Remember success ka graph khabi b straight line ni hota !

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #166 Collapse

    G bilkul bhai g apki bat thake hy kun ke forex market ko he lelo wo jus terhan oper necha hotI hy usi terhan apka forex mai be success graph oper necha hota rhta hy
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #167 Collapse

      Gee bhai aisa he hai forex trading ma loss profit trading ka hissa hen market ma jo log market ko run krty hen wo bht zeyada expert hoty hen wo itni asani sy profit krny nhi dety humen mehnt aor hard work krna hota haie experince hasil krna hota hai demo ma.
      • #168 Collapse

        G bhai g apki bat bilkul thake kha hy k apna k success ka graph state line nai hota bilkul apko success hasil kerna ke liya up and down tu zaror hona perta hy is mai
        • #169 Collapse

          han g success laina her banda chahta hai per success her bar nahe milty . kabi ap ko life main success milty hai per kabi ap ko loss ho jata hai yah salasal continue rahta hai or waky yah bat theak hai k success ki line kabi b straight nahe hoty or agr kabi ap ko forex main loss a b jaiy to worry honey ki bejain apni life ko continue rakhy to theak ho ga
          • #170 Collapse

            han jee bhai bikull sahhi kaha aap.nay kamyaabi ka graphh kbhi aik.jaissa nahin rehtta hai qu kay yeh kaam hi risky hai...kabhi faidda orr kbhi nuqsaan hotta rehtta hai....yanni kay ups and downs chalttay rehttay hain ......so.iss main yeh bikull bhi nahin kaha jaa saktta kay aap musalsal kamyaab hi hoon gay....nakami kisi bhi waqt hou saktti hai...tou hosla nahin haarna chahiyay....orr mehnaat jaari rakhhni chahiye..........................
            • #171 Collapse

              success ka mtlb hi aik startight line hai ager trader nae straight line gain nae ki tu ic ka mtlb hai k oc nay abhi tuk success gain ki hi nae oc ku mazid work kerna hai oc k baad hi oc ku success gain hu gi.
              • #172 Collapse

                Jab aap ko success mil rahi ho to aap kabhi bhi over confident na hon balkeh loss ko bhi mind main rakhain. Jahan profit hota hy wahan loss bhi hota hy. Is leye kisi bhi halat main emotional na hon aur greedy na banain. Jahan aap ko success ho rahi ho wahan aap key loss key bhi chances barhtey jatey hain.
                • #173 Collapse

                  G bilkul ap ki baat theek hai k success ka graph kabhi bhi straight line nae ho sakta kiun k forex aik business hai aur business me profit aur loss sath sath hain, kabhi kabhi ap ko loss ka samna bhi karna par sakta hai is liye ghabrain na loss se aur ache trading karain jis se ap ko acha profit gain karain...
                  • #174 Collapse

                    dear bilkul aysa he hy ye up n down move kart ahy aur mostly downward zyda rehta hy es liye ap ko apni life mai agar achii success hasil karni hy tua p ko seekh aur smjh k kam karna ho ga soo ap ko mehant karni ho gii...
                    • #175 Collapse

                      bilkul bhai yeh baat hai loss tu bussiness ka hisa hai jo kabhi b hu sakta main ny kal hi 300 dollar ka loss kiya lekin kya hu sakta yeh tu hisa hi hai es leyeh humy chahiyeh bohat mehnat kary zaida say zaida tubhi kuch na kuch bany ga
                      • #176 Collapse

                        forex ke business me trading ka graph jese straight nahi hota hai wese he success ka bhi nahi hota hai agar trading me sirf mehnat he hamare lye profitable hoti hai agar ham mehnat ke sath forex trading karen to hamare lye yeh business bohat acha ban sakta hai sirf hardworking he hamare graph ko easy bana sakti hai .
                        • #177 Collapse

                          Kamyabi ka gharp bilkul b stright line mai nai hota aur iss mai ups aur downs atay he rehtay hain . Traders ko iss say gabrana nai chaiye tu aur mehnat say kaam jari rakhna chaiye iss trah aik time ayie ga jab hamari skills iss qabil ho jain ge k un ko use kar kay ham profitable trading kar sakin gaaay .
                           
                          • #178 Collapse

                            han g yah bat to ham k ap ki kamyabi ka graph kabi seedha nahe hota ap ko bohat wait karna part hia or bad main b ap ka graph zig zag shape ka hota hia. to hamain is bat se worry honey ki zroorat nahe hai. we have to concentrate upon over mistake to make it streght
                            • #179 Collapse

                              agar life ko ekha jay to kisi bi field men koi bi graff straight nhe rehta ha up and down life men aaty he rehty han but in ko meet karny kliay ham aqamaaat karty rehty han market men aur market men bi same thing apply hoti ha
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #180 Collapse

                                Gee han success ka graph kabhi bhi straight nehi ho sakta kyun ky market main variations hony sy apko kabhi bhi her trade main success nehi milti so agar apko maximum trades main profit hota hai aur kuch trades main loss bhi hota hai then apko profit aur loss ky analysis ker ky graph check kerna chahiay

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X