Greed and Patience...

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #256 Collapse

    je bilkul main apki bat sy agree krta hon keh forex aik baht bari business hy aur is main chand chezoon ka sirf khial krna parta hy jaisa keh greed nhi krna chahy aur apne jazbat p control krna hy hr hal main.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #257 Collapse

      bahi forex amin hum sab ak yehi to masl ahi kay hum log is maingred bahut hi zyda krty hain jab kay hum is kay patinence kay sath kam lay to humlog is main bahut acha akm skar skty hain
      • #258 Collapse

        this is true..ek online business hai es main lalach say dur rehein aur zada say zada practice karein aur shortscuts use mat karein apna knowledge increase karein forex main ap profit earn kar sakty......
        • #259 Collapse

          this is very very tricky THE dear Just as ones greed may be the curse THE dear brother AND ALSO this is a buisness consequently evey individual want to help earn more ALONG WITH further AS WELL AS he may be ones victim of the greed and also the secone is the paience which is very very difficult MY dear
          • #260 Collapse

            walaikum assalam dost thek kehty ho ap lakin agar ye greed nam ki chez agar hum chor dain to hamay bohat faida ho or hamay is k bary main sochna chahye.................
            • #261 Collapse

              Asslam O Alaikum han gee humay forex trading may greed sy door rehna chahye or patience ka daman hath say nhi chorna chaye kiu kay greed humay barbaad ker deti ha.....its my opinion
               
              • #262 Collapse

                Greed is the bane of my dear brother, and everyone wants more, so you may be a victim of greed as a business and is very, very difficult, dear, and the second, which is very, very difficult be patient dear.
                • #263 Collapse

                  Bhai jaan ziyada tar log forex me apne lalach aur be sabri ki waja se hi fail hote hain aur jo kuch bhi earn karte hain wo sab loss kar ke chale jaate hain agar hum lalach ke begair trade karen to hum forex me ache trader ban sakte hain.......
                  • #264 Collapse

                    ek sabar say kaam karnay waly ko yaha pay jb ius koi mehnat ka phal milta hai to wo kafi had tak kaam ko kar leta hai aur yaha pay is cheez ko samjh leta hai k kesay in sub ko dekha jae.
                    • #265 Collapse

                      gee han bilkul theak kaha hay app nay kay forex may jo log apni patience ko control may rahk ker trad kertay hay wo kamiyab ho jatay hay kion kay kamiyabi usi surat may milti hay jab app kisi kisam ki greed may ni hotay ho kion kay greed wala kabhi bhi success ni hota hay so is leay app greed ko khatam ker kay trad lago app kamiyab zaroar ho jao gay
                      • #266 Collapse

                        hum bachpan sa hi parhtay arahay han k lalach buri bala ha, lalach sa insan hamesha nukasn uthata ha, forex trading business ma to lalachi insan k liya kamyab namumkin ha, trading ma app ko patiencr sa sabe sa kam laina hota ha,ager app lalch karengay to apna sara capital loss kar baithengy.
                        • #267 Collapse

                          Yes you are right . Trading mein kabhi bhi greed ko beech mein nahi aaney dena chahiye . Kyun ke uss sey humein sirf nuqsaan hi hota hai . Humein saarey decisions soch samajh ke aur patience ke saath leney chahiye so that humein kam sey kam loss ho .
                          • #268 Collapse

                            forex main agar app shorcut ky chakars main party hain to app phr achy traders nhi ban sakty is liay app ko chahiy shortcuts ko chorain or greed sy bachain or happy tradinhg start karin or success hasil karain
                            • #269 Collapse

                              well i think so that apni professional life mein apki emotions ki koi vaule nahi hoti aur apk emotions ki waja sey apki professional life kharab hoti hai humhy apney emotions per controll rakhna chahiyeh aur sabar har kam k liyeh bohat zaroori hai
                               
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #270 Collapse

                                forex main greed to aik dum mind main aa jati hai. jaisay hi hamari trade profit ki taraf jana shuru hoti hai to hum yeh sochtay hain ke profit thora aur increase ho jaye to phir trade close kartay hain. iss chakar main aksar aisa ho jata hai ke market reverse ho jati hai aur hamara profit, loss ki taraf chala jata hai. iss liye humein greed se bachna chaiye.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X