wHAT IS mARGIN AND mARGIN LEVEL IN INSTA FOREX

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #181 Collapse

    Mery bhai trading start krny sy pehly hmen apny account ki detil ko samny rakhna chye aor usky bad trade open krni chye market ka acha analysis kren jub ap trade open krty hain to us waqat remaining balance ma apka margin aor margin level show hota hai jesy jesy apka account move kry.
    Acha kaam achy daam
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #182 Collapse

      is main mera jahan tak kheyal hai k is ko use nai karna ho ga ta k loss kam ho skay aur trade karny k liye hamain hard work karni ho gi ta k earn karny main asani ho skay aur jab loss hota hai tab use karty hain
      • #183 Collapse

        Dear forex trading trader aap agar marjin ki bat kar rahay hain to ye wo hay kay aap kitany baray marjin ki lot purchase kartay ho or phir us hisab say ki equity main say marjin minus kar kay aap kay pas free marjin bachta hay jis main say aap kuch lot purchase kar sakain gay
        • #184 Collapse

          hamain is main margin ko avoid kar k hi trade karni ho gi ta k loss kam ho saky aur ye zaida loss hony par hi ati hai hamain trade karny main asani ho saky aur knowldge hasil kar k hi trade karni ho gi
          • #185 Collapse

            is forex main is ko avoid kar k hi hum sucess ho saky gay aur trade karny k liye hard work karni ho gi aur ye hamain us waqt hi ati hai jab loss ho raha hotaa hai is main experience hasil kar k earning ho gi
            • #186 Collapse

              insta forex main kaam ko kis tara say krna hai jin say hamara is main margin ka level zada ho jata hai her ik trader ko kafi zada teek say kaam ko kr saqty hain jin ki vaja say ik trader ko is business main kaam ko krna hota hai
              I LOVE PAK FORUM
              • #187 Collapse

                agar hum apny trading account ko theak say manage kar kay trading karen gay tabhi hum esmain stable reh kar trading kar sakty hay aur humay esmain dil lga kar focus karna chahiey
                • #188 Collapse

                  margin forex trading men ik total trading krny k liay amount hoti hae jisko hm currency pair sell ya buye krny k liay use krty hain aur jb ye 60% sy km ho jae to margin call ajati hae.
                   
                  • #189 Collapse

                    bhai jaan margin call tb aati hae bndy ki trades loss mn ja rhi hon aur totall margin 60% sy low ho jae to beoker bndy ki sb sy ziada loss wali trade ko close kr dyta hae tan k iska poora account wash na ho.
                     
                    • #190 Collapse

                      insta forex trading ka kaam sub say zada yehi zarori hai jis say ye kaam say profit ko earn kr saqty hain bus ye market ki sub say zada yehi zarori hai laikin in ki vaja say is tara say kaam ko krna hota hai bus is ki vaja say kaam ko isi tara say krna hai
                      • #191 Collapse

                        hamain is sab ko mange kar k hi trade karni ho gi aur margin call say avoid karni ho gi aur loss hony par ati hai aur learn kar k hi trade karni ho gi ta k achi trade kar k market main run karein gay ta k earn ho
                        • #192 Collapse

                          humain market main kam karna hay to semo ko use kar kay achy say ana ho ga is main margin lwvel ko dykhty hoye kam karna ho ga jis say marke main kam karny main achi earning hasil ho sakti hay hard work karna ho ga
                          • #193 Collapse

                            margin ko avoid kar k hi trade karni ho gi ta k loss kam ho saky aur experience hasil kar k hi hum market main trade karein gay aur insta main trade karny k liye learning karni ho gi ta k loss kam ho saky
                            • #194 Collapse

                              bhai forex trading main margin do tarha k hoty hain aik hmain apni trading main use karna hota hai or dosra hmain fourm ki traf se call ati hai or yah margin level hmari apni leverage hoti hai jis main hmain trading karni hoti hai
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #195 Collapse

                                margin ye level hota hai jis say is main order ko lagana hota hai yehi kafi zada zarori hota hai ik traders ko is market main kaam ko is tara say krna hai jin say ye khud ko is main lot ko mazeed set kr saqta hai or kama saqta hai

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X