pak and english se main kuch samjha nahi .. aur haan agar ap 2 accounts banogey ek hi ip se toh yakenan apko banned kar diye jayega and apka account b disabled kar diya jayega .. main apko ek hi advice donga k 2 accounts banany ki zarurat nahi pak forum sab se best hain iss main kaam kiya karo and monthly 200usd bonus banaya karo kyun 200usd bonus se achi trading ho sakti hain and hum acha kama sakty hai iss sey
تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим