about forex timing...

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #406 Collapse

    Dahki ji jitni paere hoty hai, in ki market open times b diffrint huwey hay aud ki market pakest morning 4 bajhi open hoty hai, gbp eur kee paree kee market pakistnaa 12 bajhi dopaehre ko hotay hai.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #407 Collapse

      Forex traedng me wakat kee bohut ahmiait hi aap ko ic busines mei kamybee kee liye propar timings pr trading ekrnee hao gi tehn hi app ic mei kameb hao gy orr earnings bi achee hao gi.
      • #408 Collapse

        forex trading ka business kafi zada hum ko moka milta hai or in say madad milti hai traders kay pass ye moka hota hai or in say kafi zada practice say hum kaam ko teek say kr saqty hain isi tara say market main time say kaam ko krna profit milta hai
        • #409 Collapse

          hum is forex main kisi bi time trade kar skaty hain aur is main hamain apna time ko fix kar k hi trade karni ho gi aur phar hi hum sucess hon gay aur forex main time ka koi issue nai but time ki qadar karni chahye
          • #410 Collapse

            hum jab trade karty hain to learning kar kay kam karna ho ga jis say achi earning hasil ho saktih au is main timing ko dykhty hoye market main kam karty hain to low risk main trade main hum kam karty hain
            • #411 Collapse

              ye ak boht hi best buisness hai is main hum ghar main beth k boht hi acha earn kar skty hain aur trend ko mind main rakh k hi trade karni ho gi ta k acha earn karny main mushkil na ho skay aur earning ho
              • #412 Collapse

                bhai es ka koi solid jwab nahi diya ja skta q k market ki moving se he andaza hota hai k kis main kamyab trading ki ja skti hain or main changing hoti rahti hai kbhi kisi country main trend hota hai kbhi kisi main
                • #413 Collapse

                  forex trading ko krna kis tara say ik traders kay liay mumkin hota hai ye kaam kafi zada asan hai jis tara say is main paisa invest krny say hum nay trades ko krna hota hai isi tara say ye bonus say market main trading ko krna hai insta account say
                  • #414 Collapse

                    mary kahal sa to pakistne time kay matabk 3 sa sam 7 bajy tak acha move hotaha market ma our is ma hum ko sahi time ka wit karna hota ha our is ma hum ko market kay trand ko smjna hota ha our ya aik best market ha jis ma aap 24 ghnaty trad kar sakty ha
                    • #415 Collapse

                      Wesy to ye market monday ko morning sy start hoti ha r friday ko late rat tk chalti mgr different currency mn different time mn tezi ya mandi chalti ha is lye ap jis currency mn trade krn pehly us county ki market ka time table dekh ln.
                      • #416 Collapse

                        mare bhi is ma bhota zada cazay our cantacers hay jissa par hum terdning kirta hay lakan jo paris is ma asub sa zada usd eur our oil sub sa zada istam hota hay agar kaam ma kamyabe chatya hay to is ko kbi b ban nhe kirna chy q k is sa humar knoweledg our experince ma bhota zada firqa aa jata hay
                        • #417 Collapse

                          Bhai is forum maian almost sab log pakistan se he hai our as pakistani maia apko yahai suggest karoge ka trading ka liya best time session european aur American session he ai is session main earning scope kafoi hota. Thanks dosto.
                          • #418 Collapse

                            forex trading aik boht acha buseinss hay hum is main trade karty hain agr humain success hasil karni ahy to hard work kar kay achy say an aho ga is main humain timing ko mange kar kay kam karna ho ga agr humain lagy kay hum pairs ko achy sa samjh kar kam karty hain to tab hum is main part time main b kam kar sakty hain or full time main b
                            • #419 Collapse

                              bhai mera khyal hai k jub hum trading karty hain tu hmain trend ko dekhna hota hai k kis pair main trading karni hai or hum pakistan main rahty hain or hmain pakistan k time ko he follow karna chahye baki jo internationl country os main trading nahi karni chahye hnmain apny molk ko he preefer karna chahye jis main hmain knowledge bhi ho or expernce bhi
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #420 Collapse

                                slam to all ap nay boht acha swal kia ha bhai timeing curency paire pay depend krti ha jo ap nay chose kia ha agr ap nay eur/usd paire pay trade ker rahy ha to ap us waqt trade kray jis waqt london section open ho chuka ho

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X