brother smartcard ka to mujha pata nahi ka is sa verify hota ha insta ka account ya nahi. passport sa ho jata ha ya phir English NIC sa. agar wo nahi ha to phir Urdu nic district court sa translate karwa kar us ko notri public sa verify karwa kar send karan magar bill bhi electric ya gas mobile etc wo bhi us nic ka mutabiq hi hona chahia maslan address aur nam waghaira.
تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим