better control on our emotions

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    better control on our emotions
    we all have different better control on our emotions, one best trader in this business is who have control on his emotions,and avoid greed and make patience:)
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    gee haan bhai forex trading mein hmein emotions pe control krna hota he aur hmein apne trading mein bhtre tab hote he jb ham sahih trading krne ke planing krte hien aur apne trading mein emotions nhe lete hein to hmein sahih fiada hota he aur trading mein greed ko khtrm krein aur pateince se kam krne se fiada hota he
    • #3 Collapse

      forex may control karnay ko agar hamen kaye tu sab say auchy wali batt ye ha k ham is k emotinal ko control karye ju ham galt emotinal ki waja say marketmay invest kar daty han or phr is say earning ko haisl karny ki try karty han
      • #4 Collapse

        hum ko lazme trading krty waqat apni emotions or feelings ko control mei rakhna chaye warna loss ho skta hai trade mei hamisha akal sy kaam laina chaye or market maximum sy maximum hni chaye warna ap kch nai seekh skty.
        • #5 Collapse

          emotion pr ap ko control krna ho ga phir ap success ho sakt hain ye aik real buines shai is ko krne k liye bahut ys loog kr rahy han ye aik real karobaar hai is buness ki kafi earning hia
          • #6 Collapse

            emotions ko control karny k ley app ko ye karna ho ga k app profit targets raka karen jab app ka target pora ho jaye to app ko trading wahi par stop kar deni chaye.
            • #7 Collapse

              forex trading main kaam karty waqt aap ko apny emorshan par control karna bohat hi zarori hai ye aik acha business hai iss main hasmain sooch samajh ky kaam karna chahye or fresh mind ky saath ..
               
              • #8 Collapse

                G han app ne sahi kaha ha hmen is business me emotions k sath kam nahi krna chahe hmen is businss me emotions ko khtm kar k hi hmen is business me kam karna chahe tb hi hm acha earn kr skaty hain asani se or hm apni life ko b tb hi success kr skty hain
                 
                • #9 Collapse

                  forex trading aik online business hai iss kaam main kaam yaab hany ky liye hjamain apny emorshan par control karna ho ga hamain iss kaam main relax ho kar or issi ho kar kaam kany sy hi fida ho ga..
                   
                  • #10 Collapse

                    Sometime jb trader ko loss hota hai to wo emotional or loss ko jldi recover krnay k liye greedy ho jata hai jiski wja say usay mazeed loss ho jata hai.Esa bilkul nhi krna chahiye.Trading mai profit or loss dono hi hotay hai or agr loss ho jaye to emotional nhi hona chahiye blkay apni mistakes ko learn krna chahiye or apnay loss ko recover krnay ki poori koshish krni chahiye.
                    https://t.me/pump_upp
                    • #11 Collapse

                      G han app ne sahi kaha ha hmen is business me emotions par cantrol krna chahe kyun k agr hm is business me emotions par cantrol krty hain tu hm acha earn kr skaty hain or is business se asani se success b hm tb hi hasil kr skaty hain is business me
                       
                      • #12 Collapse

                        g bhai forex trading mein agar ap apne emotions pe control rakhenge to ap phir is business mein zaroor kamiyab hosakte hian bs baat hia isko theek se seekhne ki aur mehnat karne ki.
                        • #13 Collapse

                          Dear hmen is business me hmeshah soch smjh k kam karna chahe kyun k agr hm is business me soch smjh k kam karty hain tu hm acha earn kr skaty hain is business me isi liye hmen soch smjh k hi is business me hmeshah kam krna chahe or emotions par cantrol krna chahe
                          • #14 Collapse

                            Bahi Jan mein apko bat se agree krta noun forex mein humein apny emotions ko control krna chahiye aur trade hamesha khud ke experience PR hi open krny chahiye garde bhi khud krein
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: better control on our emotions




                              forex trading mein jazbati control bohat zaroori hai kyunkay jazbaat faislay ko cloud kar satke hain aur mutasir kin faislon ka baais ban satke hain jis ke nateejay mein ahem maali nuqsaan ho sakta hai. khauf, lalach aur josh jaisay jazbaat taajiron ko –apne tijarti mansoobay se hatnay aur jald baazi mein faislay karne ka sabab ban satke hain jo kharab tijarat ka baais ban satke hain .

                              khauf taajiron ko waqt se pehlay bohat ziyada lambay ya munafe bakhash pozishnon ko khonay ke ohdon par Faiz karne ka sabab ban sakta hai, jabkay lalach had se ziyada faida uthany aur zaroorat se ziyada khatrah mol lainay ka baais ban sakta hai. josh o kharosh taajiron ko fori munafe ka peecha karne ya munasib tajzia aur khatray par ghhor kiye baghair tijarat mein daakhil honay ka sabab ban sakta hai .

                              jazbaat par qaboo pa kar, tajir –apne tijarti mansoobay par tawajah markooz rakh satke hain aur marozi tajzia aur rissk managment ki thos hikmat amlyon ki bunyaad par tijarat ko injaam day satke hain. yeh waqt ke sath ziyada mustaqil aur munafe bakhash tijarat ki taraf jata hai. jazbati control taajiron ko is nafsiati dabao aur burn out se bachney mein bhi madad day sakta hai jo market mein musalsal utaar charhao aur nuqsanaat ke sath aasakta hai .


                              forex trading mein jazbati control haasil karne ke liye, aik wazeh tijarti mansoobah ka hona zaroori hai jo tajir ke ahdaaf, khatray ko bardasht karne, aur jazbaat ko sambhalay ke liye hikmat amlyon ka khaka paish kere. taajiron ko tanao par qaboo panay ke liye bhi iqdamaat karne chahiye, jaisay ke werzish aur muraqba, aur ziyada tijarat karne ya zabardast faislon mein mulawis honay se guraiz karen .

                              jazbati control tajir ke aetmaad aur nazam o zabt ko barha sakta hai, jis se faisla saazi ziyada mo-asar hoti hai aur market ke utaar charhao ke bawajood –apne tijarti mansoobay par qaim rehne ki salahiyat hoti hai .
                              aakhir mein, forex trading mein jazbati control bohat zaroori hai kyunkay jazbaat tijarti karkardagi ko manfi tor par mutasir kar satke hain aur ahem maali nuqsanaat ka baais ban satke hain. jazbaat par qaboo pa kar, tajir –apne tijarti mansoobay par tawajah markooz rakh satke hain, marozi tajzia ki bunyaad par tijarat ko injaam day satke hain, aur forex market mein taweel mudti kamyabi haasil kar satke hain .
                               

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X