Abhi Seekhna Zaruri hay

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Abhi Seekhna Zaruri hay
    Agar forex trading main ap ko loss ho raha hay to iss ka matlab ye nahi k forex trading nahi kar saktay. iss ka matlab hay k ap ko abhi seeknay ki zarurat hay. try the best.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    je main ap ke bat samaj gia hon kah agar hamin forex main loss ho raha h to hamin chae kah ham log forex main or zyada mahnat karen .kunkah jab tak ham log forex main mahnat nahe karte ham log kamyab nahe ho sakte .as lae hamin loss ke waja mahloom hona chae jis ko ham log control kar ke ache profit hasel kar sakte hain.as lae hamin zyada se zyada knowledge hasel karna chae or tajarba bhe.
    • #3 Collapse

      gee haan bhai trading mein experience haisl krna lazme he aur jaise ham apne trading krte hien hmein experience hota jata he aur trader ko apne trading mein sekhne se fiada hota he aur woh apne ache trading kr ke successful trader banta he
       
      • #4 Collapse

        bilkul dear esy hi hai bht achi baat ki hai loss hony ka yeh mtlb bilkul b nhi k ap trading chor du y nhi kr skty loss hota hai tu os ka b faida utheo utni hi zaida mehnat kry t k ap ko loss na hu or profit hu bcz loss ko prpfit mao badala sikho
        • #5 Collapse

          gee han bhai yeh to lamze he keh hm apne forex trading ko ache trah se sekh kr trade krein aur hm ko apne trading mein boht fiada hota he jb hm apne trading mein ache experience se apne trading krte hien aur apne trading mein sahih sekh kr trading krna success de ga
           
          • #6 Collapse

            yes ap ki bat theek ha traders ku chhye k discourage na hun loss honna koi anhoni bat nae ha ic man loss hota rehta ha ici loss say tu trader ku faida hota ha loss ku negatively na layn
            • #7 Collapse

              G bilkul agar humy is business me loss ho raha han to humy zyada tension nahi leni chahye q k is se humary knowledge me hi izafa hota han lekin agar hum sub se pahly demo account par practice kary 2 se 3 months aur phir real account me trading start kary to hum is business se boht acha profit earn kar sakty han.
              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
              • #8 Collapse

                asa he hay agar ap ko trading mei loss horaha hay tou eska matlab ye nahe hay kay ap earn nahe kar saktay balkay eska maksad yehi hay kay ap ko abhi learning karni hay tabh success ap ko milay gi

                اب آن لائن

                Working...
                X