pakistan main kitnay percent log trade kartay hain

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #691 Collapse

    trade sy ap ba asani earning kar skaty hain or asani say aik achy sattled trader ban sakty hain or is main pakistan k mostly loog trading karty hain is main sab loog hi join kar k trading kar sakty hain even students k liye ye bohat asan hay
     
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #692 Collapse

      meray khayal say 1% bhi log forex per kaam nahi karrahay hay our meray khayal say zyada ter log forex ko majbori ki waja say karrahay hay kyun kay unkay pas koi our choice nahi hay kyun kay forex aik aisa kaam hay jo unki zaroorat puri karsakta hay.
       
      • #693 Collapse

        kitny percent log pakistan ma trading kar rahy hain,,,,??????? well ye to khna bht hi ziada mushkil hain.... kyn k ye kisis single offive ka nahi aur na hi kisi specific organization k bat ahi hai balky ye aik world wide buisness hai... nd pakistan k ha aik kony ma isko og istamal kar rahy hain....
        • #694 Collapse

          i think tha in pakistan 50 percent or more then 50 percent people use pakistan forex forum....koinkay forex trading ham apny hi ghar say karty ..aor earning karty hainn
          • #695 Collapse

            mujhe iss kay barey main information nahi hai kay pakistan main kinay percent log trade kartay hain lakin meri yee advice hai kay aapko tradind karnay say pahely uss kay barey main information hona chahye jabhe aap achy trader ban saktay hoo,,,
            • #696 Collapse

              The level of macro-economic indicators are statistics that reflect the current state of the economy of a to participate in foreign currency trading in order to make a profit (and so do banks and Trading and high liquidity in the market provides ease of trading most currencies you can make a profit from rising prices and falling at the same time
               
              • #697 Collapse

                dear pakistan me andazan 5 percent se bhi kam log trade karte hoge kiyu k kafi logo ko trading ka khas pata nahi he or jab log tarding line me log ate he fir tab hi ja k unhe pata chalta he k trading se barg kar or kush behtar nahi.trading ek esa department he jis me joining karne k bad log kabhi majbur nahi hote or nahi ye koe shoq he par log is me serious hi ho jate he kiyu k ye trading he.
                • #698 Collapse

                  aoa Janab forex international trading business ha jis may maximum log work kr rahay han aur ya mazed increase hota ja rha ha jis say kafe logo apne income bhe kartay rahtay han jis say hamay kafe knowledge learning skills aur practice bhe hote jate Ha
                   
                  • #699 Collapse

                    koi idea nhi kitny percent log trading karty hy but bohat kam log hy jo trading karty hy q ke is keley bohat mehnat karny ke zarorat hy aur invest karny keley be achi amount honi chahey r zada tar log isley trading ke tarf nahi aty q ke unhy loss ka dar hota hy....
                    • #700 Collapse

                      mery khiyal se bhot sary log pakistan se forex trading krty hain. aur wo bilkul forex ko shoq se join krty hain ky hum rato raat kror pati bny gy. un logo ko chaye ky wo pely forex ko learn kr lyn ye un ky khwab ky lye betr hai.
                       
                      • #701 Collapse

                        ji nahi janab maai bilkul b agree nahi karta k forex business main profit jo hain wo luck par depnd karta hain kyun k forex business ek pure and best busianess hain is main sirf pr sirf knowledge ki zarurt hoti hain na k luck ki jitna knowledge hoga utnaa oa kamyab hogey is mai..
                        • #702 Collapse

                          This indicator released on a monthly basis, lies the importance of this indicator, especially for currency traders foreign currency because it refers to the strength of consumer spending and the strength of the economy. This indicator is particularly useful because it is always issued and refers to various kinds of consumption that are modified in seasonal indicators. The importance of this indicator also use it to evaluate other indicators and through him we can assess the direction of the spot market.
                           
                          • #703 Collapse

                            May be more 50 percent peoples of Pakistan involved in trading
                            • #704 Collapse

                              dear bat ye hai k jab bhi koi insaan forex k baary me maalomaat haasil kar k trading shuru karta hai to wo logon mein elaan nh karta k ma ne forex join kiya hai to is waja se ham koi andaaza nh laga sakty...
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #705 Collapse

                                mere khayal say pakistan may bohot say log kaam karte han foraz trading may q k ye bohot hi asan or lajawab buisness hai is may koi hard work nai isay hum ghar beth kar aram say kar sakte han

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X