakes se kuch na kuch sekhne ko nikalein.
                    • #25 Collapse

                      assalam u alikum ji janab apki is bat se i think sab he ittefaq karain gai business main up & down atai he rahtai hai yai soc rkhna k only earning ka zarya hai forex to galat hai yai soch yahan loss ka bhi utna chance jitna earn ka..
                      • #26 Collapse

                        Bilkul ap theak keh rhe ho man ap se 100 % agree krta hm success hasil krne k lye bht se mushkil raston se guzarna padta ha success ese he nhe mil jati ha loss bhe hota ha profit bhe hota ha 2no ap ko bht kuch sekhate han and experience dte han :)
                        TRUST ON ALLAH AND NEWER GIVE UP ... حسبي الله اونعم الوكيل (Mere Leye ALLAH He kafi ha )
                        • #27 Collapse

                          g haan forex ek risky business he ais main sirf profit ho aesa possible ni he. ap k pass chahe kitna he knowledge kyun na ho chahe ap kafi saalon se ais market main kaam kyun na kr rhe hn ais main loss must he.
                          • #28 Collapse

                            kasi b kam ma succes aik sat nahi mal jati phala us per effort karni parti ha us k bad hi humya kuch kasal hota ha ager ap ya soch k ap ko straight hi success mal jaya gi to ya posible nahi ha
                            • #29 Collapse

                              Jee Haan bhai ap nay theak kaha per agr hum greed na krain or low profit per hi trade ko close kr dain toh yh possible ha k hum achi trading kr k apna graph straight rakh paien.
                              Forex strategies for beginner click here .... :)
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #30 Collapse

                                hye dear brother jii bilkul aap ne sahih kahaa hain ke success ka graph hamesha seedha line nahin ho saktha balke hamesha ye tedha hota hain aur hamain chahye ke apne kosheshain jaaree rakhen tab koi problem bhi nahin hoga hamain lekin agar hum koshesh nahin karenge tab problems and confusion khud ba khud pedaa honge yahaan

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X