Loss Ho Ga Ya Profit

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Loss Ho Ga Ya Profit
    Ham jab trade kartay hain to hamain is jumlay ko lot laganay say pehlay adjust karna hota hay. lekin agar ham lot laganay k bad ye jumla kahain k loss hoga ya profit to trade ka Allah Hafiz Hay.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    je main ap ke bat se agre karta hon kah forex main ham log jab bhe trading karen to hamin chae kah ham log forex main soch samaj kar trading karna chae jab ham log bena soche samje trading karte hain to hamin loss he hota h as lae hamin market ko chek kar ke as main trading karna chae jis se ham log loss se bach sakte hain.or profit bhe ache hasel kar sakte hain.
    • #3 Collapse

      gee nhe bhai forex trading mein profit ke lie trader kam krta he aur jb trader thek time pr apne trading ko smjh se krta he to us ko phr apne trading mein loss ka khtra nhe hota he aur woh apne ache trading kr ke profit acha hasil kr leta he aur loss nhe hota he
      • #4 Collapse

        jee haan hamain forex trading main trad lgany sy pahly hi faisla karna hota hai ky ham iss lot main kitna profit gain karain gy or ham iss lot sy kitna loss bardasht kar sakty hain har kaam ki koi planing hoti hai
        • #5 Collapse

          bilkul esy hi hai lekin paka tu kisi ko nhi pata hota hmy chahiyeh k soch smj k lagy trade or deakhy k market kisi move kr rahi or kuch b ghalt lagy y dil na maney tu kabi trade ni lagani chahiyeh or trade laga k yeh na sochy loss hu ga y profit bus jo stoploss or take profit lagaua osy change na kry
          • #6 Collapse

            Bohout sare logo ko lose hota hai q ki is trading mein ap ko lose he hota hai agar ap nai ho to ao ko lose hona zarori hai . Q ke is ke choti se choti ghalti pe ap ko bar nuqsan dy sakti hai
             
            • #7 Collapse

              ju trader experience hota ha wu trade laganay say pehlay hi sooch laita ha ya paka decide kr laita ha k mujay ic lot man profit ha ya loss, ju unexperienced hotay hain mostly un ku hi dout hota ha k loss hu ga ya profit.
              • #8 Collapse

                jee haan jab ham forex tradingka kam karty hain or trad lgana chahty hain to hamain loss or profit ko apny zahan main rakhna parta hai ky hamny iss trad sy kitna profit lana hai or kitna loss utha sakty hain
                • #9 Collapse

                  ye ak type ki game ki tarha kaam karta ha is may luck or game ha or is may apko profit b ho skta ha or loss b face akrana par skta ha or ap is k hony waly loss ko face kar k bear nahi kar skty han
                  • #10 Collapse

                    Forex aik easa business hy jes main main samjhta hoon app k emotions ka business hy ager app apni lot ko control ker k trading kerty ho to pher to app ko koi tension nahe hoti hy jo bhe ho Allah pak behtar karein gy
                    • #11 Collapse

                      Han dear loss hu ga y profit yeh baat tu sochni hi nhi chahiyeh jab ap k dimagh mai trade aye tu stoploss k sth laga dain tu jo hu ga wohi teek hai bad mai koi change na lain bus bki sub fit hai
                      • #12 Collapse

                        Jab ap trading karte ho tu ya tu lose hoga ya per profit lehan yaha pe aik lazamai bat ye ke jis na trading seeki hai wo to win he kare ga lehan agar jis nai naih seeka hai wo to definitly lose kare ga
                         
                        • #13 Collapse

                          g han apny capital ko dake kar hi kam ya zeyda lot size lagana chaye, agar app ka capital b kam hay or zeyda lot size b laga rahy ho to per loss hona or account wash hona koi bardi bat nahi hay.
                          • #14 Collapse

                            mere mutabik ap ko profit or loss ko sochan hi nahi chahiye kiyun ke forex market ek rsiky market hai lekin is se profit lena na mumkin nahi hai lekin ap ne ek plan banana hai jis per apne hard-wrok kerna hai kiyun ke hard-work kiye bina ap forex trading main succession hasil nahi ker sakte hai
                             
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              bhai trading karne se pehle apko proper planning karne parte he, apko sahe signal ka intezar krna parta he, market k trend ka sahe sahe ur thek andaza lagana parta he, ur phr jab apko yaqeen hojae k market ka trend kia he tabhe ap apne trade start kren proper lot size k sath

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X