Demo account

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #706 Collapse

    account ki trading hamin boht asaan lagti ha. or hum demo account ma freely trading kartay hn. is ma kisi bhe kisam ka dar nhe hota ha. or hum baray baray risks bhe latay hn. but real account ma ya sub karnay par hamain loss ho jata ha.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #707 Collapse

      Demo account aik asa account ha jis me hm srf practice kar sakty hain demo account se nah hi hmen loiss hota ha or nah hi hmen profit ye srf hmari achi practice k liye hota ha ta k hm is account se trading k bary me achi learning kar sakyn ..
      • #708 Collapse

        demo account acha hota he aur is mein trader ku learning achi milti he aur trader ku is mein lazme trading sekhna chahe hota he aur jb trader is mein learning k sath kam krta he tu us ku acha profit bnany ku milta he
        • #709 Collapse

          demo account hamare bohat faide mand hai agar hum demo account per work karen gen aur is per practice karen gen to hum bohat hi jaldi is main lear kar sakte hain
          • #710 Collapse

            demo account app ko zaroor use krna chahiye is se app ko real account mein kafi help milti hia aur ager app ko kisi ki samaj nahi ati toh app demo par use kar sakte hain us tool ko ....
            • #711 Collapse

              bhai ajn demo account hmary liye forex ko trading krny ky liye bhut acah hy kiyo ky forex per trading sey phly demo account ko learn krna bhut lazmi hy and forex ek real online profitable business hy
              • #712 Collapse

                demo account main tu itna profit nhi hota hai jitna k real account main kyun k real account main high investment hoti hai aur high investment hogi tu risk bhi high hoga aur profit bhi high hoga
                 
                • #713 Collapse

                  demo account me aapko jyad aearn milta hai kyuki aapka demo account me aapne lakho dollar ka account banaya hota hai jab ki real account me sirf aap kuchh dollar ka invets karte hai aur aap demo account me 10 ya 20 lot me trade karte hai jab ki live account me aap nahi karte hai
                  • #714 Collapse

                    tawbi tu zaroori he demo account is ke naam se hi ap ko samjh janaw chahiye ye ap ko practice k liye hotaw he , ap 2 se 3 month is mein practice karte ho , or phir ap real account mein ate ho jo asal trading he phir wahan se ap profit or loss ke taraf jateho ...
                    • #715 Collapse

                      Present record is rattling valuable in Forex trading for the new bargainer. Exhibit invoice is one flabby of acquisition invoice. the new distributor remark the trade from corroborate module. When the money-man inform lead plate decent they wayfaring opportune intelligence. So the exhibit chronicle is efficacious for the new dealer.
                      • #716 Collapse

                        Friends demo acount aik just practice acount ha jis ma apko virtual amount di jty ha trading ma practice ka lye.demo practice ma invest krte hoe apko koi khouf ni hta loss ka islye ap khul ka hr experiment kr skte hn js sa apko bht kch trading ma learn krne ko mlta ha thats why demo ma earn krne ka hunar janty hn ap.
                        • #717 Collapse

                          jee bhia aesa hota hai demo account ka maksad kya hota hai ? iska maksad sirf itna hota hai kay is pe log sirf practice kartay hain takay unhain jo loss hua hai woh pura ho jae or unke problm khatam ho.
                          • #718 Collapse

                            achieve success in forex trading does need the discipline and courage and knowledge. would be difficult to get success in forex, if we want profit doubled in a short time.it is simple, we just need patience
                            • #719 Collapse

                              Wase mujha itna to pata nahi magar shaid us me hame loss ka dhar nahi hota or ham aram se trade karsakte han magar orignal account me hame loss ka dhar hota he is lia ham aram se trade karte han
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #720 Collapse

                                aise koi baat nai ha dono ma kam karna ka same he method hota ha faraq sirf ya ha k jab hum demo par kam karte hian us waqat hum bounce earn karte hain use sirf withdrwal nai kar karwa sakte hian jab k real ma jo kam karte hian use withdrwal karwa sakte hain ya main faraq ha. baqi kam karna ka traiq dono ka aik hi ha.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X