Greedy approach is not a problem

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #361 Collapse

    pyary dosto greed is a curse yani lalach boht buri bala h. is sy har haal mn avoid krna chahye but forex trading mn to kuch ziada he avoid krny ke zrurat h q k haste is waste. jaldi kam khrabi ka. soch smajh kr chalny waly kbi fail ni hoty.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #362 Collapse

      Gorex may kamai krnay k lye hamen is may apnay ap ko har lehaz say is may say gready say bachana chiyr jab haam is may gready say bach jayen gay tu is say ak auchi amount ko hasil kr skty han jis say haam kamyab ho jaty han
      • #363 Collapse

        Assalam o Alaikum waa rehmatullaha wa barakatuhu sab group members ko (:.. new trader wqie hi yahi sochta ha ka rato raat ammer ho jye ga ur us mah professional trader ki nisbit zyida lalch hota ha nuksan tu ha lalch ka jis ka wja sa new traders ka account bhi wash ho jata ha...
        • #364 Collapse

          Forex market mai kamyabi hasil krna hai tou phr ap nay greedy tade nahi krna. ap nay greedy ko control krna hai aur planning say trade krna hai tou ap forex market mai earning bohat zada ho gy aur ap kay loss bohat kam ho gy.
          • #365 Collapse

            bro aap kis our ceez kay bary ma be bat kar liay kary our greed ka ? ha ow to insan kay andar hote ha jo kab katam ho is ka pata nhe hota ha aap ko is ma greed karnay sa loss hota ha our is liay aap ko is ma greed sa bachna caahy
            • #366 Collapse

              jab hum is main greedy ho kar kam karty hain to trade karna humary liye kafi risky ho sakta hay magr humain trade karty time is main practice say kam karna hota hay ta kay market ko samjh kar is main kam kia ja sakay hay magr humain is main hard work karna chahiye ta kay market ko smjha ja saky or trade karny say koi faida b ho
              • #367 Collapse

                is ma kamybe kay liay hum ko is ma kaam karty wakt is ma lalach nhe karna cahay our agr mind ma greed pada hote ha to is ko agnor kar day tak aap ko is ma loss na ho our aap is ma kamybe sa trad kar saky
                • #368 Collapse

                  g apki bat sahi hai or aik time hota hai k har insan ki yahi soch hoti hai aghr tu hum positive main bat sochen tu hmain khud main bhi yah lgta haik hum apni trading main grred ko apna k trading kar rahy hain es liye main apki bat se agree hun aik wakt ata hai k hum khud he es bat ko smjh jaty hain or khud he sikhny k bad es ko chor dety hain
                  • #369 Collapse

                    Dear har trader mn greedness hota ha tb hi wo trading karta ha agr ap mn greed na ho to ap trade kyun lagao.han ye ha k lalach mn a kar bari lot na lagayein kyun bari lot mn loss ki surat mn account wash ho sakta ha.
                    • #370 Collapse

                      Asal main greedy soch learning ki kmi ki wja se bhi hoti hai bnde ko agr achi learning ho to wo pehle se take profit aur stop loss point select kr ke trade main entry krta hai is trha greedyness ka taaluq nhi bnta aur agr bgher analysis ke entry kren ge to phir greedyness ka element apki trade main shamil ho jata hai
                      • #371 Collapse

                        Greed,,Emotional or patience less ho kr kbi b trading nhi krni chahiye Q k agr esa huwa to yakeenan trader ko trading mai loss k kuch nhi milay lakin agr market rules ko smjtay huway forex market mai trading krta hai to yakeenan trading say benefits hasil kr skta hai or achi trading krnay k chances b milen gay.
                        • #372 Collapse

                          Dear ye greed hi ha jis ki waja sy hm sb forex trading mn aye hn agr kisi ko money ki lalach na hoti to kon trading karta.greed ko problem ni.but greed ki aik had honi chahyei.kuch log aty hi ameer ban,ny ka sochny lagty hn r chahty hn k forun ameer ban jayein pr aesa ni hota practically.wo bari bari lot lagaty hn ta k bara profit aye pr loss ki surat mn utla account zero ho jata ha.
                          • #373 Collapse

                            agar hum forex trading main lalach karen gay to es chakar main humay market main earning nahi ulat loss ka samna karna parta hay aur humay chahiey keh es business main theak say money management karty huway trading karen tab he hum acha earn kar sakty hay es businenss main
                            • #374 Collapse

                              bhai aghr koi tu hmari grredd ka hmain koi faida hai tu hmain information ki greed karni chahye ta k hmain koi allach ka koi faida ho aghr tu paisun ki lalach ki jay tu es ka hmain nuksan he ota hai es liye main apki bat se agree hun kisi had tak
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #375 Collapse

                                greed ko avoid kar k hii trade karni ho gi tab hi hum run karein gay aur hamain markt main is k bary main information hasil kar k hi hum achi trade karny k kabil ho skaty hain aur hamain is forex main emottion ko kabo main rakhna ho ga ta k earning ho

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X