how to control emotions

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #616 Collapse

    Dear forex trading m emotions ko hum us waqat tak control ni kar sakty han jab tak humary pass knowledge or experience ni ho ga or ye practice sy hasil ho ga jtna time hum demo trading m karny gy learning ziada ho ge
    Be safe .its a dangerous market out there...:D
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #617 Collapse

      janab main yeh smjhti hun k hum trading kartay huye apnay emotions ko ese control kar saktay hain k agar kabhi bhi hamen loss hojaye apni trading main tou temper loose na karen balkay apni mistakes ko smjhnay ki koshsish karen or agr kabhi profit hojaye tou khush ho k over confident na hon.
      • #618 Collapse

        EMOTION ko control krna nihayat hi zaroori hy warna aap kabhi bhi aik kamyab trader nahin ban sakty. is ky liye aap sab sy pahly aap kisi qabil teacher sy trading main maharat hasil karain or aik demo account pr ziada sy ziada munafa banany ki koshish karain. is sy aap ka apny jazbat py qaboo pany ki salahiyat paida ho jaye gi
        • #619 Collapse

          Emotional ho kar trading nahi krni chaheye aur yeh aap ka buhat bara enemy hy. Emotions ko control krney key leye aap ko chaheye keh aik target bana kar kam karain, takeh aap ko trading key doran loss ki waja sey ghussa na aye aur aap depression ya tension main mubtila na ho jayen.
          • #620 Collapse

            humain is main emotions ko kabo kar kay kam karna ho ga jis say humain market main achi earning hasil ho sakti hay magr humai nsbar say trade ko handel karna ho ga k loss km ho
            • #621 Collapse

              G dosto hamain chahiy k ham forx trading k doran apny jazbat per cont rakhna ho ga yeh na ho k ap jazbat main aa k trading Karo aur apna account wash karwa betho plz is cheez sy bacho aur sabar sy trading Karo
              • #622 Collapse

                G bhai g bilkul apki bat thake hy k forex trading busniss mai hum emotion ko controll rha ker trading kerni chahye hy kun ke emotion ko controll karo gy tu achi trading hoty hy
                • #623 Collapse

                  Forex trading busniss mai hamara sub sai bda dushman emotion be hy jo humin looss ke tarf leker jata hy is liya humin chahye hy k hum emotion free ho ker trading karain
                  • #624 Collapse

                    ham ko apne emotions ko khud hi control karna ho ga koi doosra ye kaam nahee kar sakta hai aor emotions ko control kiye bager ham achi trading nahee kar sakte hian is liye emotions pe to control karna hi hota hai
                    • #625 Collapse

                      Yes dear ap ki bat thek ha hume is business ma sabar se kam lena chaiye ye hamre liye bohat acha business ha hum is ma bohat kuch kma sakte henhume is ma knowledge k sath kam krna chaiye ye hamre liye sab se acha business ha hum is ma bohat kuch kma sakte hen
                      • #626 Collapse

                        Mery bhai forex trading ma emotions ko control krna bht zarori forex forum ma sy ap skills aor tips len aor demo acciunt ma practice kren aor wahan emotions control ki practice ma ap yeh kehna chahun ga ky lalich aor jaldbazi bhi na kren.
                        Acha kaam achy daam
                        • #627 Collapse

                          hamain apny emotion ko control karna ho ga ta k loss kam ho saky aur rules ko follow kar k hi trade karni ho gi ta k earn kar skay aur trend ko mind main rakh k hi trade karni ho gi ta k acha earn kar k sucess ho saky
                          • #628 Collapse

                            Forex trading busniss mai traders emotion ke waja sai be looss keety hy is liya humin chahye hy k hum is busniss mai emotion free trading kiya karain kun ke is sai apko looss be ho sakta hy
                            • #629 Collapse

                              Aapko. Aghar apne emotions pe control nahi hai tu aapko iss bussiness main ana nahi chahiay apko iss kam mainsab se ziada sabr thmul bardasht ko barhana hota hai aap iss main jitna ziada apne sabar ko bathaien gay utna gaida ho ga bina lalach kiay bina panic hoay aapko yeh kam karna hota hai aap bas yeh soch lain k apko future main achi treders ki list main ana hain mehnat karna hai emotion control honjaien gay
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #630 Collapse

                                g dkehy emotions ko control krny ki dwai wgaira nhe ha ye khud he koshish krni prti ha yani ap ye practice krty rhy to ap ko khud he adat ho jay ge aur es kay ilawa ap ko aik cheez apny mind ma btha leni chahye kay agr hum apny emotions pe control nhe kry gay to hum apna he loss kry gay es lye faida esi cheez ma ha kay hum apny emotions pe khud control kry.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X