loss ka main point
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    loss ka main point
    haan ji her new trader mai yeh baat hoti hai keh jab osy loss ho raha hota hai too os ky kaam kerny mai tabdile aa rahi hoti hai. Aisa nhi huna chahy aor new trader loss ziada jany dy ga aor profite jalid closs kerta hai jo loss ka main sabab banta hai.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    loss apko just apki psychology na theek honeki wajah se hota hai ap is mien market ko read karna seekhen aur is mie phir ap risk management ke sath is mien trading karen to zaroor kamiyab honge.
    • #3 Collapse

      dear loss ka kafe waja ho sakti hai jasay ka apne trade mai stoploss na dy na bagar proper analysis aur trend ko samaj ty howa trade dy na es say bhe kafe loss ka khatra hoti hai aur khas tor per news ko samaj ty owa order dy na.
      • #4 Collapse

        dear loss hony ka main waja jo meri samaj me ata hay wo ye hay k ham market ko analysis nahi karty jo jaldi me trades open kar lety hey, kesi or waja se loss nahi ho sakta hay yahi waja hay loss hony ki.
        • #5 Collapse

          yes dear ap ki baat se mein mutafiq hoon ap ki baat sahi hai aksar traders jb un ki trades profit mein hoti hai to jaldi close kr detey hain jb trades loss mein hoti hain to close krne mein dair kr detey hain
          • #6 Collapse

            gee haan bhai forex trading mein trader ko loss nhe krna he aur trading mein profit ko ziada krna he aur trader ne apne trading mein smjh se kam lena he aur trading ke direction ko lamze smjhna he phr trading mein trades lage to faida ziada hota he
            • #7 Collapse

              New traders main yeh failure hota hy keh jab un ko loss honey lagta hy to woh emotional ho jatey hain wrong decision ley kar big volum ki lots lagatey hain aur yeh samjhtey hain keh is tarah loss ko recover kia ja sakta hy. Lekan loss ko recover krney key leye experience ka hona buhat zarori hota hy.
              • #8 Collapse

                han g ap na dear jo bat ke ha woh real ha and mn ap ki es bat sa hundred ercent agree krta hn dear but issue yehi ha ka forex market mn kam krna ka liya ap ko bhot sari chezan bardasht bh krni prti hn dear in mn sa ek maina reson yehi ha ka ap na as soon as possible apni stretegy ka sath ek fix money manegment plane bh ready krna hota ha dear jo ka ap ka liya bhot e zrori ha g
                • #9 Collapse

                  loss humein bax jabhi hota hy jb hum sahi se trading na karey ya phr humari concentration kahi aur ho tou phr humein definitely loss hota hy ya teesri wajah ye ho sakhti hy k lack of knowledge lehaza humein chayein nk hum puri knowledge hasil kr ky aur puri concentration se trade krey
                  • #10 Collapse

                    Agr forex trading mein new trader ko loss ho raha ho tu us ko cahaiye k wo emotional na ho aur forex trading mein Jo loss ho ya loss ho raha ho tu us loss ki reason ko check Karin aur emotional ho kar over trading na Karin tu loss se Bach sakty han
                    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                    • #11 Collapse

                      forex trading mien lsos to har kisi ko hi hota hai lekin is mien ap agar apne losses ko manage karna seekhenge to ap is business mien phir zaroor kamiyab honge.

                      اب آن لائن

                      Working...
                      X