pakistan main kitnay percent log trade kartay hain
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #856 Collapse

    ye ak boht hi best buisness hai is main plane kar k hi trade karni ho gi ta k achi trade karny main bi asani ho saky gi aur is main kam kar k boht hi acha earn karny main bi asani ho saky gi aur hamain market main is k bary main greed ko avoid karny main bi koi mushkil na ho saky gi
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #857 Collapse

      yeh bohot hi bara online business hey aur purey world se log forex ko join kar rahey hein aur pakistan mein bhi bohot hi ziada traders is par work karhey hein jinki tadaad unlimited hey aur yeh business bohot hi ziada popular hone ja raha hey aur aik waqt hoga keh forex ko puri dunia se log join karengey
      https://t.me/pump_upp
      • #858 Collapse

        dear friends, pakistan main forex pehlay etna zayada famous nai tha but ub yah pakistan main bahut zayada famous ho raha hay aur bahut pehlta ja raha hay aur bahut zayada log es main shamel hotay ja rahay hain....but es ki sahi percentage batana mushkel hay.
        • #859 Collapse

          yahan par pakistan may buhat kaamloog yahan par trading karna pasan karty han kyu k in ko working karnay may kafi problem ko face karna parta ha or yaahn daily k hisab say working nahi kar skty han or is say ap ko buhat say inforamtion requaired hoti ha us k baad ap yahn say trade karty han
          • #860 Collapse

            is main boht sa log kam karty hain aur hamain is k bary main rules ko follow kar k hi trade karni ho gi aur hamain is main kam karny main bi faida ho saky ga uar is main bht hi kam time main achi earning karny k liye boht hi experience hasil karna ho ga ta k hamain is main loss kam say kam ho saky ga
            • #861 Collapse

              market main sab kam kar sakty hain aur is main boht say log professtionly kam kar sakty hain auur is main part time main bi aur fulll time main bi job kr sakty hain aur hamain market main is k bary main greed ko avoid kar k hi trade karni ho gi tab hi hum run karein gay aur is say faida ho saky ga
              • #862 Collapse

                aap simply percentage average ya ratio to nahin nikaal saktay kay pakistaan may kitnay percent log forex trading say munsalik hain kiun kay iss kay liye proper analysis ya phir aik kisam ka survey kerna hoga lekin andaazay kaymutabiq bohat kam log forex mayy trade kertayhay pakistaani
                • #863 Collapse

                  Asslam o alikum dear friend me apki bat sy itfaq karta hon apny bhot acha sawal kia hy dear mery kheyal me katny log is ko use kar rhy han with out sarwy kuch bhi kahna munasab nhe hoga
                  • #864 Collapse

                    g hain humare mulk mein bohat zada log is mein bussines kar rahe hain aur bohat faida bhi itha rahe hain is ko istamal karne se knowledge bhi izafa ho rahah hai aur ye aahsita aahista puri duniya mein bhi pheel raha hai
                     
                    • #865 Collapse

                      is main boht say log kam karty hain but hamain is forex main kam karny k lye learning karni ho gi aur hamain is forex main trend ko use kar k hi trade karni ho gi aur is main part time main bi aur full time main nbi job kar skty hain aur hamain is say faida bi hota hai aur loss bi ho sakta hai
                      • #866 Collapse

                        yar ye to confom to kisi ko nhe he k kitne user hen pakistan me ye trad compny ko confom hoga aor paka hoga han andaza lgaya ja sakta he k pakistan me kitne user ho sakte hen aor me ye kahu ga jo trad janta wo to zarur karta he matlab karrorru jante hen trad ko
                         
                        • #867 Collapse

                          jhana tak meraaa kheyal k 50 percent log tou is main kam karty hain so is main part time main bi job kar sakty hain so hamain is k bary main hard work karni ho gi tab hi hum run karein gay aur hamain market main planing karni ho gi tab hi hum real main acha say trade kar sakty hain aur hamain market main trend ko use karna ho ga ta k earn ho
                          • #868 Collapse

                            market main boht hi sary log kam karty hain aur hamain is k bary main learn kar k hi trade karni ho gi aur sab is forx main sucess hon gay aur market main part time main bi aur full time main bi job kar skty hain aur is say kam kar k hum apni har zrorat ko easily pora kar sakty hain aur faida ho saky ga
                            • #869 Collapse

                              is forex main learn kar k hi trade karni ho gi tab hi hum sucesss hon gay aur ye ak boht hi best buisness hai is main learning karni ho gi aur is main boht say log trade karty hain so hamain is forex main part time main bi job akr k achi trade lga saktyy hain aur hamain is forex main greed ko avoid karein gay ta k earning ho saky gi
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #870 Collapse

                                pakistan man forex ka kaam pehly tina nae tha but ab loog yahan say kafi epxert hu gay han or smart earning ki weja say kafi zyada traders bun rehy han. paksitan man koi 1000 say zyada traders profit man han.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X