greed in forex
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    hum sab ko pata hy but hum pher bhe greed ko control nahe kerty hain our patients ko chor dity hain our emotional ho k jab bhe oder lagty hain to humean huge loss hota hy so un dab ko control karein
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Greed is curse aur yeh kitni dangerous hoti hy yeh bhi sub ko pata hy. Greed sey bachney ka aik hi hal hy keh aap aik target bana kar kam karain gey aur jab aap ka target complete ho jaye to lots ko close kr dain aur next day phir planning kar key target set krain. Profit honey key bad kabhi bhi lots ko open na chhorain aur small profit ko bhi accept kr lain.
      • #18 Collapse

        hamesha jo log lalach ke chakkar me lage rehte hain un ko forex ke karobar se kabhi bhi faida nahi ho sakta agar aap waqai chahte hain ke forex se aap apni lifestyle ko change kar ke better bana saken to aap ko phir us ke lye bohat hard work karna pare ga or greed chorni pare gi .
        • #19 Collapse

          Jab tak ap greedy nahi ban jante ap forex mein paise nahi kama sathe yaha wohi sab se age hota hai jise mein greediness sab se zayada oti hai wahi sab se age nikal jata hai aur baqi peche
          • #20 Collapse

            G forex trading mein greed se buht ziada loss hota hy aur greed se forex trading mein sab se ziada loss hota hy aur forex trading mein greed se sab se ziada loss hota hy is liye forex trading mein greed se bach kar trading karni cahaiye aur sabar se kaam karna cahaiye tab forex trading mein kaamzaab trader ban sakty han
            • #21 Collapse

              forex trading mien ap kabhi bhi greedy nahi hon is mien ap apni greed ko control akren aur is mien ap bohat tareeqe se trading kren.bs i mein ap kabhi bhi haar nahi maanen.
              • #22 Collapse

                Dear lalach sy humasha loss he hota ha is ly itni lalach karny jtni ap sambal saken or account ko mange karny ziada risk na lan small lots sy trading ta k agr loss ho to kam loss ho or profit mily to ache earning kar saken
                Be safe .its a dangerous market out there...:D
                • #23 Collapse

                  Greed aap key profit ko destroy kr sakti hy. Kisi bhi business main agar lalach kia jaye ga to aap ko loss hi ho ga. Hamain greed sey bachna hy aur patience sey kam lena hy. Is key leye aap take profit ka option use krain takeh trading key doran aap ziada profit key chakar main na parey rahain aur kuch na kuch profit earn kr lain.
                  • #24 Collapse

                    G app ke baat theek ha ziada lalich ya greed new traders aur experienced traders kay liye b kafi nuqsan ka sabab bante hai. traders aur khas toor per new traders ko chaiye ke woh trading kay doran Greed ko apnay oper ziada have na hoonay dain tu un ke trading skill kafi behtar ho jaiyen ge.
                    • #25 Collapse

                      greed sy humy dor rehna cahiyeh tubhi kuch na kuch ban sakta hai humy lalach sy dor rehna chaiyeh tubhi kamybi mil skti hai tubhi kamyb hu skty hain tubhi kamybi mil skti hai tubhi kamybi mil skti hai
                      • #26 Collapse

                        greed to har jaga hi buri hai is se har haal main bachna zaroori hai nahee to ham forex se kuch bhi hasil nahee kar sakte is liye forex ko bohat cool mind ho kar kare aor relex rahe jaldi naa kare
                        • #27 Collapse

                          Gee mery bgai ap ka thread acha hai. Es market mai ko bhe greedy say kam kray gy tou wo es market mai kamyabi nahi hasil kray gy. Aur es ky loss bhe zada ho gy. Es lye ap greedy say kam na kray.
                          • #28 Collapse

                            bilkul forex ma greed ik bhot risky cheez hai lakin is k solution be apna khud he bta dya patience agr hum market ma patience raha hum achi trading krna gaa agr hum achi trading nhi kr sakta taab hum idr kam he nhi ha is lya forex k kuch factor hain
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #29 Collapse

                              Bahi Jan forex trading mein koi bhi greed KT hai us ko phir greed ka phal bhi mil jata hain greed krny salon ka account wash ho jata hai aur bahot se login ka ban bhi ho jata hai

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X