Elliot wave theory kia hai or is pay ksy kam krty ha?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Elliot wave theory kia hai or is pay ksy kam krty ha?
    Bhaio jo is forem me apny ap ko trading k expert smjty hai kia wo mujy bty ga
    1.ky is ky fawaid or nuksan kia hai
    2.kon sy time frame me is ko dekha jay k acha profit ho
    3.is ke base kia ha or yah kis kis paire k le bohat profitable hai
    4.Elliot wave ke kia kia shrait hai
    5.or is my tp or sl kin bnyado par hona chaiy

    Umeed krta hnn ky koe isy achy tareeky sy smja sky or sam log jo is forum my learning k ley ayn hain un ko faida mely me khud b sekhna chat hnn isley mujy shedat sy intezar rahy hai please ans me good traders:cool:
     
    :cool: TREND IS YOUR FRIEND :cool:
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    nai yaar mian ya use nai krta infact main koi b indecator use nai krta main to trend k lavels ko dakhty hoy trading krta hun. mary pass aik simple c stratgy hy jis py main kam krta hun us main loss b boht kam hota hy or profit hi hoti hy
    • #3 Collapse

      Elliot wave theory aik angrez Elliot ne pesh ki thi keh market jab buy ya sell hoti hai to 5 steps hotey hain is main. pehle jab market 100% buy ho jati hai fibonacci k mutabiq to 61.8% sell hoti hai aur is kay baad phir 161.8% buy hoti hai jo point C hota hai. phir thori sell hai aur akhir main first point main jitne buy hota hai utna phir buy ho jata hai us kay baad reversal hota hai market ka sell main esi tarah.
      • #4 Collapse

        dear brother yeh most powerful hoti hai but is ko use kuch hi log kartay hai brother our un may say bahot kam hi success hotay hai brother who is liyeh brother k yeh jub chart par ati hai tu start say lay kar lost abi jo candle chal rahi hotai hai us jaga tak hoti hai brother our bahot mushkal kam hota hai
        • #5 Collapse

          اصل پيغام ارسال کردہ از: goldenlife پيغام ديکھيے
          Elliot wave theory aik angrez Elliot ne pesh ki thi keh market jab buy ya sell hoti hai to 5 steps hotey hain is main. pehle jab market 100% buy ho jati hai fibonacci k mutabiq to 61.8% sell hoti hai aur is kay baad phir 161.8% buy hoti hai jo point C hota hai. phir thori sell hai aur akhir main first point main jitne buy hota hai utna phir buy ho jata hai us kay baad reversal hota hai market ka sell main esi tarah.
          Bohat ache explaination me kuch samj age hai apka shukria apny jawab di hai or mujy yah b pta chala hai k Fibonacci retrace ko b use kia jata hai taky marke buy sey kitna wapis askte hai or tend isky le pta hona zaroore hai
             
          :cool: TREND IS YOUR FRIEND :cool:
          • #6 Collapse

            اصل پيغام ارسال کردہ از: ubaid ullah پيغام ديکھيے
            dear brother yeh most powerful hoti hai but is ko use kuch hi log kartay hai brother our un may say bahot kam hi success hotay hai brother who is liyeh brother k yeh jub chart par ati hai tu start say lay kar lost abi jo candle chal rahi hotai hai us jaga tak hoti hai brother our bahot mushkal kam hota hai
            Ubaid ullah bhai shukria apny jawab di apko pta hai k achy traders ko meny aksar suna hai k wo elliot waves he ke bat krty hai or bohat acha tool hai apke bat theek hai k yah mushil bohat hai lykin agr hm isy seekh ly too bohat ache trading hoskte hai
               
            :cool: TREND IS YOUR FRIEND :cool:
            • #7 Collapse

              jo point C hota hai. phir thori sell hai aur akhir main first point main jitne buy hota hai utna phir buy ho jata hai us kay baad reversal hota hai market ka sell main esi tarah.yah bohat kam yab thory hy is main market agr 61% tk sell ho jaye tu yah is kay chaance 161% th buy hony kay hoty hain.
              • #8 Collapse

                Meny Ellot waves ky bry m kafee reserve ke hai yah trading win krny m bohat important hai jaldi he me is k bary me article lkhun ga
                   
                :cool: TREND IS YOUR FRIEND :cool:
                • #9 Collapse

                  bahi jan main ap ko kehta hu k mujy is theory k baray main kch nahi pata yaar main to is ka nam bhi pehli baar sun raha hu! main to wese hi physics main kamjor rehchuka hu bhai itna mushkil sawal nhe pucha ap n
                  • #10 Collapse

                    Elliot waves theory ak natural market k patterns ko dekhate hai or is ko kuch waves me or phr waves ko sub waves me divide kia gia hai waves k name hai A waves B waves C Wave D waves or E waves yah 5 pare waves panti hai tab yah bny tb market correction me zaroor jate hai or usmy wo sub waves bnate hai jiny a wave b or c waves kha jata hai or yah bare waves k mukamal hony ka pta dynte hai isy azdaza lg jata hai k market ub kis trend me jay ge or entry kha lyni hai
                     
                    :cool: TREND IS YOUR FRIEND :cool:
                    • #11 Collapse

                      aap nee achi information share kee hai aur mein nee phele Elliot wave theory koo study nahien kiya lekin abb kosish karoon gaa kee study kar kee understand karoon aur agar koi user detail information dee doo too acha hoo ga
                      • #12 Collapse

                        Bro eliot Wave ek natural eave hoti hai jisay Financial Market main kuch formulae k tehat Apply kiya jataa hai,Eliot waves main 3 waves k baad un Ki Corrective waves hoti hain jo K Trend Ko up or down show Kar Rahi hoti hain main nay Eliot wave theory say mutalik ek thread bhi open Ki hai ap wo parhain pic k Sath hai Ap Ko sahi rehnumai milay Ge
                        Mind Is like A Parachute - It Is Useful only IF Open
                        • #13 Collapse

                          aapne to baht sarae sawal ek sath puchh dale hai aur me apane aapkoi koi bi expert nahi samajat hu par fr bhi me aapke sawal ke jawab de sakta hu istana to mujhe forex me aata hai ki ame aaake kuchh sawal ke jawab aasanise desakta hu mene eklliot wave ke sabe me to nahi suna hai par baki sawal aate hai mujhe
                          • #14 Collapse

                            dwar i am a new trader in forex and i would like to tell you that there is not any thing better than forex trading i think thatt that this sim the best bsuienss and i would liek to tell you that forrx tading is made for lal of us an d we lal should learn an d join forex trading to earn more an dmore
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              mere friend me abi is business me new ho muje is bare me zaida knowledge nehi ha k me ap ko is k bare me zaida batio jab mere pas knowledge ho ga to me ap se sahare karo ga.......

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X