Greed and Patience...

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #481 Collapse

    as we know that greed is curse and will understand that fact , than i can not understand that we take over risk and make knowing that market may change any time. and we may face huge loss . simply we must be patience . but as i know that it is only possible when we have huge sum of money
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #482 Collapse

      forex trading business main ap ko greedy nahi hona chahye kun ky jab koi trader forex trding main greedy ho jata hai to usy loss main jana parta hai islye ap ko patience ky sath kam karna chahhye .forex trading main patience sa hi ap kamyab ho skaty hen .
       
      • #483 Collapse

        اصل پيغام ارسال کردہ از: arslankhan0799 پيغام ديکھيے
        Salam Friends, :rolleyes: Forex trading is a great business, it's the best online business where you can earn a lot of profit. But there are some facts you should try to understand;
        1 You have to avoid greed and shortcuts.
        2 You must have patience.
        3 You have to control your emotions during live trade.
        well deatr is thread se apko main ye kahinga k ye 2no bhut difrernt cheeze huty hain,.
        sabar se profit gain huta hia,.
        greed se losss,.
         
        • #484 Collapse

          meray khayal mein yh question sb se zada important hai wo is liye k trader ko chahye k wo hosalay se trade kre wrna is mein usi ka loss hai jysa k greedness insan ko kharab krti same wase he usay himat se aur hosalay se kam krna chahye forex mein
          • #485 Collapse

            yes janab yeh jo 3 batain ap nay ham new members aor trders ko bati hain main in say itfaq krta hon aor main smjhta hon keh ham ko in ko follow kr kay kam krna ha aor is main ham apna profit ziada kr pain gy
            • #486 Collapse

              Yes its very useful threads for all the traders and we must should to follow this, patience is the good thing for all the traders but all traders havent patience and traders should to avoid greedy attitude, because its one of biggest enemy for all the traders.
              • #487 Collapse

                dekhain bhai jan greed aik aisi cheez hai jo apko kbi b thoray paise per raazi nhi hone deti hai lakin agr ap sbr se kaam lainagay to apko acha khaasa profit mil skta hai
                • #488 Collapse

                  je haan forex trading mein kaam karnay k liye ap k paas sabar hona lazmi hai aur es mein greedy aur jaldbazi karnay walay ku lose he lose hota hai aur kosis karay es mein experience se kaam karay agar knowledge nahi tu wait karay
                   
                  • #489 Collapse

                    forex is very great platform of online trading so emotions and greed effect on business.shortcut should be avoided in forex live trading.it is the type of trading in which patience have great role.by trading on forex you can earn lot of profit.
                     
                    • #490 Collapse

                      forex business men such men koi shortcut nahi hai k aap 1 hi din men ameer ho jain or phr ye to bht bara lalach hua na or lalach to hemesha hi insan ka lia bht hi bura sabit hota hai...
                      • #491 Collapse

                        yes aap ko discpline rakhna chaiye aur greedy sy door rehna chaiye aur acha sy trade karey aur forex aik good and profitable business hai humay thori si effort chaiye hoti hai aur humay only practice ki need hoti hai aur yeh business good making money business hai so best of luck.
                        • #492 Collapse

                          bhai aap ne boohaat achi batainatayi hain sri aur mere khayal se aaggar kisi new trader ko loss hota hai tou iss ki saab se bari reason yehi hoti hai ka wo reed a shikaar ho jata hai aur usmain patience nahi hota bilkul bhi jiss se wo bohat mistakes karta hai
                          • #493 Collapse

                            forex k buisness mein humen greed ko avoid karte huwe kam karna chahiye aur humen chahiye k ham poori tara sy patience k sath kam karen to phir humen ek acha trend aur kamyabi mil sake gi is buisness sy aur ham kamyab ho jayen gay
                            • #494 Collapse

                              bhai hame trade karte hue greed se bach kar rehan chahie or hame trade karte hue patience se kam akrna chaie kun ke isi tra hame faeda ho sakta hai
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #495 Collapse

                                forex trading business main greedy log survive nahin kar paatay yahan jis main jitna sabar hai wohi kamiyaab hota hai yahan acha trader woh hai jo sahi waqt ka intezar kar kay he apni trade open karta hai aur acha earn karta hai.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X