absence main trading kese manage karein
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #121 Collapse

    uskeliye aapka sab se best option to android mobile hi hey keh aap kahin bhi apni trades ko dekh saktey hain aur uske ilwa aap apne analysis karke bhi trade kar saktey hain aur apna Stop loss and take profit set kar saktey hain.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #122 Collapse

      Dear its too much easy to manage your trading while your absenc If you don't have the facility of out door trading. There are too many traders who don't have android cell phone and they go out of the home . In this situation stop loss and take profit are great option for you . Just place an order with stop loss and take profit at support and resistance then leave it and go on your out field work.
      • #123 Collapse

        g bhai jaan trading mai to humay much loss ka b samna hota to hai per ye itna asan b nhe hota hai is mai humay theak say he mehnat karni parti hai
        • #124 Collapse

          G han brother agr ap k pass pc availible nai hy to forex py ap mobile sy bhi trading kar sakty hen or earning kar sakty hen wese regular kam kr ziada behtr hy
          • #125 Collapse

            forex trading asaan tareeka ye ha k ap take-profit ya stop-loss set kr k jao. is se ye faida hota ha k ap apky computer ko close kr do mgr apka trade open hi rahta ha. apka trade us point py close hota ha jo ap nei set kiya hota ha.
            • #126 Collapse

              dear iss k leya app ko koi aur chez manage kerne ki zaroorat hai jase k app mobile per trading ker sekte hai iss terha app ki trading her waqt app ki nazerun k samene ho gi aur app ko loss be nai uthana pere ga apni absence ki waja se iss se acha idea aur koi nai ho sekta :)
              • #127 Collapse

                Assalam-O-Alaikum bhai jii isi sorat a hal key liye stop loss aur take profit limits hoti hen ap in dono limits ka use karo apni trade per aur befiker ho kar jahan jana hey chaley jao no tension.
                • #128 Collapse

                  mujh ko yeh lagta hai aap ko absence me trading ko agar manage karna ho to aap is me stop loss and take profit set kar do woh khud he aap ki trading manage ho jati hai loss bhi ho limit me ho ga or profits ho to kafi acha ho jaye ga .
                  • #129 Collapse

                    bhai is soorat mein to ap ek hi kaam kar sakte ahin jis se apko faida ho skata ahin zyada loss bhi nahi hoga ayur propfit hokar loss bhi nahi hoga ok apko take profit aur stopp loss ka istamaal karna chahhye
                    • #130 Collapse

                      ka ye he answer du ga k mry khlay m ap ne order ko place karna achi tarah nhi seekha.ap ko order place karna seekhna chahiye us mein take profit aur stop loss hota hai ap order place kar k kahain bhe ja sakty ho.jata hy ya ap kahen bahir hun gy aur ap ka pass Mobile b available nai hy to b ap ko tension nai ho gi kiyo k ap ki trade ap k tp ya sl tak pounch kar khud hi close ho jaye gi.
                      • #131 Collapse

                        dear forex trading mein reboot ka opition majoud hey jo hum absence mein b trading kar k profit kar sakty hein but merey kheyal mein humein manualy he trading karni chaiyeh agar hum kahen ja rhy hein to koi bath nai wapis aa k trading kar leni chaiyeh.
                        • #132 Collapse

                          ha bhai jaan trading mai waisay humay loss ka b samna hojata hai jiski waja say humay then apna loss ko cover karna hota hai jis say hum apni learning mai he kamyaab hosakte ha us say he humay kafi had tak profit hasil b hosakta hai and humay khud per depend reh kar trading karni chaiye
                          • #133 Collapse

                            bhai jaan mare khyal se is k liye ap ko chaye k ap apny har trade main take profit and stop loss k tool ko lazmi use karain kyu k is se agar hum na bhe hoin to hamari trade auto cut ho jati hai..
                            • #134 Collapse

                              ap kay pass agr market spend kay laye tiem na ho to is ka aik solution ye hay kay ap mobile say trading kar sakty hain and agr mobile available na ho ya nternet conection na ho to phir ap ko chaye kay ap stop loss and take profit ka option use kar lain takay trade target per close ho saky
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #135 Collapse

                                Meray bhai ager app kahean bhe busy hain ya koi duty ser anjaam day rahy hain to kabhe bhe trading mat karean koi bhe ghalt oder app ka account zero ker sagta hy jaldi ki trading theek nahe hoti hy

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X