loss k ander aik sabak hai
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    loss k ander aik sabak hai
    forex tarding main agar ap ko loss hota hi ye bi ap ke lye aik lesson hi hi iss main ap ko proper learning kerni ho gi then hi ap iss kabal ho ge ke acha earn kr sakoo loss ko dill pe na laen or ghaltiyon se seekhen:(
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    ji haaan sahi baat hai loss ko as a lesson lena chahiye agar apko loss ho bhi gaya hai to dekhen k kis jagah ap ne ghalti ki hai ap usi ghalti ko guess kr k ghalti ko dooor kren aur phir forex trade business main trade kren.
    • #3 Collapse

      g han trading me har trade me loss k pechy app k ley 1 lesson hota hay jes ko app ne pick kar k learning karni hoti hay kesi b mistake ko avoided nahi karna chaye
      • #4 Collapse

        g bilkul dear har loss ek lesson hai or mere nazar main wo he trader kamiyab hai jo apne mistake se learn kren or wo he mistake dobara na duharaye hamesha market ke trend ko samjh kr he order lagana chahye
        • #5 Collapse

          yes loss ham ko teach karta hai agar ham loss hone ki reason ko analyze kare to ham bohat kuch seekh sakte hain aor future main loss se bach sakte hain
          • #6 Collapse

            Han g ap ny aik achi baat kahi hai. mistakes sy sekhny waly hameesha successful trader banty hain. aur acha profit earn karty hain. aur jo apni mistakes sy nahi sekhty wo kabhi successful nahi hoty. aur jb loss hota hai tu confuse ho jaty hain. loss hony pe confidence loose na karen aur apni mistakes pe control karen.
            • #7 Collapse

              g haan losses kerte wakt ager ap us pe concentration karey to ap kafi kuch sekh sakte hai always kiyun ke losses ap ko kafi kuch learn ker wata rehta hai
              • #8 Collapse

                yes ia gree with youa es ahe ha or jo log galtio sa sabq seekh lety hian wo log kabhi bhi loss nahi krty hian wo log kamyab rehty hian or jo log nhis ekhty wo loss he loss krty hian
                • #9 Collapse

                  gee haan bhai hmein apne trading mein loses se sbq milta he kion keh jb ham loss krte hein to woh hamare mistakes se hota he aur ham phir un mistakes ko khtrm krte hein aur es trah se apne trading mein experience hasil kr ke sahih trading kr lete hein
                  • #10 Collapse

                    ee bilkul janab ap nay bilkul theek kaha hae.. Forex trading main loss bhi ek sabaq hae.. agr hamen kabhi iss business main loss hota hae tou hamen chahyie k usay as a lesson lain or agay kabhi bhi us loss honay k reason ko repeat na karain..
                    • #11 Collapse

                      loss karyen gay tu phr he ham auchi trade karny k lye kamyab ho gay aar ham los snahi karna sekhayen gay tuham auchi wali terade b lagana nahi seek sakyen gay jiss say hamen kafi loss ho jata ha or
                      • #12 Collapse

                        jnab sabq hi kia hai jb loss hi loss ho to phir kia krna hai ye aik buiness hai is ko krne k liye is buines ko kbahut ziyada earn kiajta hai ye aik good buines shai si ko kahin bhi kiaijskta hai
                        • #13 Collapse

                          g han forex trading mien apko chahiye ke ap is mien apne liye lesson learn karen aur is mien ap kabhi bhi panic nahi hon is mien agar ap tareeqe se trading karenge to ap phir zaroor kamiyab hosakte hian.
                          • #14 Collapse

                            Loss hum ko hamari mistakes key baray main batata hy aur jin ko control kr key hum success tak puhanch saktey hain. Loss bhi business ka hissa hota hy aur is sey ghabrana nahi chaheye balkeh loss key bad apni mistakes ko control krna chaheye aur loss ki roshni main apni trading ko behtar banana chaheye.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              loss hone se hame yehi seekhna chahiye ke ham ko loss ho raha hai to us ka reason kia hai kiun hame loss ka samna karna par raha hai agar loss se bachna hai to mistakes apni kam karni hon gi or demo account ke zarye ham ko apni practice ko better banana ho ga .

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X