Musalsal Loose ke bad Kiya Haar Manlena Chahiye?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #136 Collapse

    brother you should get good idea about forex. when will get loss in forex than we want to leave forex. but in my opinion it
    should not do you have to wait for more profit
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #137 Collapse

      g nahi bhai jan musalsil losses ki wja sy har nai man'ni chahey blky hme seekhna chahey or mehnat zyada krni chahey ta ky next ham lossess sy bach sken apni galtyon ko dekhna chahy or on ko theek krna chaey.
      • #138 Collapse

        meray bhai humai lagatar loss kisi or ki waja ya luck ki wajah say nahi hota mjhe lgta hai k ap ki apni glti hoti hai ap k loss k pecahy to agar bar bar loss ho raha hai to humain apni galtion se seekhna chaiye na k haar man kar beth jana chaiye ye buzdili hoti hai
         
        • #139 Collapse

          apka sawal bht acha lekin mein aap ko aik advice kerna chahta hon kay zindagi main kabhi har nahi manni chahye chahe ap forex trading main ho ya real life main ve up kabhi na karain aur hamesha confident rahain inshaa Allah ap kamiyab honeg our plzzz zra kam rakhen investment our planning se kren aap.
          • #140 Collapse

            i think forex main musalsal loss k bad ap ko haar maan layni chahiye q k jab ap ko musalsal aik cheez main loss ho raha hai tu ap k liye ye hi zarori hai k ap is main haar maan le agar ni manay gay tu ap k paise ka loss hi hoga bajaye gain hasil karny k jab ap ko is ki knowledge hi ni hi tu ap is ko choor dey.
            • #141 Collapse

              aik waqat ata hay wo dewar per charhnay main kamyab ho jatin hen,is liay apko bhi chahiay kay har mat mano,yahan sab kay sath ye hi seen hay,life main kuch bhi impossible nahi hota hy mjhe lagta hai ke ap sahi tareqe se kam nahi kr rahe ho kahhi na kahi ap mistake kr rahe ho
              • #142 Collapse

                Becoming good in the forex trade doesn't just come or happen overnight. There is a place of discipline, hardwork, research, analysis and study. Basicxally, these are the things that make forex trade more exciting and superior to other online trades we know.
                • #143 Collapse

                  dear koi b kam krty wakt nuksan pehly or profit bad main sochna chaeay,,bussines mian lose hta rehta hai har nai mani chahaey......again and again mehnt krni chaheay or achi umeed rakhni chaheay,,,ag los ho b jata hai to agai trading kro profit b hota hai,,risk k bghair koi karoobar nai kiya ja skta
                  • #144 Collapse

                    mere khayal me agr aap hard work b kar rahe han phir bhi lose kar rahe han bar bar to ap apni mistake ko find out kr k us ko solve karne ki koshis krien may be aap trading me aik hi mistake ko repeat kar rhe han jis ki waja se aap ko continuously loss face karna par raha hai but aap ko haar se mayoos nahi hona chaye balke himat kar k age barhna chaye...
                    • #145 Collapse

                      mere bhai agr aap ko musalsal loss ho raha hai to is ka matlub hai aap trading ko achi tarha sumj nahi sake aap aur zayada mehnat kare aur trading ko sumjne ki koshas kare aap ka experience hi aap ki kamyabi ki zamant hai.
                      • #146 Collapse

                        nahy mere dost aap ko haar bilkul nahy maanny chahye aap ko chahye ke ap learn karte rahen aur apna experience barhate rahen aur ek dion esa ayega jismay aap ko kaamyaabi zarur haasil hogy
                        • #147 Collapse

                          musalsal loose karnay ka matlab yeah nhn hai kai ap har man lain yeah pechay hat jain ........aisai karna kisi maslay ka hal nhn hai agar app ko musalsal loos horha hai tu app ko apni galtiyan thek karni chahiya apni education ko improve karna chahiya .
                          • #148 Collapse

                            No, if we get lose in every trade we should stop trading and relax our mind and have some time we trade with good analysis we should get profit in the trade ... ;)
                            • #149 Collapse

                              loss ka risk sirf wohi uthata hai jis mai aage barhne ki himmat or justuju ho.kyu key himmat haarne wala shakhs kabhi iss baat ko nahi samajh sakta k mehnat kabhi zaya nahi jaati agar aap ki mehnat or lagan pakki hai to aap ko himaat rakhni hi chahye
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #150 Collapse

                                hye dear brother aur jii bilkul hamain kabhi bhi haar nahin maan lena chahye kyun ke haar maan lenaa buzdilon ka kaam hain aur yahaan par inter hone se pehle maine ye sab kuch soch lyaa thaa ka abhi main inter hojawonga is job main aur agar bhaad bhi jitne bhi problems ,losses jo kuch bhi ayain tho main ese nahin chor gaa balke aur bhi trading karunga

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X