new generation vs old men and women

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #706 Collapse

    It is very good for you to try and make good analysis at all times that you are in this market so always see the trend and make good money for you to grow
     
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #707 Collapse

      Dear friend meray khayal say tou forex trading business mein sab say ziyada profitable trading new generations hi karti hein kiyunke woh aik dosray kay saath competion kertay hein.
      • #708 Collapse

        new generation fresh mind hotey hain or un main passion b zyada hotey hain ti i think young log zyada behtar trade ker saktey hain but ye sab mehnat pe depend karta hey or agar yioung logon ki bjaey old log zyada mehnat ker rahey hain to wohi kamyab hun gey.
        • #709 Collapse

          g han g agr hum new or old generation ka comparisan keya jay to aj ki gen bht agy hai old genra tion sy aj gar behty incom hasil ho jati hai or old ma bht zada mehnet karna parti ti
          • #710 Collapse

            is business me har tare ke logo hain tu kam kr ke kma sak the hain lakin new user ke liya ak baat ha ke wo agr kisi loose se buchana chht hain tu on ke sath mil jain ap ko buhat kuch milne ko mile ga.
            • #711 Collapse

              jahan tak mera knowledge ha to main smjta hun k forex k buisness men sirf wo log he ek achi kamyabi hasel ker sakte hen jin k pass ek acha knowledge aur experience hota ha aur wo chahe old traders ho ya chahe new wo tamam log he ek achi earning ker sakte hen
              • #712 Collapse

                han han han g ap na bilkul sahi kaha ha aur ma ap ki bat sa agree krta hu aur mjy b ya hi lagta ha ka forex aik acha bussiness ha aur ap is ma zada sa zada earning kr sakty ho aur dost deako ap ko btao ka forex ma pa ko age nhi deakni ha balkya yaha pa ap ko sirf sirf knowledge aur experience ko deakna jata ha ...........
                • #713 Collapse

                  dear brother agr new generation ka old ka saat compitation be kiya jaay tau dono ak dusry sy different hain talent me old ka pass bht sara experinces hoty hain or planing be hoti hy new k pass sharp mind hota hy .
                  • #714 Collapse

                    mery khayal se trading k liay koi age limit nhi hoti agr new generation k pass ziada experience he to new generation ziada profit wali trade kr skti he or agr koi purana business man he old age he to wo new generation se bhi ziada acha profit gain kr skta he ye experience pr depend krta he jis k pass experience ziada ho ga wo ziada earn kre ga
                    • #715 Collapse

                      Assalam O Alaikum, dear forex trading main profits ke liay ages matter nahi kerti hain iss business main to jiss ko jitna ziada experience hota hia wo utna hi ziada profit earn kerta hai. Iss liay profits ke liay experience ka hona bohat zaroori hai.
                      • #716 Collapse

                        Assalaam o alaikum issmein age k koi baat nei hai sirf knowledge k hai ye to uspar hai k traders chahe old age k hon ya young age k hain but ye uspar depend hai k usne kaise seekhe hai forex trading k ab issmein age k koi nei agar old age ne ziada sekhe hai to wo kaamyaab hoga agar young age ne ziada sekhe then young age ko faida hoga.
                        • #717 Collapse

                          Iss k barey main mera opinion ya hai k forex main success app k interest pay depend kerty hy ager old men bhe forex main dol kaga k mehnat karein to wo bhe yahan success hasilmker sagty hain our new generation ka mukabla ker sagty hain
                          • #718 Collapse

                            اصل پيغام ارسال کردہ از: wafa24 پيغام ديکھيے
                            main janna chahti hon kay new generation kay traders ziada profitable trading kartay hain ya old age kay log ap sub apnay opinion share karain
                            mere khyal me to new and old both jenration k traders is se mustafid ho sktay hain. no doubt k forex trading pe youg people ziyada kamyab hain, but i think is me koi genration gap metter nai krta,koi b insan khuwa wo male hai ya female old hai ya yng hard working must honi chaiay
                            • #719 Collapse

                              g han bikul new youn generation forex ko join kr rahi hai or wo is main bht kamyab b ho rahain hain q k forex earning ka bht acha source hai
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #720 Collapse

                                Dear miss meri nazar m aj kal new generation zyada profit kama rahi hy baa nisbut old generation k or aksar-o-byshtar old generation tu Forex chor gae hwi hy

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X