Forex market needs attention
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #151 Collapse

    dear ap apni jaga pe bulkul right ho agr admin ne fesla kia ha k jo b acha thread post kry ga us ko 15 dollars ka inam mily ga tu admin ne yeh fesla kuch soch kar he kia ha zahir si baat ha admin ko wo thread he pasand aae ga jo sab k liye faida mand ho .
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #152 Collapse

      yes forex marekt ko jitni ziada toowaja do gy otni he ye ap pr wazaya ho gi es ko attention ki must zaroort hoti he agr ap es ko fully attract ho kar kro gy to ye ap ko apne all differenct se aga kr dy gy fr ap ko koe masla problem trading me create nahe ho ga aor profit bhe best ho ga ap ka
      • #153 Collapse

        yes dear forex trading karne ke liye hume market ke bare me knowledeg hona chaiye kyu ke trading market me hoti hai hume trading karte waqt apni attention market or trading per deni chaiye ta ke hum achi trading kar ke achi earning kar sake
        • #154 Collapse

          agr forex ki market me ap full attention se kam lety ho to ap ky leye koe masla nahe bany ga ap ki earning bhe best ho gi aor profit bhe best ae gy mgr shart ye ky trading pr fully tawaja ki must zaroort hoti he agr os ko follow kro gy to koe loss nahe ho ga
          • #155 Collapse

            i think mery khayal se har time marteet atension magti hain marteet par nazer rakhni parti ha tb ja k kuch hasil hota haphir ja k kahin profit hota ha..........
             
            • #156 Collapse

              forex main great experince aur attention ki zarorat hoti hai is liya ka yaha humare real mony invest hoti hai ye ek fresh damag se ap kafi faida leskte hai or tention se koi faida nahi.
              • #157 Collapse

                forex trading mein bht hazir dimaag rakhna parta hai..........hr waqt market pr nazar rakhne parte hai hr time market attention mangte hai hum yeh kam bilkul relax hoo ke karna hai agar humara dimag relax nahe hoo ha tu hm trading sahi nhn kar sakte.....
                • #158 Collapse

                  jee han forex market mein attention ki bht zarurat hoti hai ager hum forex mein gour say kam nahi kerain gay ya phr apna dheyan hatayein gay to hamein loss bhe ho skta hai is liye hamen hamesha market k trend or news per nazar dalni chahye takay loss ka samna na krna peray
                  • #159 Collapse

                    dosot agr app market me bethey hey or apna limited time trade ko derahe hey to app ko attention rehna hoga agr app thore time me achi earning krna chhate ho or app ko greed volume analysis news or her factor ko dekhna hoga or phr trade krke app achi earning kar sako ge
                    • #160 Collapse

                      Of course right forex trading need attention so much, so if we want to get the success in the forex trading business so we have to pay attention all the time and need to gain the best knowledge and stay focus on work ever to get the success.
                      • #161 Collapse

                        market mein apko focues and alert rehna hota hai aur time to time ap ko is pe market ko analyse krna hai, ap ko live market ke analysis krne hote hai kyo ke no of pairs hai aur agr ap akele trading kr rahe hai tu ap ko zyada attention ki zarorat hoti hai
                        • #162 Collapse

                          Forex trading ko start karne k liye experience or knowledge bohat zaroori hai or jab hum in dono ko hasil kar le to humein chahiye k demo account par practice kar k dekh le k hum daily real account se kitna earn kar sakty hai or kitna loss or jab ap sub kuch seekh jaye tb real account me trading start karni chahiye.
                          • #163 Collapse

                            trading main har palchamnce ata rehta hai is liye hum ko market ke badalte howay halat pe nazar rakhni parti hai or app ko puri attention ke sath kam kerna pahrta hai
                            • #164 Collapse

                              bhai jan forex me specially trading kartey waqt bhot zyada hazir damagh rehney ki zarrorat hoti he or ap tab hazir damagh reh sakte hain jab mentaly mukamul relax hon news par nazar rakhni chahye market ko bilkul gehrai main ja kar analyze karna chahye
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #165 Collapse

                                Ji han trading matket main ups downs hote rehte hain aur strategies seconds main change ho jati hain....so agar hamen loss se bachna hai aur profit earn karna hai tu hamen chahiye k hum market se in touch rahen.....

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X