ggatiyon se sseekhna

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    ggatiyon se sseekhna
    ap jab bhi loss kertey ho to kuch na kuch seekhtey hi ho ager ap seekho gy nai agey kaisey barho ge ghaltiyon se hi insan seekhta ha
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    gee haan hmein apne galtion se sekhna he aur jo ham ghlatien krte hein woh dobara na kia krein es trah se hmein apne trading mein fiada ho ga aur jo trader bar bar ghlatein krte hien un ko profit nhe hota he to apne trading mein ghaltien na krien aur ache trading kr ke success hasil krien
    • #3 Collapse

      Gee janab ma bhi agree krta hun hmen apni ghaltin sy zaror selhna chye pakistn forex forum ma humen knowldge aor experience ky elawa apni ghaltian bhi share krni chye mistkes are helper in future loss in demo is profit in real Account.
      Acha kaam achy daam
      • #4 Collapse

        G dear asal trader wohi ha jo mistakes se sekata ha hume is ma demo account ma sab se zada practice krni chaiye ye hamre liye sab se zahrori ha hume is ma hardworking k sath kam krna chaiye
        • #5 Collapse

          Bhai jan ma ap ki bat se agree krta hun hume knowledge ur experience k sath apni gaatiyon ko be fallow krna cgaiye ur un se experience hasil krna chaiye ye hamre liye important ha hum is ma bohat kuch hasil kr sakte hein
          • #6 Collapse

            Mery bhai ma a0ki bat sy agree krta hun balky ma yeh kahon ga ky humen apni ghaltion ko dosto sy share bhi krna chyr ta ky hum sub aik dosry ki ghaltion sy sabaq sekhen aor humen whi loss na ho jo hamary bhai ko ho chuka hai us ghalti sy sekh kybprofit hasil kren hum sub.
            • #7 Collapse

              trading me apni ghaltiu se seekna hi learning hoti hay agar app apni ghaltia trading me seekna start karo gey to mery khayal me es se achi learning app ki nahi ho sakti hay
              • #8 Collapse

                Yes dear bahi Jan apko bat bilkul shi hai humein apni galtiyom se eran krna chahiye forex trading mein apni galtiyan na krein aur trade always long hi krein taqe account safe rhy aur acha profit bhi aye
                • #9 Collapse

                  jee janb insaan sab say ziada apni mistakes say seekhta hai.Duniya ka koi teacher wo nahi seekha sakta jo insaan ko apni mistakes seekhati hain...Iss liye apni ghaltion say seekhna chahiye jis say humari trading continously improve hoti hai.
                  • #10 Collapse

                    ji app ne bilkul theek kaha ghaltiyoon se insaan seekhta hai, insaan ghaltiyoon ka putla hai, jab be app ko Forex trading main loss ho to app us ka reason check kro aur apni mistake ko analysis kro ta ke app ko future main ak achi trade laga kr us loss ko recover kr skoo.
                    • #11 Collapse

                      Success ki raah learning se hokar gujarti hai aur success bhi wahi pata hai jo apni kamiyo aur galtio se sikhe unhealthy dur kare aur apna aapko behtar behtar banata chala jaaye Insaan galtio ka putla hai aur zindagii mei galtia Karta rahega but important Yeh hai kya wo in galtio Ko repeat Karta hai ya unko samjhkar dur Karta hai forex Mei har galti sirf loss hoti hai agar aapka luck aapke sath hai tabhi aap loss se bach sakte hai jo apni galtio se na sikhe wo forex mei kabhi bhi nhi tik Sakta hai wo hamesha Galt trading se apne aapko nuqsan pohchayenga forex Mei kuch galti human nature ki wajah se hoti hai jaise greed aur imotion trading kuch aapki incomplete knowlede ki wajah se hoti hai human nature par to aapko khud self control se dur karna hoga aur baaki Ko aao apni knowlede se pura kar Sakta hai
                      • #12 Collapse

                        hamain jab b forex main kam krty hoy loss ho to hamain chaye k aoni us ghalti sy kam ko seekhain or phr next time trade krty hoy wo ghalti na krain
                        FRD 07 TRADING JOURNAL
                        • #13 Collapse

                          Forex trading kay doran sab say he mistakes hoti hain aur in mistakes say ghabrana nai chaiye . balky traders ko chaiye ke woh apni mistakes ko note karin aur phir baad mai in mistakes ke islah kar kay apni trading achi kar sakty hain.
                          • #14 Collapse

                            Sahi keh rhay ho bhai. Hamain apni ghaltion say seekhna chahiey. Ham jb trading kartay hain tu loss bhi hota hai aur loss ki soorat main hamain apni trade ka muaina karna chahiey aur jo ghalti ho ussay improve kr kay trading karni chahiey.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              galtio sy insan sekhta hy zaror sekhta y our ya bat tek hy pr har koi nai sekhta hy who hi sekhta hy jis ko forex my kam krny ka bhot zeada shok hota hy to who hi galti o sy bhi sekh lyta hy our jo majbori sy kr rhy hot hy un k is my kamyabi nai milti hy our who galtio sy nai sekhty hy our who agy bhi nai ja sgty hy is bisness my

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X