Do you agree with me?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #571 Collapse

    Nahi mien tu kehti houn key ap key pas ziada amount to pir ap achi trading kar saktey hain kiyoun key jab ap key pas amount ziada ho to ap pir lot size itna rakh letey hai key ap ko greed karney ki zarorat he nahi rehti hai is tarah sey money management bhi perfect rehti hai.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #572 Collapse

      Bhai jis ne real money invest ki ho gi woh soch samjh kar he trade karay ga. Chahe low amount ho ya ziada.
      • #573 Collapse

        mery khayal mian low amount par ziad achi trhan forex trading ko samjha ja sakta ha kun k jab ap low amount par trade karty hian tu us time ap ziad ahtiyat say kam karty hian or forex tading k liye yahe patients or ahtiyat ki zaroart hoti ha jo ap low amount main use karty hain
        • #574 Collapse

          if consistent and disciplined in money management was mandatory, because if we break it once it is certain that the future will often violated again. for it to learn money management we have to really keep the rule and calculate with an estimate or allowed to be more able to record manage well, will further refine our discipline in managing finances
           
          • #575 Collapse

            mry khyal sy b theek hy ap kee raaye. . .waisy b low volume he use krna chahiye trade krty hoye ta k risk b kam ho or ap ka account achy sy manage ho saky. . .jb ap volume bra use krty hain ap zyada risk laity hain jis sy nuqsaan kee soorat main emotional ho jata hy bnda or mumkin hy k sara account he wash ho jaaye
            • #576 Collapse

              assalamu alaikum dear aap ke bat kesee had tak tek hai leken dear kam amount par serf wo log ham trading kar ke kamiyab ho satee hai jen ka forex trading me zeyada tajarba ho
              • #577 Collapse

                Brother agr hum best trading krna chatay hn to us k lia humray pass zayda invesment b hona chaya aor humray pass trading ka experinces hona bhot lazmi ha phlay trading ko learning kro phr earning kro.
                • #578 Collapse

                  g ha bhai jaan main ap ke baat se agree karta hoin asal main jab hamary pass low capital hotya hai to hum bohat he soch samjh k trade karty hain and is main apna order main bhe lot size kam he rakhty hain.
                  • #579 Collapse

                    mara khayal ma agr ap ew hean tu ap trading kam pasa saa start sa start kary or q s tarha hmra risk kam ho ga hmra dimag pa burden b km hota ha or hm apna am relax rah karb karta hean ahsta ahsta hm logo apna capital increase kar sakta hean
                    • #580 Collapse

                      Yes is I trah hota hai jb ziyad balance hota hai to ham gaflt krty hain k hamra ziyada balance hai kuch bhi nahi ho ga jb km hota hai to phir ham ehtiyat krty hain
                      • #581 Collapse

                        Yes Sir .I agree .because hum jaab koi bi kaam karthy hain agr us mein income low mily tou hum zayada kaam karty hain takhy hum ko zayada income mily.es liaye sir ap ne theek kha
                        • #582 Collapse

                          New trader agar agar kam account balance se kam lot size se trading Kareen to aap es se achy trading kar sakeen ge or zaida earning ka lalch na Kareen
                          • #583 Collapse

                            G hain aap na balkul sahi farmiya hai hume low amount sai he trading karne chahe agar hum zada amount sai trading kare ge to hume boht tention rahte hai kahye loss na ho jaye. low amount ka fadiya ya hai kai aap ko agar loss ho be jaye to wo adjustable hota hain
                            • #584 Collapse

                              my dear friend mein to bas yahi kahon ga k ek new trader ko to hamesha low amount se trade karna chahiye kyun k starting mein unhein is k mutaliq sahi maloom nahi hota. low amount se trade karne se aapko is k mutaliq experience bhi aata jata hai phir bad mein aap chahe high amount se trade kar lein.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #585 Collapse

                                Assalam-O-Alaikum jahan tak mera zati khyal hay bhai jan hum zyada amount me forex trading me ager investment karen gay to zyada acha earn kar saktey hen is ki main reason ye hay kay ager hum zyada investment say small trade size me risk free trade kar kay be acha earn kar saktey hen.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X