Greedy approach is not a problem
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #31 Collapse

    bhai greed karne se waqai nuqsan hota hae q k greed ki condition mein trader sochta samjhta buhat kam hae aur bus ziada paise kamane k chakar mein apna capital b gawa bhet'ta hae aur account wash karwane k baad mein bhet kar rota hae. hamain shuru se hi greed se jan churani chahiye q k agr pehle control karain gy tau baad mein khatam hogi.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #32 Collapse

      jee brother ap ke bat theek hy jab ap ko experience ho jata hy k ap ko jaldbazi se loss hota hy ur sabar se profit tu ap lalch karna chor date ho ur kam par sabar karte ho.
      • #33 Collapse

        bhai me too es forum busineess me new hoo aur trading sekh rahaa hoo aur knowledfge aur experience haasil kr rahaa hoo mje es thread ke baary me khuch nae ptaa me too just abi demo acount use kr rahaa hoo aur learning kr rahaa hoo me forex forum busineesss koo like krtaa hoooo
        • #34 Collapse

          well dear apne theek kaha hai k forex mai greed ko ham chahen to khtam bhi kar sakte hain beshak ye ak bimari hai mgr ye khud peda nahi hoti hai ham chahen to is se bach bhi sakte hain forex mai ...
           
          • #35 Collapse

            fear and greed both of them are very dangerous problems in forex trading, mera mashwara new traders ke lia ye hai ke wo trade open karne se pehle apni trade ka takeprofit or stoploss set kar len or trade ko khud close hone den take ap fear or greed jesi problem forex trading main face na karen
            • #36 Collapse

              ap ki bat sahi hy k greed ziada tar new traders me hoti hy jo senior traders hoty hain un me greed ni hoti hy beshak un ko bht ziada profit bhe ho jay wo phir bhe greed ni karty jo new traders ziada greed karty hain un ko jab loss hota hy to wo chor dety hain new trader me greed hoti hy uc ko control karna chahiay ahista ahista greed khud hi kam ho jay ge
              • #37 Collapse

                greedy exchange in forex trading in internatinal tradin market in south africa . so this very good for forex .....
                • #38 Collapse

                  Forex trading ek risky business hai is me trader ko chahiye k trading start karny se pehly apny analysis perfect kar le or phir trading start kare or phir jab trading me trader ko us k analysis k mutabik profit .
                  • #39 Collapse

                    Ap nay bilkul thk kaha jitna yada ap apny andar lalach paia karain gay utna hi ap iss main nakami ka munh dakahin gay iss liye apny andar himat aur hosla paida karain aur yahan tak ho saky lalch aur hawas ko apny ap say door rakahin ap buhat had tak forex main kamjabhi hasil kar sakain gay jis say na sirf ap ko faida ho ga balky any waly aur bhi buhat say log iss say faida lay sakain gay iss main sab ki hi behtri ha
                    • #40 Collapse

                      greedy approach is a problem...........the greedy habit takes you never except on the dead end
                      • #41 Collapse

                        Brother forex trading aik bhot profitable business ha mgr agr aap es main lalach krain gy to aap lose krain gy es lia forex trading business main aap kosish krain k daily target rekhain aur inthai ehtayat sy trading krain aur lalach na krain.
                        • #42 Collapse

                          ji dosto forex trading main sub sy pehli bat yeh he keh hamain demoo ziada sy ziada use krna chahy ta keh us main hum jo ghaltian krty hain woh real main na hoon.new logoon ko lalich sy dar lagta he lekin lalich sy baghir profit bhi na mumkin he.
                          • #43 Collapse

                            bhai g mere khayal hai k hamen greedy nahen hona chaeye q k jaise ap ko experience hota jata hai ap ziada greedy hoty jaty hen lekin ye thek nahi hay q k ic se sometime bohot ziada loss k chance hoty hen kabhi ham lalch main a kar ghalt trade laga bethty hen jis se hamen bra loss ho jata hay.
                            • #44 Collapse

                              bhai forex ak asa business ha jis ma greed system nahi chaley ga forex ak asa business ha jis me emotions or greed ko control karna parta ha forex ak online business ha jis ki zareye hum bohhat sa paisa kama sakty hain.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #45 Collapse

                                greed is not good in forex business,It is very risky business and good trader work in market with proper guide line and skill.we need confidence and proper guide line for get success from the market,It is best and fast earning system for get success from the market every day.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X