Musalsal Loose ke bad Kiya Haar Manlena Chahiye?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #241 Collapse

    Assalam o alaikum.. Dear my suggestion is k traders ko apne continues loss se learn kerna chahye na k wo haar man len, haar k agay he jeet hoti hy or mere mutabiq haar maan lene may nakami hy..
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #242 Collapse

      I think that we should not lose heart at any stage profit and loss is the part of business and we should not be disappointed at any stage and should always try to find out our mistakes and should try to remove these mistakes and should try to improve our performance.
      • #243 Collapse

        pehle to aisa hy ke ap ko sekhna chahiye ke loss ho hi na lakin agar kisi
        waja ho bhi jay to har nhi man ni chahiye insan ke liye koi kam mushkil nhi hy
         
        • #244 Collapse

          friends humain bilkul b dil chota nae karna chahiye jitni b losses q na hn par himat say aur sabar say kam laina chahiye,,, jo b ho har nae mani chahiye balkay apni efforts ko continue rakhna chahye q k issi say apko success b milay ga
          • #245 Collapse

            aik acha trader wohi hota jo har kay bad apna emotions ko loose nahi karta is leeay agar musalsal loosing ho rahi ho to trade chorni nahi chahyai.
            • #246 Collapse

              Musalsal losing ki bajaey haar man lena theek nahi phir to aap har jainge aur broker jeet jaey ga. Aur consistently lose ho raha ho to wo factors dene chahiye keh kis waja se loss ho raha hai to future main profit ho sakta hai. kio k dear ager ham apna dil he chota kar lain geh to phir ham ko kafi loss honay k chances hotay ihan or hotey rehtay hian ic liye ham ko chahyea k ham kbai b apna dil chota na karey...
              • #247 Collapse

                nopsssssssssssssssssssssssss. . .i don't think so that humhy kabhi bhi haar nahi manni chahiyeh humhy khoshishh karty rehnaa chahiyeh last time tak . . .khoshish karney walon ki kabhi haar nahi hoti . . .humhy agar bar bar loss horaha hai to humhy chahiyeh k hum demo per again practice karen aur phir hi dubara trading start karen
                • #248 Collapse

                  I think after a great and regular loss, and after continue loss we should leave the forex and then try to learn and try to do the more practice on demo trading account and after getting the great knowledge and experience we should start trading again to get the success.
                   
                  • #249 Collapse

                    dear friend meray kahyal may apko practics and learning ke zarort han practice ap demo account say kary aur learning web say aur apni mistke ko ghor kary aur loss hota han ager ap ka tu haar man jana koi baat nai ap usay samjhay n then pouri tyari k sath ek baar phir trade start kary
                    • #250 Collapse

                      bhaai mae apko ye mashwara dnga k ap forex k baray main or iformation hasil karen issy or theek se samjhen phr ap iss pe kaam start karen INSHA AALAH phr apko itna loss nhe hoga k ap mayoos hojaen.... ap demo account bhi use kar saktay hain..
                      • #251 Collapse

                        Bhai jaan ye esa kaam hai jis me hum ne haar maan li to hum zindagi bhar kaamyaab nahi ho saken ge hume chayye ke agar hume musalsal loss ho bhi raha hai to hume is kaam ko kuch din chor kar is ko seekhna chayye us ke baad phir se hume live trading karni chayye.......
                        • #252 Collapse

                          woh to bat sahee hai ky aap bohat mehnat sy posting kertay hain per i think balance finish ho janay ki wajah aap ka trading ky baray main achi information na hona hai agar aap apni knowledge or experience ko improve karain gain to aap ko profit ho ga
                          • #253 Collapse

                            acc0rding to me fi;hala to apko chordene chahye trading q k apko abhi or hardwork n proper kn0wledge n exoerience ki need hy....wrna aisi apki mehnat just zaya hi hogi....app pehlay achi terha leraning kero n kn0wledge get karoo phr bhi again trading start kerna ....proper way mein....takay apka account wash na hoo....n app acha earn kerskao...
                            • #254 Collapse

                              Friends ap ka agar trading main masalsal loss ho raha ha or ap pher b trading ko kar rahay hai to main ap ko ya advice karta ho kayap trading main kbi apney himat na harai or apnay loss key sab sayphalaywajha maloom karainor is ko apneytrading say khatam karain or is mistakes par kam karain . or is ko pher apney trade main kbi na dohrain . is tarha ap aik din aik achay or kamyab trader zaqror ban jai gay.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #255 Collapse

                                G nai ap itni mehnat kry k baar baar harna na pary agr lose ho jaty hain to baar baar try kry forex market aik asaan or boht achi job hai koi mushkil nai hain ...
                                اصل پيغام ارسال کردہ از: maamirsk پيغام ديکھيے
                                Dear friends may do saal se trading karaha ho. poray month mehnat karke posting bonus se balance banata hon magar pata nahi kiya baat ha har mah account wash hi hojata ha or sara balance khatam hojata ha. App doston se mashwara ha ke mujhe bataye ke may kiya karo. Trading khatam kardo ya jari rakhon.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X