Forex ko learn krne...
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #151 Collapse

    har shaks ki approach alag hoti hai kisi bi kaam ko seekhne mein kuch log sb kuch krna chahte hai forex trading mein bohat saare indicators bi hote hai lekin kuch log sirf candlestick patterns ko follow krte hai aur wo indicators ko use nhn krte hai aur kuch log full is market ko samajhna chahte hai A to Z us ke lye time lag sakhta hai
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #152 Collapse

      bhai jaan ager ap yahan per dil laga ker knowladge hasil krny mai lag jaye gy to ap bohat jald hi yahan per knowladge hasil kr len gy or jitni jaldi ap experience hasil ker len gy utni jaldi ap ko forex samajh bhi aa jaye ga or ap kamyab ho jayegny
      • #153 Collapse

        dekho is men koi zyada arasa nhin lage ga , ap ise samjho ke is ke bare men articles parho woh to apko behad kam waqt men kafi kuch seekha den ge laikin us ke bad use real par nahin balke demo par apply karo takay aur us men sahrp se sharp hote jao,kam az kam aik month aisa kro phir work karo kamyabi apki apni hogi
        • #154 Collapse

          janab forex trading ko sikhna buhat asan he agar ap ki memory achi he tou aur ap iss business ko jaldi sikhnay ki salahiyat rakhtay ho tou ap ko ziada time nhi lagay ga
          • #155 Collapse

            aap jab tak forex ma trading karta rhata hn aap is ma lesrn hi karta rhta hn lkn is ki basic knowledge seekhnaa ma jo time lagta ha wo to ap pa depend karta ha ka aap kaam ko kitna jalldi pick karta ho is ka ilawa aap is kaam ma kita interst rekhta ho ..... phir jab aap trading karta ho tab bi aap ka ilam ma bht si batn aati hn jo ka phla aap ka ilam ma nhi hti ha is trha sa aap jab tak is pa trade karta ho kuch na kuch seekhta rhta ho .
            • #156 Collapse

              forex trading ko agar koi banda kisi teacher sy fee pay kar k seekhna chahy ga to uc ko 2 monht sy 3 month lag jaty hain or agar koi trader forex trading ko khud hi seekhna chahy fee pay ni kar sakta to uc ko 6 monty sy 10 month lag sakty hain ic me demo trading karni parti hy technical analysis ko seekhna hota hy or fundamental analysis karna hota hy ic liay trading ko learn karny me time lag jata hy
              • #157 Collapse

                ye apke mind per or learning power per depend hai ke kitna time lagta hai q ke ye bht acha bussiness hai is se easily sekha or smjha jata hai.
                 
                • #158 Collapse

                  yes forex ki learing kabhi khatam najh o sakti hay ''''''''''
                  • #159 Collapse

                    har kam ko karnay k liye pehle us ko seekhna bht zruri hota ha so forex trading main bhi pehle is ko achi tarah seekhna parta hai phr karna parta hai ta k humain ziada say ziada profit ho skay
                     
                    • #160 Collapse

                      friends mere khayal say aap pori tarha say kabhe bhe forex ko nahi learn kar saktay hu kyun kay forex main roz apko kuch na kuch naya seekhnay ko milta hai jiss say apki knowledge main izafa hota hai.
                         
                      • #161 Collapse

                        if u r interested in learning the work than u can learn any thing it just depend on on ur mind how much time will it take to learn any thing. trading is not as such difficult business to learn.if we strive for learning and practice on demo account we can learn it in limited time
                        • #162 Collapse

                          Brother ye to aap per depend kerta hey key aap ka brain kitna sharp hey or kitni jaldi forex trading ko pick kerta hey. Jitni jaldi aap is ko seekhen gey utna hi jaldi aap is per work start ker saktey hen us men 1 month bhi lag sakta hey or 6 months bhi lag saktey hen.
                          • #163 Collapse

                            Bhai jaan ye insaan ke dimaag ke oper aur us ke shoq ke oper depend karta hai hume jitna shoq ho ga hum utni hi jaldi is kaam ko seekh sakte hain aur achi trading kar sakte hain....
                             
                            • #164 Collapse

                              Forex is a learn to earn business so we have to learn the business for get success in forex trading. Learning can make us success in forex.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #165 Collapse

                                Dear forex trading k liye learning buhat important hai aur Forex ki learning kabhi end nahin hoti hai , agar koi new person is ko join karta hai to woh kam as kam 6 months mein is kabil ho sakta hai k trade kar saky ye person ki ability py depend karta hai k woh kitny arsy mein seekh jata hai.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X