Kia ap asa trader banna chahta ha jo kabi trade lose ni karta!
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1171 Collapse

    aysa nai hota hai aur hamain learn kar k hi trade karni ho gi aur rules ko follow kar k hi hum sucess hon gay aur experience hasil kar k hi hum market main acha earn karein gay aur greed ko avoid kar k sucess hon
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #1172 Collapse

      humain agr trade main good hona hay to hard work kar kay achy say kam karna ho ga ta kay market main loss km ho sakay humain demo ko use karna ho ga ta kay market main loss km say km hasil hos aktaay
      • #1173 Collapse

        zahri bat hai har insan ki yahi wish hoti hai k hum apni trading main acha profit earn karen or hum koi bhi trade ko loss na hony den es main apko bohat sar work hard karna chahye or apni skills ko devlop karna chahye
        • #1174 Collapse

          g han bannna chahty hain but is main hamain kudh hard work kar k hi trade karni ho gi aur haar jeet tou hoti hi rahti hai aur hamain learn kar k hi trade karni ho gi ta k loss kam ho saky aur earning ho skay gi
          • #1175 Collapse

            her ik traders is market main ye koshish krta hai jis say ye kafi zada is market say paisa bana lain laikin kia ye is tara say is market main kaam ko krna is ko practice say kr saqty hain or ye demo account ko istamal krna zarori hota hai
            • #1176 Collapse

              yaha bilkul 100 pay koi nhe hain yaha achy achy trader apna account forex main wash karte hian main ne asa he dekha hain is liye yah akoi b acha trader nhe ban skta yaha profit loss hain sirf profit neh hain agar sirf profit hota tu main har time free hoti hoo profit le k main jaldi nikal jati par asa nhe hain k aaap bilkul best trader ban jy
              • #1177 Collapse

                Der Aisa Koi trader Nahi Hai Jisne Kabhi loss na kiya ho Forex me her trailer loss karta hai aur loss Karne Se Hai Insaan Zyada sakta hai aur forest near Los Karke aapko profit Milta Hai Aur Iss Tarah Se ya phir Jyada Sahi kaam karte hain aur learning ko Jyada Karte Hain
                • #1178 Collapse

                  Mery pyary dost aisa to kbi bhi ni ho skta k koe trade loose he na ho. jesa k hr business mn profit aur loss hota h isi trah forex trading mn bhe profit aur loss hota h. han kbi qismat sath dy aur world k halaat achy hn to trade mn musalsal profit ho skta h. lekin is k sath sath loss k chances k lye bhe ready rehna chahye
                  • #1179 Collapse

                    Je nae ma is ma ko base be taradadinga nae kara sakata jesake vaja sa ma is ma na kama ho jao or ma base he trading banana chaya ho jis sa moja nokasana ho is laya ma is ma spada bans raga ho.
                    • #1180 Collapse

                      bhai hir trader chahta hai k o's ko daily profit he ho or woh chahta hai k kbi bhi o's ko is business man loss na ho but yah possible nhi ho skta is business man to kbi bhi loss ho skta hai koi bhi trader 100% trade profit man to nhi ja skti
                       
                      • #1181 Collapse

                        jee Han bhai man chahta ho k man ak asha trader ban skon or is k luy man kafi time sy is business man kam kr rha hon or bohat mahnat bhi kr rha ho ak din Asia ay ga k man is business man kamyab ho Jon ga to phir mujy kbi loss nhi ho ga
                           
                        • #1182 Collapse

                          dear phir tu app boht he achy trader hain mger app ko 100 % kam krny k leay only confirm trades laini hoti hain mjhy yakeen hai k app bhi asa he kary hain mger app ko over trader say avoid karna hoga phir he app itny achy trader ban sakty hain.
                          • #1183 Collapse

                            Assalam o Alaikum waa rehmatullaha wa barakatuhu sab group members ko (:.. sun kar boht kushi hoi ka app na abi tak iyk bhi trade loss nahi ke ha ya iyk boht bari kamyabi ha carry on hum app ka lyia dua go hain app ur kamyabi hasal kro ur app kyia strategy apna rha ho hum sab sa bhi share kro good luck..
                            • #1184 Collapse

                              Mein ny aik.cheez mehsoos ki ha.jub mein demo account mein trading ki tu loss kum kia but real account mein khuf aaya aur buht nuqsaan uthaya.ab bus demo mein kaam seekh raha huun
                               
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #1185 Collapse

                                My Friend forex trading ma hr koi esa trader banna chahta hai k loss k baghair trade kry but forex business bht riski business hai es m bht mushkil se ye posible Hai k loss k baghair earn Kar saken hm es k liye hme zyada se zyda forex ki knowledge gain krni chahiye hai or relax ho k trade krni chahiye gain or loss to business ka hissa h.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X