Do you agree with me?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #121 Collapse

    ji bhai i am agree with you forex is a great and online buisness account forex is usually a great business account forex ak bohat he acha online business ha.
     
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #122 Collapse

      Pehli baat kisi bhi cheez ko sikhne k liyeh zarori nahi k ap investment kren or han lekin baat rahi emotions ki to woh apko real money deposit krne par hi mehsos honge. Or wohi apka sab se bara exam hoga.
      • #123 Collapse

        are you agree with me---you are agree with me are and agree can't exit in the same sentence. so,do you agree with me is the correct form. do here just use for making a question.
        • #124 Collapse

          Main ap ke baat say puri tarah mutafiq nahi ho. Chaye zayada amount ho ya kum amount, is ka forex business kay samajnay say koi taluq nahi. Let suppose agr zayada amount say trader bay fikar ho jata hy tou wo apna kafi loss be karwa leta hy balkay us waqt tou us ki try hoti hy k wo apnay capital ko jahan tak ho saky or increase kary. Less amount (capital) k case main be trader utna he khayal rakhta hy jitni big amount (capital) k case main rakhta hy.
          • #125 Collapse

            pachtayo ga q k galti mari khud ki become more cautious and take careful steps of earning we have low thi jis ki waja se loss howa tha..
             
            • #126 Collapse

              ye brother i am hundred percent agree with u kyu ke bohat say log zyada amount laga thay hai aur isi tarah thora zyaada relax hoke traid karthey hain per zyada loss bhi ho jaa tha hain on se is lye aisa nhin karni chahye bas thore se amount se traiding start kar lene chahye kyu ke thore se amount se bohat kuch ban jaa thaa hain
              • #127 Collapse

                samjny mi mazid hamy madat milti trading hu ge ap ki so new ko b chahyai k kum az ku ha or jab hamary pass balanc....
                 
                • #128 Collapse

                  Yes dear i am agree with you ke aap ko practice kerne ke liye kam invesment kerni. Chahiye take aap ko experience na hone ki waja se zyada loss na ho
                  • #129 Collapse

                    janab ap ki bat aik had tak thek hai kyu k mei samajta hu k insan us wakt laparwa hota hai jab woh apny kam k sath serious nahe hota phir chahy uska balance high ho ya low kyu k shuruwat hamesha low se he hoti hai phir high hoti hai aur jab hogh hoti hai tou insan ko mazeed shaoor hasil hota hai aur jo log serious nahe hoty woh high level per ja k bhe aisi bewakufi kar bethty hein k unhy wapis usi jaga ana par jata hai jahan se unho ne start liya hota hai so be serious
                    • #130 Collapse

                      mein aap ki baat se agri kerta hon dost forex mein kaam shoro kerne ka tareeqa bhu yehi hai ke aap phele demo mein kaam seekhein aur jab aap ko lage ke aap kam kersakte hai to aap chote amount se kaam shoro kerte hai aur pore analysis ke baad aap trade open kerte hain aur soch samjhe ke kaam kerte hain,
                      • #131 Collapse

                        bhai me na to apko low ammount ka mashwara dunga na hi apko me high amount invest karne ka mashwara dunga me to yei kahunga ke agr forex market ko seekhna hai to is ko demo pe seekho
                        • #132 Collapse

                          yes you say right my brother and i agree with you because according to my way, es ki main waja ya ha k jab hamary pass low balance hota ha to ham trade ko serious ho kar full soch samaj k karty ha jis sy k market ko samjny mi mazid hamy madat milti ha or jab hamary pass balance zayada hota ha to ham by fikar ho k sochy samjy bagar trade start kar dyty hain.
                          • #133 Collapse

                            jee haan hum forex se har sawal se bilkul agree hain kyun k es k andar aap har wo kaam kar saktay hoo jo asaan hoo and jo aap ko easily samajh mai ajaye.. this is something really goo to work on
                            • #134 Collapse

                              jee main app ki baat se agree karti hoon low amount se hum achi trade kar saktay hain jab hum high risk lete hain to hum pe pressure rehta hai kay kahin loss na ho jaye isi liye low amount se risk lay kay kam profit main he khush rahain yehi survive karni ki nishaani hai.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #135 Collapse

                                Without a doubt, When i agree with you in this way that people be a little more thorough and get careful ways in the course of dealing whenever we have reduced volume along with we all make use of an increasing number of paths regarding dealing knowledge and approaches to earn a lot more along with lesser volume.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X