Musalsal Loose ke bad Kiya Haar Manlena Chahiye?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #361 Collapse

    main apko mashwa deta houn bhai jan k apko trading leave nahi krni chahiye q k mashwra to 1 amanat hota he apko is main learning krni chahiye or pehly demo account pr achi practice b krni chahiye or demo account pr apko hard working ki bht zrorat he. ap aghr is main ups and down ko deekh kr sabar k sath trading kro to b kamyab ho skty ho
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #362 Collapse

      bhi agar humy forex may musalsal loss ho rah hay tu humy haar nhi man leni cheay balkay apni misktake par fox karna cheay humy forex may mistake kis wajah say ho rahi hay phir planinng our tectonic ka sath trading karni cheay tak app ko dubar loss na how our app zayda say zyada profit earn kar sakhy
      • #363 Collapse

        اصل پيغام ارسال کردہ از: maamirsk پيغام ديکھيے
        Dear friends may do saal se trading karaha ho. poray month mehnat karke posting bonus se balance banata hon magar pata nahi kiya baat ha har mah account wash hi hojata ha or sara balance khatam hojata ha. App doston se mashwara ha ke mujhe bataye ke may kiya karo. Trading khatam kardo ya jari rakhon.
        musalsal lose key bad apko chahiye k ap trading ko rok kar ap pehley isey kisi achye insitute sey sekhain aur phir trading karain to ap lose sey bach saktey hain.
        • #364 Collapse

          jo log musalsal lose main ja rahy hain un ka ye loss controll nhi ho raha is ka matlab ye nhi k wo trading ko choor dy aur haar mane lay balky un ko chahiye k wo gabray nhi aur thori dair k liye trading ko choor dain apni condition ko theek kry aur khud ko waha ly k ayn aur apna bank account ko theek kryain apna mind omplitely theek kar k phir is ko join krayin
          • #365 Collapse

            It depends from trader to monger, older traders do this as a swarming clip job but newbie's should not do so. Forex is not an smooth job to do so a bargainer must be minute before opting this as his glutted tie reliable job i conceive that Forex trading is a near job and you can impart this in your business or you can also perform as unique job, but it leave be so better if we add this job in our existing jobs if we bonk
             
            • #366 Collapse

              yeh aik boht acha forum hy aur jo log forex mein new hoty hein un k liy boht acha hy aur ap ka thread bi boht acha hy muj ko ess mein seekhny k liy boht kuch mila hy aur mein ess ko boht zyadh like krta hoon. lekin jahan tk ap k thread k jwab ka talaq hy to mein abi new hoon mujh ko sai trh sy pta nai hy ess liy ai mein sirf study kr rha hoon!!!!!
              • #367 Collapse

                jo log lose krty hain us ka mtlb hota ha keh woh mistakes krty hain ap ko market main kam krny kay liy himat nhi harna chahe blkeh is bat ka khyal krna chahe keh ham ny sahih kam kr kay apny losses ko theek krna ha aor profit hasil krna ha
                • #368 Collapse

                  muj ko ess mein seekhny k liy boht kuch mila hy aur mein ess ko boht zyadh like krta hoon. lekin jahan tk ap k thread k jwab ka talaq hy to mein abi new hoon mujh ko sai trh sy pta nai hy ess liy ai mein sirf study kr rha hoon agar musalsal loss ho ra hai to apko himat nahi harni chaiay ap ur try kren, strt ma aksr logo ko loss he hota hia
                  • #369 Collapse

                    Bhai jaan agar hume is kaam me musalsal loss ho raha ho to huem chayye ke hum is kaam me haar nahi mane hume is kaam ko rok kar is ko seekhna chayye us ke baad hume dobara is kaam me tarde karni chayye.......
                    • #370 Collapse

                      brother ager humen continue loss ho raha ho to phir humen buisness ko stop karna chahiye aur sab sy pehle ek achi learning karni chahiye to phir humen acha faida hasel hoga
                      • #371 Collapse

                        We should always practice Forex to master in it. Its not easy thing to master but it can be done. By regular trading we can make ourselves pro. So fellow traders always try to be in the Forex market when ever possible for profiting opportunities. Never give up on hope because everything can be achieved with practice.
                        • #372 Collapse

                          pakitan forex kia kissi bi bussines men kabi haar nai manni cheye balke soch samaj ker aisa kam karna chaye ke loss na ho ager masalsal loss hota rahe to phir mere khyal men koi hor bussines apna lena chaye
                          • #373 Collapse

                            naih jaab humei chayhe k jab b hum lose kary toh huemin chayhe k hunm is main lose se sikhy kyun k lose hi insaan ko sabq deta ahian aiand insaan sikhs akta hain
                            • #374 Collapse

                              Loss ka matlab yeh nahi hai ka ap trading ko khatam kary aur is business ko chor jaye . jab apko bar bar loss hota hai to ap ko is bat par dehan dena chahye ka apko loss q hota hai wo konsi ghalti ap karty hai ka jin ki vaja se ap ko loss ho jata hai . Apni ghalti se seek jao aur zaida se zaida knowledge gain karo aur zaida se zaida practice karo tab apky pass knowledge be ajaye ga aur apko loss be nahi hoga .
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #375 Collapse

                                try try again .it is a sentence of sucsessfull people. harr tu tab maan leeni chaye jab app maazur hoon .lekin jab tak app achay hain kaam kartey raheen.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X